Forex trading me time ka effect hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading me time ka effect hai?
    Me member sy ye pochna chahta hu k markets open or close hoti hai or kai dafa do markets ek sath open hoti hai jis ko ham overlapping kehty hai kkya isi tarha koi times hoty hai jab market ki movement trading k liye achi hoti hai?
    Ya ham jab chahy trading kar sakty hai. Misaal k tor par kai traders kehty hai k raat ko market ki movement theek hoti hai to kya bus trading raat ko hi theek hoti hai? Trading me time ka effect hai ye jab mrzi movement theek ho sakti hai?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading me time ka effect hai?

    Asslam o alaikum bhai jan. Umeed keta hoon ap khyriyat sa hongy and bhai ap khud sochain k ager koi expert and professional traders trade ooen krai to wo time ko follow nahee kry ga q k is main time ka itna bra role nahee hy. And daikha jay to day main markeet ko movment bhi zberdast hoti hy and hamain din ko trading krni chaheye. And hamary khiyal main to trading main time ka effect bilkul bhi nahee hy. Ap jab chahy markeet ki movment ko focus kr k ap trade open kr skty hain. And hamain zyqdq sa zyada trading k baary main and is main candles k baary main knowledgr hasil krna chaheye taa k ham kisi time bhi trade open kr k proffit hasil kr skain. Thanks
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading me time ka effect hai?

      Kitna Jyada Hota Hain Hum Log forex market ko Dete Hain Itna Hai Jyada Hum Log isme se profit bana sakte hain aur hum Logo Ko Itna hi jyada fayda ho sakta hai isliye Hum logo ko forex market call Jyada Se Jyada time Dena chahiye
      Removed by Moderator.
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading me time ka effect hai?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
        Me member sy ye pochna chahta hu k markets open or close hoti hai or kai dafa do markets ek sath open hoti hai jis ko ham overlapping kehty hai kkya isi tarha koi times hoty hai jab market ki movement trading k liye achi hoti hai?
        Ya ham jab chahy trading kar sakty hai. Misaal k tor par kai traders kehty hai k raat ko market ki movement theek hoti hai to kya bus trading raat ko hi theek hoti hai? Trading me time ka effect hai ye jab mrzi movement theek ho sakti hai?
        Jee bilkul Forex trading market mein time ka bhosada effect Hota Hai Kyunki market 24 hours in Moon karti hai aur isme recession ke hisab se markets open hoti hai Forex trading market Mein Chand Market ke session Hote Hain Jo time my time open hota hai Sabse Pehle batao uske baad Hota Hai uske baad mein Jab Asia session way is mein aur kaun hota hai aur uske baad Forex trading market mein European session open hota hai aur sab se and main Us Sachin open hota hai ya nahi you New York session open hota hai Jab Woh session open hota hai to market bahut fast move karti hai
        FRD 07 TRADING JOURNAL
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading me time ka effect hai?

          Forex market ki opening aur closing schedule market sessions par hi depend karta hay aur some market sessions esy hey jes me volatility bahot zeyda involve ho jati hay aur es me mazeed ezafa es time ho jata hay jab new important news release ho jaye, es waja se traders key ley timing ki importance Forex market me bahot hi zeyda hoti hay agar right time me entry ya exit karny ka decision na leya jaye to es ka effect negative me be ho sakta hay es ley market me timing ko bahot zeyda importance deni chaye aur esy market session me trading karni chaye jes me profit zeyda return ho saky.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading me time ka effect hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
            Me member sy ye pochna chahta hu k markets open or close hoti hai or kai dafa do markets ek sath open hoti hai jis ko ham overlapping kehty hai kkya isi tarha koi times hoty hai jab market ki movement trading k liye achi hoti hai?
            Ya ham jab chahy trading kar sakty hai. Misaal k tor par kai traders kehty hai k raat ko market ki movement theek hoti hai to kya bus trading raat ko hi theek hoti hai? Trading me time ka effect hai ye jab mrzi movement theek ho sakti hai?
            Forex trading market bedtime ka bhi Kafi Jyada effect Hota Hai Forex trading market Mein trading khr sessions hote hain aur Haal session Apne time pe hai open hota hai uss time traders ko Soch Samajh Kar trading Karni chahiye sabse pahle Sydney wala session hota hai jis mein traders acchi trading kar sakte hain uske baad Tokyo session Apne time se start hota hai aur uske baad Euro fashion aata hai jo European countries ka hota hai aur uske baad New York sessions Raat hota hai jo USA Ka Tashan hai Woh Bhi Apne time pe start Hota Hai
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading me time ka effect hai?

              as-salamu alaykum friends 4x members new dealer ban rahi hai tumko imported Yeh Hai keh raha hoon ke woh Ishq Mein sabse Pehle study Kare Kyunki aap is Mr DK Magar kuch bhi nahi kar sakte aap ko ek accha is important that use karna padega
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading me time ka effect hai?

                اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                Me member sy ye pochna chahta hu k markets open or close hoti hai or kai dafa do markets ek sath open hoti hai jis ko ham overlapping kehty hai kkya isi tarha koi times hoty hai jab market ki movement trading k liye achi hoti hai?
                Ya ham jab chahy trading kar sakty hai. Misaal k tor par kai traders kehty hai k raat ko market ki movement theek hoti hai to kya bus trading raat ko hi theek hoti hai? Trading me time ka effect hai ye jab mrzi movement theek ho sakti hai?
                Hum Log Kitna Jyada time forex market ko dekhte hai itna hi Jana Hum logo ko fayda hota hai aur hum log iski wajah se Kafi achha profit concern kar sakte hain uska Hum logo ko bahut fayda hota hai agar Hum Log is to follow kar KS reading Karte Hain To
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading me time ka effect hai?

                  Assalamualaikum bhai aapne Jo question Kiya hai main uske baare mein ye kehna chahat hu k Time ka bohot efct perta hay ap es jitna ziyada waqt dy gay ap k liye utna he acha hay treder ko time ki important pta hona chahiye
                  Pakistan zindabad
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading me time ka effect hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
                    Me member sy ye pochna chahta hu k markets open or close hoti hai or kai dafa do markets ek sath open hoti hai jis ko ham overlapping kehty hai kkya isi tarha koi times hoty hai jab market ki movement trading k liye achi hoti hai?
                    Ya ham jab chahy trading kar sakty hai. Misaal k tor par kai traders kehty hai k raat ko market ki movement theek hoti hai to kya bus trading raat ko hi theek hoti hai? Trading me time ka effect hai ye jab mrzi movement theek ho sakti hai?
                    Assalamualaikum ji bhaijaan Forex trading mein time ki bahut jyada hoti hai ye bahut jyada Izzat karta hai aapki trading co Kyunki agar aap aise hi time par trade nahi Lagate hai to aap ko Kafi Jyada lost ka Samna karna padta hai Kyunki market ke moment ke timings bahut jyada Jaroori hoti hai aapko Har session ki timing ke baare mein Maloom hona chahiye Kyunki aap Acche trade Lagte Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading me time ka effect hai?

                      Janab aap ne bahut accha Sawal Kiya Hai Tu mai aap batate Chalo KR Market mein time Kitna Jyada importance nahi hoti agar aap real mein successful trader Banna Chahte Hain To aapko Apne analysis par Yakeen karna padega agar aapne market ko achi Tarah Se analyse Kiya Hai to aapko time ki Fikar karne ki Zaroorat Nahi Hai Lekin Agar dusri Taraf Se Dekha Jaye tu kuch time market mein Aisa Hota Hai k do session at a time open Hote Hain market ki movement bahut Tej hoti hai Jiski wajah se agar aap koi bhi trade open Karenge to wo aapko yato bahut jyada profit De gi ya bht ziada loss hoga aapka q kmarkeet is overlapping time mainmarkretbht ziada pips move kar jaati hai... Is liye overlapping k doran carefull rahen..
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading me time ka effect hai?

                        Time ka bohot bara impact trades par parta ha kyun k kabhi market bilkul slow move karti ha, kabhi normal or kabhi bohot fast, matlab market kabhi ek halat ma nahi hoti is ki shakal change hoti rehti ha. Ab kis time market ma enter hona chahiye, ye tay karna bohot zaruri ha. Aam tor opening hours mamarket bohot slow move karti ha, in times ma trading se bohot kam profit hasil hota ha. London session ma market normal move karti ha, agar koi news aa gai to market volatile ho jati ha, warna normal hi move karti ha. Sab se fast movement Us session ma hota ha, is time ma market ki achi movement hoti ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading me time ka effect hai?

                          Me member sy ye pochna chahta hu k markets open or close hoti hai or kai dafa do markets ek sath open hoti hai jis ko ham overlapping kehty hai kkya isi tarha koi instances hoty hai jab marketplace ki motion trading ok liye achi hoti hai?
                          Ya ham jab chahy trading kar sakty hai. Misaal k tor par kai buyers kehty hai k raat ko market ki movement theek hoti hai to kya bus trading raat ko hello theek hoti hai? trading me time ka impact hai ye jab mrzi motion theek ho sakti hai?
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading me time ka effect hai?

                            G haan bilkal. Forex trading main time is bahut assar ha. Achay waqt main he achay plan ka istemaal kar k trader hamesha profit earn karta ha.
                            Achay trader ki ye khoobi ha k wo achay waqt k aaney ka intezar karta ha or their munasib waqt main bilkal bhi enter nhi hota markeet main.
                            New members or low experience ko specially , yahi bataya jata ha k markeet jub zig zag move kar rahi ho to trade na karain kiun k us waqt wo ragging karti ha. Khaas taor pe Monday morning ko jub markeet open ho rahi ho trading na karain. Or Friday night ko jub markeet close ho rahi ho.
                            Strong signal k milta trading k liay best time ha. Ye signal apko Brooker ya apke friend koi bhi de dete hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading me time ka effect hai?

                              koe bhi kam ho us kam ky karny ka aik taim hota hy agr us kam ko us ky taim py karo gy to us kam ka or faeda hy agr us ko us taim py ni karo gy jes taim py usy karna tha to us kam ka woh naffah ni mely ga jo taim py kam karny py naffah melna tha to forex bhi aik karobar hy aik busnus hy us main trading karny ka bhi aik taim hy or woh taim is chiz ky bary hy keh agr forex markit main trading is waqt karin gy to us ky karny sy hamin yeh naffah ho ga agr is kam ko iswaqt main ni karin gy bulkeh fulan taim main karin gy to is ka yeh nuqsan ho ga to ab jen dinon main forex markit naffy ki traf move karti hy agr un dinon main forex markit main trading karin gy to us ka hamin jo naffah hasel hona hy woh un dinon main trading karny sy hasel ni ho ga jen dinon main yeh markit move kar rahi ho uqsan ki traf

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X