Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam
    Luck :

    Boht say log trading main profit loss ko luck ki waja say samagtay hain. aur trade lagany kay bad kehtay hain kay ager luck main howa to profit zaror ho ga. Aisa kabi kabi ho jata hay lakin har bar luck per depend kernay walay trader zayda ter naliaque aur kam ilam walay hotay hain.

    Trading ka mukammal Ilam :

    Jis trader kay pas trading ka mukamal ilam hota hay wo market ko analysis kernay kay bad us ki tamam simmaton ka jaiza leta hay aur us main 2 mumkinat ko khas ker leta hay. aik wo simmat hoti hay jis main market kay zayada chance hotay hain move kernay kay aur aik main kam. Trader apni trade ko trading setup kay mutabiq zayda chance wali simmat main enter kerta hay aur marekt ko dekhta rehta hay.
    Ager market apni simmat change kernay lagti hay to wo aik nishandahi kerti hay jo kay trader dekhta hay aur apni trade ko ya to close ker deta hay ya break even ker deta hay. aur market ki sahi simmat ki confirmation ka intezar kerta hay. is ko Trade manage kerna kehtay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

    No Doubt Bohat Acha Thread Title Hy.
    Luck: Jesa Ke Apne Luck Ke Barey Me Me Bhi Yei Manta Hun Ke Luck Ka No Doubt Hamari Success Me Kirdar Hy Magar Hamey Uspe Depend Nai Hona Ke Profit Ho Tou Hamari Waja Se And Loss Ho Tou Luck Ki Waja Se. Hamey Agar Depend Hona Hy Tou Apni Mehnat Par Depend Karein Ke Hum Sachy Dil Se Mehnat Karein Aur Umeed Rakhein Success Ki.
    Trading Ka Mukammal Ilam: Apne Ka Khena Is Barey Me Bhi Thek Hy Ke Trading Ke Dooran Trade Open Karne Se Phele Ya Open Trade Ko Break Karna Ya Close Karna Market Ki Movement Ko Dekhte Howe Ye Trading Manage Khlata Hy. Aur Jisey Iski Samjh Aagai Tou I Think Usey Trading Bhi Agai.
    # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

      trading main boht say log loss karna or is main profit hasil karna luck ki bar smjhty hain kay market main luck ki wja say loss ho rha hay or luck ki waja say hi profit hasil ho raha hay aysa kuch nai hota hay boht km time main aysa hota hay kay humain luck ki waja say loss hota hay or profit hota hay magr is main ziada tar kam leraning say kia hota hay or learning ki base say hi market main achi earning hasil hoti hay kun kay jab humain acha or mukamamal ilam ho ga to kam karny main asani ho sakti hay or agr hum is main knowledge ki help say trade main aty hain to b kafi faida hota hay practice ki bse say hi humain market ko smjhna ho ga or is ko understand karna ho ga ta kay market main stay karna humary liye asan ho sakay hard work kar kay demo main practice say loss km ho ga
      "The mind is everything, What you think you become"
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

        market main kam karny mainn kabhi to profit hota hay or kabhi loss hota hay is main kuch log ye loss hona or profit hona luck par dal dyty hain kay hum itny ziada lucky hain to hi acha profit hasil hoa hay or ya phir aj luck nay sath nai dia to hi loss hoa hay ye batin bilkul b thek nai hay humain jab b kam karna hay to is main mehnat ko smahny rakh kar kam karna ho ga kun kay jahan jahan hum mehnat kar kay kam karty hain to trade karna humary liye kafi asan ho sakta hay is main agr demo ko use karty hain to achi learning hasil kar sakty hain kun kay market main mukamal learning hasil kar kay kam karna ziada faida dyta hay is kay sath sath humain ziada knowledge hasil karna ho gi ziada search karna ho ga ta kay market main stay karna or profit hasil karna asan ho
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

          Luck ki forex ma bhot Zyada ihmeyat hoti ha jis ka luck aacha hota ha wo is ma sy acha profit nikl skta ha or is ko kamyabi milti ha or wo Kafi kuch Hasil kr skty ha is Leya lucki man is ma kamyab ho skta ha or bhot acha profit bana sakte hain isliye Hum logo ko hardwork karna chahiye
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

            market main boht say log kam karty hain is main agr to hum luck par depend ho kar kam karty hain jaisy kay market main ye sochyty hain kay hum boht lucky hain to humain kafi faida hota hay agr hum trade karty hain to achi earning luck ki waja say hoti hay is kay ilawa agr loss b hota hay to b loss ko luck par rkhty hain kay luck ki waja say humain loss hota hay ye sab batain fazool hay market main loss humain lack of learning ki waja say hota hay agr to hum is main active ho kar achy say kam karty hain to trade karna or is main stay karna humary liye kafi asan ho sakta hay kun kay jab b hum mukamal learning say kam karty hain to trade ko understand karny main kafi asani ho sakti hay or hard work karny say hi market main success hasil karny kay chaces barh jaty hain
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

              Complete Forex knowledge aur education ko me es ley behtar samjta hon key traders ko es knowledge aur education key base par market ko samjny aur achi trading me bahot help de sakty hey, good knowledge rakny waly traders beginner level se professional traders key level tak asani se ponch sakty hey magar jo traders Forex knowledge ko avoid karta hay to esa beginner traders next level par kabi nahi ponch saky ga, profit us ko luck ki trading me zaror ho sakta hay magar esy traders ko professional traders nahi ban saky esy traders beginner level me hi reh sakty hey.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

                Lucky man forex market mein se Kafi kuch hassil kar sakta hai kya Khel lucky sab kuch hota hai aur lucky patcher se Wo Jab lagata Hai To wo profit Mein jati hai usko bahut fayda hota hai isliye lucky man forex market Mein kamyabi Jaldi kar sakta hai
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

                  Jnb aap nain bht achi tarah do cheezon ko compare kiya hai forex say hum 2 tarah say faida utha saktay hain
                  1 betting say
                  2 complete knowledge say
                  Betting kar k aap forex main aik br kamyab ho saktay hain 2 baar kamyab ho saktay hain lakin yeah aapko kbhi bhi permanent kamyab ni banayegi.
                  Lakin jub aap forex k baray complete knowledge gain karain gay to woh aapko kabhi bhi dhokha ni dayga aur agar aapka loss bhi honain lagayga to woh aapko yeah ability provide karaygi k aap loss ko profit main kesay change kartay Jo ya loss ko kesay recover karo gay lehaza main prefer karonga k aap apnain knowledge pr ziada tawajuh dain.
                  Umeed hai aapko post passand ayi hogi.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: forum1989 پيغام ديکھيے
                    Luck :

                    Boht say log trading main profit loss ko luck ki waja say samagtay hain. aur trade lagany kay bad kehtay hain kay ager luck main howa to profit zaror ho ga. Aisa kabi kabi ho jata hay lakin har bar luck per depend kernay walay trader zayda ter naliaque aur kam ilam walay hotay hain.

                    Trading ka mukammal Ilam :

                    Jis trader kay pas trading ka mukamal ilam hota hay wo market ko analysis kernay kay bad us ki tamam simmaton ka jaiza leta hay aur us main 2 mumkinat ko khas ker leta hay. aik wo simmat hoti hay jis main market kay zayada chance hotay hain move kernay kay aur aik main kam. Trader apni trade ko trading setup kay mutabiq zayda chance wali simmat main enter kerta hay aur marekt ko dekhta rehta hay.
                    Ager market apni simmat change kernay lagti hay to wo aik nishandahi kerti hay jo kay trader dekhta hay aur apni trade ko ya to close ker deta hay ya break even ker deta hay. aur market ki sahi simmat ki confirmation ka intezar kerta hay. is ko Trade manage kerna kehtay hain.
                    Agar Ek trader Ke Paas Forex trading ka Mukammal knowledge ho aur Doosre tractor ke paas knowledge Na Ho Aur Woh sirf leg pad Band Karke trading Kare Tobo Forex trading main kabhi bhi successful nahi ho sakta Forex trading Main Wohi traders successful Hote Hain Jo hardworking Karke trading Karte Hain successful trading karne ke liye hard working better or basic thing hai aap log pad Band Karke Forex trading main Kabhi be successful nahi ho sakte
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

                      loss har business k hisah ha jis ma kabhi profit hota ha aur kabhi loss hota ha chunk forex aik risky business ha jis ma loss k chance ziadah hotay hain agar ham is ko proper ni seekhtay hain to jo log forex ma nakam hotay hain to woh samjhtay hain k forex ma luck chalti ha uar forex aik gambling ki tarah ha jis ma luck ka bohat hi ahm kirdar ha
                      lakin ma is se agree ni karta houn forex aik proper business ha jis ko agar ham proper way se karain to gay to is ma bhot hi zaidah profit hasil kar saktay hian lakin agar is ma mehnat ni karain gay to loss bhi ho ga to forex ka mukamal ilm k sath agar trading ki jaye to ham is business se huge profit hasil kar saktay hain is lye forex ki proper education hasil karna bohat zaruri ha
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

                        Luck to aakhir luck ha. LUCK bhi tub sath deti ha jub apko kaam aata ho, kaam k barey main aapko knowledge ho. Tub aap kissi hud tak tukkay maar k apni kismat azma sakte hain lakin jub apko aik cheez ka bilkal bhi pata hi nahi ha sirray se to kia luck aznmaein ge ap.
                        Ilmm hasil karne k bahut se zariye hain jo log afford nahi kar sakte wo issi forum se learning or earning kar sakte hain or sath mai YouTube videos se bhi ideas gain kar, lakin jo log afford kar sakte hain wo online courses ki madad se improve kar sakte hain.
                        To aap knowledge zaroor hasil karain or Trad ing main istemaal honay wali tricks or techniques seekhain.
                        Last edited by ; 19-04-2019, 05:50 AM.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: luck vs Trading ka mukammal Ilam

                          Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main hum luck pe trading karty han or both Kam log han pura knowledge or experience hasil Kar k trading karty han is ley luck kabi kabi ap ka sath da dati ha par har bar luck ap ka sath ni da ge aik do bar luck sy ap profit hasil kar sakty han par 3rd bar ap ko both bara loss ho sakta ha or humary tohry sy bhai jo market ko samj k full analysis kar k trading karty han un k mutabiq jis side market k movement ziada ho sakti ha us side trade lagaty han or market pe nazar rakhty han news pe nazar rakhty han or best trading karny ki try karty han or account money management sy trading karty han ta k agr loss ho b jay to both kam hota ha is ley luck pe insaar na karny balky forex trading ka maximum knowledge or experience hasil Karny or phr trading start karny ta k ap ko maximum profit ho

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X