Boht say new traders ko stop loss ka pata nahi hay. aur wo aksar pochtay hain kay stop loss kia cheez hay aur ye que lagaya jata hay. Is liye mera khayal main stop loss ko yahan per bayan kerna new logo kay fiday kay liye boht hi acha idea hay.
Stop loss kia hay?
jesa ka nam say hi zahir hay kay "stop, loss" . Is main do lafaz hain "rukna aur nuksan" Matlab jab loss ko rokna. Ye aik limit hay jo trader trade laganay say phelay apni trading strategy say gin leta hay kay ager pair ki price is price tak chali jati hay to mera trade ka idea ghalat ho gia aur meri trade itnay loss kay bad close ho jay.
Stop loss ka istamaal :
Is liye apnay account kay nuksan ko control kernay kay liye stop loss ka istamaal kerna boht zarori hay. Stop loss say account ki hifazat hoti hay ager stop loss istamal na kia jaye to sara account nuksan main ja sakta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим