Re: Robot trading batter hay ya individual trading?
Robot Trading :
Robot aik aisa program hay jo mukhtalif indicators ko mila ker programmed kia jata hay. is main kam say kam 2 ya 3 indicators aur tool use ker kay is ko auto trading kay liye use kia jata hay. is main lot size aur take profit aur stop loss auto per set ho jata hay jo programmer kerta hay. is kay ilawa is main draw down ki limit aur maximum loss ki limit bhi set ki jati hay. is kay ilawa is main timing bhi set kia ja sakta hay kay kab say kab trading kerni hay.
Manual Trading :
Manula trading main trader saray kam khud kerta hay wo khud trade leta hay aur khud is main entry kerta hay khud close kerta hay aur stop loss aur take porfit bhi khud set kerta hay aur khud hi is ka draw down aur risk set kerta hay. is main koe kam auto per nahi hota hay aur saray kam khud kernay partay hain.
Robot Ya Manual Trading :
Meray khayal main har trader ka apna trading style hay aur har koe apni strategy say trade kerta hay. is liye robot bhi aisay honay chahye jo har trading strategy kay mutabiq ho to phir robot best hon gay. lakin hamen candle (price action) aur inidcator kay ilawa koe aisi aur strategy nahi milti jis per robot banay hon. Jesay aik trader advance pattern per trade kerta hay to us ko koe robto abi tak nahi bana. Isi trah say ager koe trader Elliot wave theory per kam kerta hay to us kay liye koe robot nahi hay aur Dow john theory per bhi abi koe atuo trading nahi ho rahi.
Robot jin process ya indicators per kam kertay hain wo bilkul bunyadi chezen hain in ko time kay sath advance nahi kia gai is liye jab forex main koe aisi move hoti hay jo robot ko nock out ker deti hay. aur aisi sorat main robot bohs hi zyada loss detay hain. hata kay ye poray account ko wash ker detay hain. is liye khud trading ker kay khud seekhen aur khud ko aik trader sabit keren. jo aik trader ker sakta hay wo robot nahi ker sakta.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим