Robot trading batter hay ya individual trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

    Robot Trading :

    Robot aik aisa program hay jo mukhtalif indicators ko mila ker programmed kia jata hay. is main kam say kam 2 ya 3 indicators aur tool use ker kay is ko auto trading kay liye use kia jata hay. is main lot size aur take profit aur stop loss auto per set ho jata hay jo programmer kerta hay. is kay ilawa is main draw down ki limit aur maximum loss ki limit bhi set ki jati hay. is kay ilawa is main timing bhi set kia ja sakta hay kay kab say kab trading kerni hay.

    Manual Trading :

    Manula trading main trader saray kam khud kerta hay wo khud trade leta hay aur khud is main entry kerta hay khud close kerta hay aur stop loss aur take porfit bhi khud set kerta hay aur khud hi is ka draw down aur risk set kerta hay. is main koe kam auto per nahi hota hay aur saray kam khud kernay partay hain.

    Robot Ya Manual Trading :

    Meray khayal main har trader ka apna trading style hay aur har koe apni strategy say trade kerta hay. is liye robot bhi aisay honay chahye jo har trading strategy kay mutabiq ho to phir robot best hon gay. lakin hamen candle (price action) aur inidcator kay ilawa koe aisi aur strategy nahi milti jis per robot banay hon. Jesay aik trader advance pattern per trade kerta hay to us ko koe robto abi tak nahi bana. Isi trah say ager koe trader Elliot wave theory per kam kerta hay to us kay liye koe robot nahi hay aur Dow john theory per bhi abi koe atuo trading nahi ho rahi.

    Robot jin process ya indicators per kam kertay hain wo bilkul bunyadi chezen hain in ko time kay sath advance nahi kia gai is liye jab forex main koe aisi move hoti hay jo robot ko nock out ker deti hay. aur aisi sorat main robot bohs hi zyada loss detay hain. hata kay ye poray account ko wash ker detay hain. is liye khud trading ker kay khud seekhen aur khud ko aik trader sabit keren. jo aik trader ker sakta hay wo robot nahi ker sakta.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

      Individual trading, group trading or Robot trading market mein trade karnay k methods hain or har method k apnay apnay faiday or nuqsan hain. Forex mein traders market par apni apni abilities k mutabiq andaza laga kar trade kartay hain or kuch traders apni sahoolat k liye robots par inhisaar kar letay hain. Robot trading k faiday or nuqsan ye hain k robot ki madad se trader market se dur ho kar bhi profit (ya loss) earn kar saktay hain. Robot ka sab se bara masla robot ka market ki correct judgment na karna ha, kyun k robot insan ki tarhan nahi soch sakta is liye robot se bohot loss bhi ho sakta ha.
      • #18 Collapse

        Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

        Trading kay liye forex main aik asool yad rakhna chahye kay hamen apnay ap ap zyada bharosa hona chahye aur jab ham trade ker rahay hotay hain to hamen zayda bhaorsa apnay ap per hota hay na kay kisi software per ya kisi tool per. que kay ham na jo chezen seekhi hoti hian wo robot ya software nahi seekhta aur isi waja say ham ko manula trading kerna zyada pasand hota hay.
        Robot trading per kisi ko bhi yakeen nahi hota aur robot jab trade kertay hian to us time wo kafi sara loss ker letay hian. aur khas ker jab news ati hain to robot hamesha loss hi kertay hian is liye robot boht hi risky hotay hian.
        Is liye koshish karu kay ap ko manual trading seekhni chahye uar manual trading hi keni chahye.
        • #19 Collapse

          Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

          Yah mera opinion jo us barey maen hy dear us maen maen Robot trading ki bjaey manual trading ko prefer kerta hoon chahy us maen shiro maen appko kafi loss ka samna rheta hy but app k leay better yahe hota hy k app us maen kafe experience gain ker lwty haen forex maen humera maqsad app ki baat yheek hy k profit bnana na ho balkay app us maen as a professional approch k sath kaam karran our learning process us maen profit ko agar increase kerna hy to jarerakhean our ue robot say nahe indiviual trading say he app ko aey ga app jitna time aj mt4 ko dain itnay behtar technical analysis app k hoon gy utna zeada experience hoo ga our pher slowly app ki earning utne bharte jaey gee
          • #20 Collapse

            Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

            Robot trading :

            Robot trading aik acha option hay kay is main boht say trader robot ko use kertay hain. is main sari trading khud ba khud hoti hay aur trader ko sirf apna trading software chalana perta hay aur computer ko on kerna perta aur baki sara kam robot khud kerta hay. jis say wo kabi kabi news kay event ko kabi sahi say trade nahi ker sakta hay aur pora account wash ho jata hay. aur ap ka account ap kay bas main nahi hota aur ap aik suba dekhtay hain to ap ko account main balance 0 milta hay.

            Manual Trading :

            Manual trading boht say log kertay hain aur manual trading ko professional log hi pasand kertay hain que kay manual trading kernay say ap ko zayada tajurba hota hay. aur robot trading main trader ka loss bhi ho jaye to us ko koe fida nahi hota aur wo loss lenay kay bawajood kuch bhi nahi seekhta.
            • #21 Collapse

              Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

              Hum Logon Ko forex market Mein report reading nahi karni chahiye robot trading ka Hum logo ko kuch fayda Hassan nahi hota hai hum logo ko Khud Se Hi trading kar Nahi Chahiye Jiske Hum logo ko Jyada se jyada fayda ho sakta hai Robo trading ka Hum logo ko kuch fayda nahi hota hai
              Removed by Moderator.
              • #22 Collapse

                Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                hurits phone mein chatting karna Hamare liye bahut smart ho gaya hai aur aap bahut sari programs aisi hai jinko use Karke Hume and englishin karne mein Asani ho jati hai aur kisi ne kiya main exchange open kar sakte hain aur alternate open karne se pehle uska analyses red Hona bahut jaroori hai
                 
                • #23 Collapse

                  Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                  Dear robot trading ke limited profits to sab ko pata hai but uska kuch main reason of negative side effect bhi hain jis se humara trading account easily wash ho sakta hai and also humara trading account block bhi ho sakta hai by the use of robot trading to humara focus ye hona chaye ke hum individual trade pe hi focus rakhen phir chahe hum logo ko trading mein kuch waqt kyun na lag jaye lekin humara experience and skills development aise hi hota hai trading mein new new methods of strategies ko try karte rahe and usko demo ki practice mein use karke trading ko learn karen jis se hum bina kisi robot ko follow karke individual basis pe ache trader and profit gaining trades kar sakte hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                    Jo traders Aisa Karte Hain ke pehle Apne seniors share trading calling karte hain aur baad hai main kaunsi seniors ke sath competition karne lag Jate Hain Aise Aise junior traders Apne Sath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka Hai Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge isliye Apne seniors all teachers ko respect day
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: aamir370 پيغام ديکھيے
                      dear mery khayal me agar traders ka maqsad trading ka experience hasil karna ho ga to wo robot trading se zeyda individual trading ko ehmeyat de ga, otherwise agar traders ka maqsad aur planing profit hi earn karna ho ga to wo individual ya manual trading se zeyda ehmeyat robot trading ko de ga, traders ko chaye key wo experience key maqsad key teht individual trading ya manual trading kia karen es se traders ko bahot zeyda experience hasil ho ga, robot trading us time batter hay jab traders ka apna trading experience achy level ka ho ga.
                      Agar Hum Log report trading Karte Hai To iska Hum logo ko bahut fayda Hota Hai Arey board trading karne se hum log Kafi achha profit hassil kar sakte hain Agar Hum Log report trading co follow Kar Ke trading karte hain tumse Hum Log Kafi achha profit hassil kar sakte hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                        Forex main trading karny kay wesy to kai tareeqy hain magar 2 tareeqy ziada mashhoor hain. 1. Manual/individual trading 2. Robot trading. individual trading aisi trading hoti hay jo kay traders khud apny hathon say karen. matlab yeh kay computer par beth kar apna account khud operate karen, khud manage karen aur khud say buy, sell, take profit ,stop loss algharz har operation khud he kia jay. Robot trading aisi trading ko kaha jata hay jis main aik makhsoos software kay zarye trading ke jay. Robot trading professsional tarders ke janib say di gye trading strategies kay mutabiq khud kaar tareeqy say ke jati hay is main koe trader personally involve ni hota. robot main sochny smajhny ke salahiyat ni hoti. Main to apny experience ke bunyad par yahi mashwara don ga kay traders ko manual trading karni chahye aur robot trading say bachna chahye.
                        • #27 Collapse

                          Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                          Robot trading me to loss hi hai agar ap dekhy gy to robot khas time frame k liye or khas pair k liye hoty hai agar market ki movement robot k hisab sy ho gi to ap ko profit ho ga lekin agar market ki movement us k mutabiq na hui to ap ko loss ho jaye ga.
                          or agar ap khud trading kary gy to us sy chahy ap ko start par loss hoga lekin baad me ap ko profit hoga ap trading seekh jaye gy or ap ko kabhi robot ki zaroorat nahi pary gi.
                          Is liye ap ko chahiye k ap khud trading kary na k robots sy agar robots detect ho gya to ap ka account b disable ho sakta hai is liye khud trading kary or seekhy.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Robot trading batter hay ya individual trading?

                            expensive mery khayal me agar traders ka maqsad trading ka enjoy hasil karna ho ga to wo robotic trading se zeyda person buying and selling ko ehmeyat de ga, otherwise agar buyers ka maqsad aur planing profit hi earn karna ho ga to wo individual ya guide trading se zeyda ehmeyat robot trading ko de ga, buyers ko chaye key wo enjoy key maqsad key teht man or woman trading ya guide trading kia karen es se buyers ko bahot zeyda revel in hasil ho ga, robot buying and selling us time batter hay jab investors ka apna buying and selling enjoy achy level ka ho ga.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X