Loss ko accept karna be trading ka part hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ko accept karna be trading ka part hay

    اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
    Loss ko accept karna be trading ka part hay<br />Some time loss ki waja se traders ko acha feel nahi hota magar me samjta hon key loss ko accept karna be es business ka part hi hay agar trading plan fail ho jaye to traders ko loss ho to ye satiation traders ko emotional kar sakty hey, Loss hony key bad traders ko apny trading plan ko review kar dene chaye aur agar plan me weakness ho to es ko khatam kar dena bahot zarori hay, trades hamesha hi profit nahi de sakty kesi time traders ko loss ko be business ka part samjna chaye, jo traders loss hony key bad emotional nahi hota us ko me good trader hi samjta hon.
    Ji ap nay bil kul thek kaha hay main ap ki bat say agree karta hoon. Bohat say new traders es bat say bohat kam waqif hptay hain profit and loss dono hi parts of business hain un ko just picture ki one side hi nazar aa rahi hoti hay woh just Forex main honay walay big profit hi ko mind main rakhtay hain loss kay baray main sochtay tak nahi aor bari bay parwahi say trading start kar datay hain jes say un say first of all jo mistake hoti hay woh big lot size ki hay jes main agar market nay mukhalif direction main movement ki to small account honay ki wajah say account bohat jald wash ho jata hay aor trade close ho jati hay aor trader ko loss ho jata hay es loss ki wajah say bohat sau traders emotional ho kar Forex chord daiatay hain jab k traders ko aisa nahi karna chahiay aor trading kay doran profit and loss dono ko mind main rakhna chahiay aor loss ko accept bhi karna chahiay kun k yeh hamari apni mistakes ki wajah say hota hay na k Forex market ya brokers ki wajah say hota hay loss ki soorat main trader ko apni mistakes ko find karna chahiay aor next trade main en say avid karna chahiay aor loss ko recover karna chahiay ziada profit ki bajay kam profit hasil karnay ki koshish karni chahiay aor loss say bachnay ki koshish karni chahiay.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ko accept karna be trading ka part hay

      Loss kisi ko bhi acha nahi lagta hai. Mujhay jab loss hota hai tou mai khud bhi 2 monute kay liye gum sum hojata hu kiyu kay mai loss ki tawaqoo kay baghair sirf profit ka soch kay baitha hota hu. Forex trading aik business hai aur iss haqeeqat ko samajhna bohat zaroori hai kay business mai profit loss dono ho saktay hain. jaisay hum profit ko daikh kay khush hotay hain humain loss say bhi pareshan nahi hona chaiye aur na he ghabrana chaiye. Kiyu kay humain apnay uper trust aur confidence hona chaiye kay hum loss ko recover bhi ker saktay hain. humain ye daikhna chaiye kay loss kiyu hua hai aur uss mistake ya strategy ko tabdeel kernay kay barey ma options ko daikhna chaiye . is tarah hum loss ko daikh kay pareshaan bhi nahi hongay. Loss bhi usi tarah trading ka part hai jaisay profit trading ka aik acha part hai
      • #18 Collapse

        Re: Loss ko accept karna be trading ka part hay

        Forex trading business may bhi hir business ki tarha profits Kay sath sath humain sometimes loss ka samna bhi karna parhta hai trade lagty hoe loss bhi humri trading ka part hai is liye humain kabi bhi loss say fed up nahi hona chahye balky confidence say face karna chahye or apni galtiyo ko recover karne Kay liye apni weakness ko identify karna chahye ta Kay easily mistakes ko dikha jiye or koshish ki jiye Kay loss say learning hasil karni chahye jitna humain loss ho ga humain mature hon gye humain apni weakness ka pata chaly ga or hum again kabi bhi wo galti kabi nahi repeat karain gye is liye loss ko bhi forex trading business may part samjna chahye or confidence say face karty hoe recover karna chahye ta Kay experience build ho jo traders Loss say gabra Kay trade lagna chOr dyte hain ase nahi karna chahye koshish karain Kay demo account pay trade laga Kay estimate laga lyNa chahye ta Kay trade lagne may asaani ho shukria..
        • #19 Collapse

          Re: Loss ko accept karna be trading ka part hay

          Gee han jis tarah trading main profit hota hai is tarah loss b hota hai jis tarah profit ko accept karte hai isy tarah loss ko b accept kare yeh b forex trading ka main profit ka hisa hai loss aap ko burbad karnay nai aata balke boht kuch sikhanay aata hai loss burbad tab karte hai jab aap loss mistake se khud nai sikhte phir aap burbad hote hai jo trader loss mistake se sikhte hai wo good trader hote hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Loss ko accept karna be trading ka part hay

            Asslam o Alaikum g bilkul mry dost forex pay mry khayl say treading main loss ko accupt krna bhi buht zurari hota hy ku k ya business hy as main humy profit k sth loss bhi zurar hota hy lkn us loss pay humy gabrny ya parshn hony ki zurat nii hy Bikly himat or hosly say mazeed apni mahant ko continue rkna chye ku k ya humra
            Online international business hy jas pay hum krobar krty hy us main loss profit hota hy humy as pay jatna zyda ho sky mahant k sth apny khowlage ko create krna chye ku k jab humry pass acha khowlage hoga tu us surat main hum forex pay acha quality wla senjeda ho kr complete kam kr skty hy
            Humri earning tab hii mumkain hogie jab hum as pay acha or mahnat k sth meyarii kam kry gay jas say humra bonus bhi create hoga humy khowlage bhi hasil hoga ku k forex pay humy humsh mahant ka sila milta hy jas ki badolt hum kamyab hoty hy hum kbii bhii asa koi kam na kry jas say forex pay bhra nuksan hn account wish ho jaye
            Jald bazii or lalach ni krna chye humsha himat or hosly k sth senjeda ho kar mahant k sth kam krty huy agy bhrna chye jas ki badolt humy forex treading pay acha bonsa bhi mily hum aik achy kamyab treadr or kamyab business main ban sky....

            اب آن لائن

            Working...
            X