Forex trading main stop loss to boht say log itamaal kertay hain aur sab ko pata hota hay kay stop loss ko manage kaisay kerna hay. boht say log stop loss ko apnay hath say manually tabdeel kertay hain. aur kuch is kam kay liye trailing stop ko itamal kertay hain.
Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat :
Stop loss main trailing stop ko istamaal kernay say pehaly apni trading strategy ko aik bar gehri nazar sa dekh lena chahye kay kia jis tariqa kar say trader trading ker rah hay trailing stop us kay liye mozoo bhi hay ya nahi. kuch log boht chotay take profit rakhtay hian aur wo jald hasil ho jatay hian. aisay log to trailing stop ko use ker saktay hian.
Ager ko trader long trading ker raha hay aur wo apnay take profit boht baray set kerta hay to us kay liye wo trailing stop use nahi keray ga. wo apna risk khud thek aur change keray ga.
Trailing stop zyada ter small trader istamaal keray hian. que kay short trading main market ki tezi ki waja say khud say risk manage kertay howay time lag sakta hay aur news kay time per market short traders ko itna time nahi deti. is liye wo trailinig stop ko istamaal ker saktay hain.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим