Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat
    Forex trading main stop loss to boht say log itamaal kertay hain aur sab ko pata hota hay kay stop loss ko manage kaisay kerna hay. boht say log stop loss ko apnay hath say manually tabdeel kertay hain. aur kuch is kam kay liye trailing stop ko itamal kertay hain.

    Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat :

    Stop loss main trailing stop ko istamaal kernay say pehaly apni trading strategy ko aik bar gehri nazar sa dekh lena chahye kay kia jis tariqa kar say trader trading ker rah hay trailing stop us kay liye mozoo bhi hay ya nahi. kuch log boht chotay take profit rakhtay hian aur wo jald hasil ho jatay hian. aisay log to trailing stop ko use ker saktay hian.
    Ager ko trader long trading ker raha hay aur wo apnay take profit boht baray set kerta hay to us kay liye wo trailing stop use nahi keray ga. wo apna risk khud thek aur change keray ga.
    Trailing stop zyada ter small trader istamaal keray hian. que kay short trading main market ki tezi ki waja say khud say risk manage kertay howay time lag sakta hay aur news kay time per market short traders ko itna time nahi deti. is liye wo trailinig stop ko istamaal ker saktay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

    Phelay to dost humean pata honay chahy k hum forex main kitnay kisam k stop use kerty hain aik humery pass normal stop loss hota hai jes ko hum aik fix price k oper user kerty hain our aik humery pass trailing stop loss hota hai jes ko hum tab use kerty hain jeb humere trade humery order place value say 40 say 60 pips profit main chali jati hai
    Stop loss : ye dosto normal stop loss hia js main hum us ko tab use kerty hain jab hum technical analysis kerty hain our kisi khas value say hum buy ya sell kerty ain to pher us main hum stop loss ka use krty hain mena kisi khas support ye resistance say buy ya sell kerty hain to us say oper ya nechy stop loss use kty hain stop loss her professional trader apni trade main user kerta hia
    Trailing stop loss : humeray pas ye wo stop loss hai jo k hum tab set kerty hian jab humeri trade khuch pips profit main chali jati hai our humery analysis long term trading k leay hoty hain us main hum apni strategy k mutbik stop loss user krty hian our pher us say profit humer khuch secure ho jta hai our ye price k sath sath move kerty hian our ager retracement kum ho to pher humera take profit bhe hit ker sagta hi
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

      Dear ais market mai kaam disciple k sath karny ka matlb ye hota hai k ap ne jab bhi trade lagani hai aus k sath stop loss aor take profit lagana hai aor ais k sath sath ap ne ais mai lot ka khas khyal rakhna hai. aye ab hum ais mai stop loss aor traling stop loss k bary mai baat karty hai ta k jin doston ko ni pata aun ko bhi ni pata aun ko pata chal jaye.

      Stop Loss: Dear ais market mai ap aik limit set kar dety hai k agar ap ki trade atny loss mai jaye to waha par close ho jaye ais k liay ap ko stop loss lagana hota hai aor ye stop loss ap apni trading strategy k hisab se laga rahy hoty hai ais market mai ye hota hai k ap ko agar short term trading karni hai to aus mai ho sakta hai ap ka stop loss maximum 50 pips ho aor agar ap ne ais mai trade lagai hoi hai aor ap ko aus par stop loss lagya hoa hai to aus ko ap entry point par shift kar dety hai jab ap ki trade profit mai aa jati hai aus k baad ap ko aus trade par loss ni hota hai aus trade par agar take profit hit ho jaye to sahe hai waran aus trade par loss bhi ni hota.

      Trailing Stop Loss: Dear jab ap koi bhi trade agaty hai aor aus k sath ap trailing stop loss lagaty hai to aus mai ap ko ye faida hota hai k ais mai ap ki trade agar profit mai jati hai to ap ka stop loss auto par aus k sath shift hota rehta hai ais mai ye faida hota hai k agar ap ki trade aik dafa sahe profit mai gai hai aor aus k baad wapis aana start ho gai hai to ap ki trade auto par profit mai close ho jati hai ais se ap ki trade hamesha profit mai close hoti hai agar ap ki trade aik dafa profit mai aa jaye.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

        Stop loss:
        Jab b ap trading kary to ye point set karty hai jis me agar market reverse ho jaye to ap ka account wash hony sy bach jata hai or ap ko big loss nahi hota or stop loss use karna zroori hota hai market movement ka koi pata nahi kab kidar chaliy jaye.

        Trailing stop loss:
        Ye b stop loss ki ek type hai is me stop loss change hota rehata hai movement k hisab sy agaar ap ny trade open ki hai or wo profit me chali gai hai to stop loss oper chala jaye ga. or agar profit me hai to stop loss b profit wali side me move kar jaye ga yani stop loss agar market hit b kary to ap ki trade profit me close ho gi.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

          yes dear forex members stop loss aur trailing stop loss donu bahut zaruri hain trading karnay kay liay stop loss main ap aik point ya specific value set kare aity hain ta kay ap ka account wash honay say bach jaye aur ap ko loss kam ho ku kay jab ap ki trade profit mai aa jati hai aus k baad ap ko aus trade par loss ni hota hai aus trade par agar take profit hit ho jaye to sahe hai waran aus trade par loss bhi ni hota agr apki trade loss ma ja rahi hay to market ka pata nahi chalta us ki waja say apka account wasah bhi ho sakta hy aur trailing stop loss bhi aik acha step hay jis ma agr ap profit main hain to is tarha ap ki sath sath loss ki value bhi oper aati jati hay apki trade profit main hi close hoti hay ye donu step bahut achy hain is say apko faida hota hay bahut ziada ap ziada loss sat bach sakty hain
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

            Aksar asa b hota ha k hum busy hoty hain ya trading klie available ni hoty aur apni trade ko manage ni krsktyy aur trade ko chor k ja b ni skty Allah k bhrosy q k yh bhot e bewqufi ki bt ha asa risk lena islie hmy chaiye k hum stop loss aur take profit ka tareeqa seekh lien aur isky use ko smjhien istrh jb hum kahien aur busy hty hain aur trade ni krskty tw pehly chart prhien aur jahan hmy lgg rha k loss hskata tw apni entry sy us limit tk stop loss lagain jahan tk hmy lg rhaa ha k is point sy jump back krygi aur agr jump back ni krti profit mn ta paka loss mn e rhygi us point sy thra 10 pips aur loss mn trade mn lagain taa k agr loss mn jani ha tw us point sy neechy jaty e trade automatically bnd hjaye ni tw jump back kr jaygi aur agr hum take profit b laga skty k itna profit ho tw trade bnd hjaye q k trade profit mn jaa k wps b ajaye aur hum bnd na krskien trade profit mn tw yh b bht nuqsn wli bt ha islie hmy chaiye k take profit laga dien jis point tk hmy lg rha k must jaygi profit mn taa k udr trade bnd hjaye aur profit hmary ps ajaye
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

              Trading me agar trailing stop ko use karny ki bat ki jaye to apni strategy aur profit targets ko be mind me rakna bahot zarori hota hay kinu key trailing stop order stop loss ka hi kam deta hay, trailing stop order place karny se traders ka trade profit me es ley close ho jata hay key us ka order already profit me hi hota aur take profit key sath agar trailing stop ko be agar use kia jaye to us key trade ki mazeed safety ho jati hay esa trade kabi be loss me close nahi hota jes me trailing stop jesa useful tools laga ho.
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

                bhai apki bat se main mutfik hun forex trading main trailling stop ko hum apny profit k sath mange kar skty hain or yah aghr ap k order k sath set kiya jay tu hmain profit milny k chances hoty hain trailling stop ko hum bary take profot k stah set nahi kar skty hain q k es main risk factor barh jata hai or boht se tradors es ko small take profot k sath set karty hain apni trading main or ap es ko asani se use kar skty hain es main hum jubn trailling stop ko lagty hain tu hmain points k sath tarilling stop milty hain jin ko sai tariky se use krna zarori hota hai or ayh ap par depend hota hai k ap kis point par apna trailling stop lgaty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
                  Forex trading main stop loss to boht say log itamaal kertay hain aur sab ko pata hota hay kay stop loss ko manage kaisay kerna hay. boht say log stop loss ko apnay hath say manually tabdeel kertay hain. aur kuch is kam kay liye trailing stop ko itamal kertay hain.

                  Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat :

                  Stop loss main trailing stop ko istamaal kernay say pehaly apni trading strategy ko aik bar gehri nazar sa dekh lena chahye kay kia jis tariqa kar say trader trading ker rah hay trailing stop us kay liye mozoo bhi hay ya nahi. kuch log boht chotay take profit rakhtay hian aur wo jald hasil ho jatay hian. aisay log to trailing stop ko use ker saktay hian.
                  Ager ko trader long trading ker raha hay aur wo apnay take profit boht baray set kerta hay to us kay liye wo trailing stop use nahi keray ga. wo apna risk khud thek aur change keray ga.
                  Trailing stop zyada ter small trader istamaal keray hian. que kay short trading main market ki tezi ki waja say khud say risk manage kertay howay time lag sakta hay aur news kay time per market short traders ko itna time nahi deti. is liye wo trailinig stop ko istamaal ker saktay hain.
                  Trading karne ke liye trailing stop the coffee important Hotel traders ko chahiye Ki Jhappi trading Kare to trailing stop Bobby usuru use Kare Ishare traders achi trading kar Sakenge or credit score is a profit Bhi Hoga Iske Alawa traders co trading Ka Tarika bhi aana chahiye acchi trading karne ke liye traders co trading ka accha Tarika aana chahiye Agar traders acche tarike se trading Karenge toh unke Prophet ke chances increase Ho Jayenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
                    Forex trading main stop loss to boht say log itamaal kertay hain aur sab ko pata hota hay kay stop loss ko manage kaisay kerna hay. boht say log stop loss ko apnay hath say manually tabdeel kertay hain. aur kuch is kam kay liye trailing stop ko itamal kertay hain.

                    Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat :

                    Stop loss main trailing stop ko istamaal kernay say pehaly apni trading strategy ko aik bar gehri nazar sa dekh lena chahye kay kia jis tariqa kar say trader trading ker rah hay trailing stop us kay liye mozoo bhi hay ya nahi. kuch log boht chotay take profit rakhtay hian aur wo jald hasil ho jatay hian. aisay log to trailing stop ko use ker saktay hian.
                    Ager ko trader long trading ker raha hay aur wo apnay take profit boht baray set kerta hay to us kay liye wo trailing stop use nahi keray ga. wo apna risk khud thek aur change keray ga.
                    Trailing stop zyada ter small trader istamaal keray hian. que kay short trading main market ki tezi ki waja say khud say risk manage kertay howay time lag sakta hay aur news kay time per market short traders ko itna time nahi deti. is liye wo trailinig stop ko istamaal ker saktay hain.
                    acchi trading karne ke liye trailing stop peak of important hota hai traders ko chahiye Ki Jhappi trading Crypto trading stop the user reviews Kare Ishare trailer Ruchi trading kar Sakenge or credit score is se profit Bhi Hoga Iske ilawa traders co trading Ka Tarika bhi aana chahiye Agar traders acche tarike se trading Karenge toh hone ke profit ke chances increase Ho Jayenge
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

                      dear forex trading members Assalamualaikum
                      trailing stop aok perfect strategicplanning hai jis ma apko maturity ky sath kam krny sy bahot zeyada profit gain ho ksta hai agr ap market ko complete understand kr ky trade open krty ho to uqeenan apko profit ma trade milti hai aor apko yeh btana chahta hun ky forex trading ma expert bnana zaroori hai apko indicators ko ghol ky pi lena chye ta ky apko achi smjh ajay trading ma perfection bhi zarori hai aor approach accurate honi zarori hai 100 percent accuracy nhi mil skti hai lkn 70 percent successful ap zaror ho skty hain 8si soch ky sath trading kren
                      trade profit ma ajay to trailing stop ko update kr dena shuru kr den achye aoko yeh btata chalun ky trailing stop bahot important hai is sy he apko bahot acha response mil skta hai aor ap bahot he achy trader bn skty ho
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

                        GDP Kisi Se country mein bahut sara important Hota Aur Kisi Se Kisi country ki productionGross Domestic Product category countries GDP Sada own country economic survey coffee better hoti hai aur woh country chutiya wali Nache Mari hoti hai yeh kis country kimujhe mobile setting karna bahut acha lagta hai Kyunki isme market ke Chahat ko aasani se Samjha Ja sakta hai
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

                          Jab Hum Log photo upload istemal karte hain toh hum logo ko is made Reliance top 20 small karna chahiye iska bohot hi zyada fayda hota hai aur hum log Kafi kuch hassil kar sakte hain Hum Log isme trailing stop istemal Karte Hain To
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: aminasif570 پيغام ديکھيے
                            Forex trading main stop loss to boht say log itamaal kertay hain aur sab ko pata hota hay kay stop loss ko manage kaisay kerna hay. boht say log stop loss ko apnay hath say manually tabdeel kertay hain. aur kuch is kam kay liye trailing stop ko itamal kertay hain.

                            Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat :

                            Stop loss main trailing stop ko istamaal kernay say pehaly apni trading strategy ko aik bar gehri nazar sa dekh lena chahye kay kia jis tariqa kar say trader trading ker rah hay trailing stop us kay liye mozoo bhi hay ya nahi. kuch log boht chotay take profit rakhtay hian aur wo jald hasil ho jatay hian. aisay log to trailing stop ko use ker saktay hian.
                            Ager ko trader long trading ker raha hay aur wo apnay take profit boht baray set kerta hay to us kay liye wo trailing stop use nahi keray ga. wo apna risk khud thek aur change keray ga.
                            Trailing stop zyada ter small trader istamaal keray hian. que kay short trading main market ki tezi ki waja say khud say risk manage kertay howay time lag sakta hay aur news kay time per market short traders ko itna time nahi deti. is liye wo trailinig stop ko istamaal ker saktay hain.
                            Agar Hum Log market Mein achha profit banana chahte hain toh phir uske liye Hum logo ko chahiye Ke Hum Log stop loss or take profit Dono Lagaye stop loss or take profit ka bahut hi jyada fayda hota hai isliye Hum logo ko stop loss order crossword Lagate Hai trading Karni chahiye iska bahut hi jyada fayda hota hai aur hum log nuksaan se bas Jaate Hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Trailing stop aur trading kay tariqa kar main mutabat

                              forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hainhamy trailing stop or trading ky farak ko achy sy jan kar kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik online business hain hum is mai amount invest kar ky acha profit gain kar sakty hain hum is mai pairs or currency py trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik real or bohat bara business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X