Luck :
Boht say log trading main profit loss ko luck ki waja say samagtay hain. aur trade lagany kay bad kehtay hain kay ager luck main howa to profit zaror ho ga. Aisa kabi kabi ho jata hay lakin har bar luck per depend kernay walay trader zayda ter naliaque aur kam ilam walay hotay hain.
Trading ka mukammal Ilam :
Jis trader kay pas trading ka mukamal ilam hota hay wo market ko analysis kernay kay bad us ki tamam simmaton ka jaiza leta hay aur us main 2 mumkinat ko khas ker leta hay. aik wo simmat hoti hay jis main market kay zayada chance hotay hain move kernay kay aur aik main kam. Trader apni trade ko trading setup kay mutabiq zayda chance wali simmat main enter kerta hay aur marekt ko dekhta rehta hay.
Ager market apni simmat change kernay lagti hay to wo aik nishandahi kerti hay jo kay trader dekhta hay aur apni trade ko ya to close ker deta hay ya break even ker deta hay. aur market ki sahi simmat ki confirmation ka intezar kerta hay. is ko Trade manage kerna kehtay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим