Re: Jaiza : Stop loss kia hay
dear forex members billkul sahi kaha hamen bahut hi zabardast affer ki jati hay jis say easily trade kar sakty hain ziada time online rahy bagair hamen stop loss kay baray main ilam hona chahiay kun k agar hum 24 ghanty online nahi reh dsakty to hum aik stregy bana letay hain kay agr hamara loss is level tak pochay to hamari trade atometically close ho jau jis say hum ziada say ziada loss say bach sakty hain aur stop loss ko laganay ka tareeqa bhi har trader ka different hota ha kuch traders currencies k daily average ka hisab laga kar stop loss lagatay hain, aur kuch trader support and resistance level ko check kar k stop loss lgatay hain.is liay hamen stop loss ki waja say kafi ziada faida hasil hota hay aur hum nuqsan say bach sakty hain is liay hamen stop loss ki samjhna chahiay is ki working kay aray main jan na chahiay

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим