Re: Loss ko accept karna be trading ka part hay
Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Bohat say new traders es bat say bohat kam waqif hptay hain profit and loss dono hi parts of business hain un ko just picture ki one side hi nazar aa rahi hoti hay woh just Forex main honay walay big profit hi ko mind main rakhtay hain loss kay baray main sochtay tak nahi aor bari bay parwahi say trading start kar datay hain jes say un say first of all jo mistake hoti hay woh big lot size ki hay jes main agar market nay mukhalif direction main movement ki to small account honay ki wajah say account bohat jald wash ho jata hay aor trade close ho jati hay aor trader ko loss ho jata hay es loss ki wajah say bohat sau traders emotional ho kar Forex chord daiatay hain jab k traders ko aisa nahi karna chahiay aor trading kay doran profit and loss dono ko mind main rakhna chahiay aor loss ko accept bhi karna chahiay kun k yeh hamari apni mistakes ki wajah say hota hay na k Forex market ya brokers ki wajah say hota hay loss ki soorat main trader ko apni mistakes ko find karna chahiay aor next trade main en say avid karna chahiay aor loss ko recover karna chahiay ziada profit ki bajay kam profit hasil karnay ki koshish karni chahiay aor loss say bachnay ki koshish karni chahiay.
اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370
پيغام ديکھيے
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим