Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

    bhai ap ny boht achi information hmary sath shre ki hai jis main ap ny forex ki main knowledge k bary main hmary sath discus kiya hai forex trading main aghr tu hmain trading main kam hona hai tu hmain har trha k knowledge ko gain krna chahye es main hmary apss boht se option milty hain jis ko hum ny apni trading main use krna hota hai aghr tu hmain har trha ka knowledge mil jay tu hum os main achi earning karny main kamyb ho jaty hain or forex trading main sub se zayda jo tradors trading method use karty hain wo price action par karty hain q k es main trading method boht asan hoty hain jis main har trador apni trading achi karny main kamyb ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

      Assalamualaikum Forex trading fellows main is topic par discuss karna chahta Hoon kaunsa knowledge Kaise Hasil kiya jaye Pakistan Forex forum aapke Samne hai Pakistan Forex forum Mein different sections banayege hai aapko forum mail login Karke trading holiday Hotel karna chahiye Pakistan Hamesha perfect knowledge share karta hai senior members knowledge problematic new members ki permission nahi honi chahiyeapko
      forex trading ma skills hasil krni hyen strategy sekhni chye aor market ma perfection ky sath planning krni chye members sub sy oehly to apko yahan py management krni ani chye ap stoploss use kro take profit lgana sekho trailing stoploss study krna hai aor apko candlestick ko smjhna hai
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
        Dosto forex main hasil jo knowledge maximum traders use kerty hain wo main aj app k sath share kerti hoon us main jo asaan hain our wo bhe main app ko btati hoon humean ko ksii bhe aik knowledge ko gain kerna ho ga pher he hum us main kamyaaab hoo pain gay
        1. Price action
        2. Volume spread analysis
        3. Elliote Wave
        Price action : sab say asaan knowledge price action hai jes main hum candles ka knowledge hasil kerty hain us main pin bar engulfing bar our hammer waghera k barey main study kerty hain ye koi humery pass koi 9 say 15 best candles pattern hain jen k oper hum trade ker ache earning ker sagty hain
        Volume spread analysis : us main hum bar k sath volume indicator ko use kerty hain our market ki bar ki closing k sath next move ki prediction volume indicators ki madad say kerty hain
        Ellitote wave : us main hum fibo ka use ker k impulse wave our pher us k bad A B C theen wave nikal k to hum B say trade lety hai our sath main C level aik best entry point hota hai sath main RSI ko bhe traders best result k leay use kerty hain
        Assalamualaikum Ji Bhai Jaan aap ne bahut acchi post ko start kiya hai aur aapki post mein maujood jo information hai woh new members ke liye bahut jyada acchi hai Kyunki Hame Kisi bhi business ko start karne se pehle Maloom hona chahiye Kis Mein Hame Kis Kis cheez Ki Zaroorat padh sakti hai aur aap kis post mein uski basics ke baare me bataya gaya hai ja sake Apne price action ke baare mein baat Kiya Hai aur analyses kis kisam ke Hote Hain agar aap technical analysis or fundamental analysis ko acche tarike se kar lete hain to aapko Apne train mein loss ke bahut kam chance Hote Hain
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

          market main kam karny kay liye kafi achi knowledge ka hona zrori hota hay kunk ay market ko jointo kar lyty hain magr is main kam karna or is ko smjhna b kafi zrori hota hay kaafi points hoty hain jaisy kay price action hoti hay kay market main aik pair ko select karny say is ka use kis tara hota hay is main price ki kahan tak jati hay or is kay sath sath humain spread ko b dykhna hota hay har aik point ko maddaynzar rkhty hoye humain market main enter hona hota hay jis kay bad hi hum market main kam kar sakty hain agr to hum demo main in sb ko practice karty hain to sikhna or b asan ho sakta hay kun kay demo account main real account ki tara hi kam hota hay or hum is main capital ka use or har pairs ki price or us ki movment ko achy say analysis kar kay kam kar sakty hain
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

            forex market main kam karny kay liye knowledge ka hona boht zrori hota hay kun kay knowledge ki base par hi hum is main kam karty hain or is main earning b humain learning karny say hi milti hay market main kafi tools hoty hain jin k asihna or jin ko read karna kafi zrori hota hay jaisy kay pairs hoty hain in ko analysis karna or is kay bary main ziada search karna kay market main in ki price kahan tk jati hay or kitni ratio hay is main humain har aik price ki movment ko mind main rkhna hota hay is kay sath sath jis pair ko selet kar kay hum kam karty hain or trade karty hain to is kay spread ka b dykhna hota hay or phir ja kay hum market main kam kar sakty hain tab hi humain achi earning or acha profit ho sakta hay knowledge kay bgyr koi b kam adhoora hota hay
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

              forex main successfull banay kay liiiye humain sb say phly apni knowledge ko ziada karna ho ga kun kay market main hum jab ziada practice karty hain or hard work karty hain to kam karna kafi asan ho saka hay is main basic learning ko sikh kar kam karna hota hay or price kay bary main knowlegde haisl karna aik aham point hota hay jis main humain price ki movement ho understand karna hota hay kay kis tara is main trade karty hain to trade main kafi focus say kam karna hota hay or is main balnce ko manage karna hota hay ta kay high risk main b kam karna asan ho sakay is kay sath sath humain capital ko b manage karna ho ga is kay sath sath humain volum spread ko b dykhna hota hay jis main kafi achi earning hasil ho sakti hayh jis main ziada sperad na ho us main trade karna best hay
              "The mind is everything, What you think you become"
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                jee bhai forex trading main knowledge hasil kea bagihr ap kuch bhe ni kar sakty r forex ki knowledge ap kisi forex teacher ya posting sa bhe hasil kar sakta agar ap koi koi bat ni samjh a rahe tu ap post main thread main jain wahna ja ka ap apna qus type kren or usa post krden jis k jawb apko kafi experince bandy v den ga jis sa ap ka conspet clear ho jay ga or ap ka masla ka hal ap ko mil jay ga forex trading main knowledge hasil krna bhut zaruri ha is ka elwa ap kabi bhe ak achy trader ni ban sakty or na e apko kabi is busnisis k ilam ho sakta qk ya busnsis bhut bara ha so knowledge bhut zarui chez ha
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                  g han dear forex mein agar ap achi earning karna chahty hein to forex kay bary menin acha knowledge or experince hona bohat he zarori ha is liye forex mein agar ap in cheezon ko follow kartay hein to ap achi earning kar sakty hein jesy kay ap ny jesy guid kiya ha ye point bohat he behtar hein or in say bohat he acha profit earn kiya ja sakta ha or is kay sath sath mery khayal say or bhe point hein jesy kay

                  take profit
                  take profit ek bohat he acha tools ha jo bhe trad open ki jaye us mein take profit hona chaheye ta kay auto trad profit menin close ho saky

                  stop loss
                  stop loss har ek acha experience wala trader use karta ha ta kay khud is confidence mein na ho kay loss wali trad ko close kar saky to is kay sath wo auto trad close kar saky

                  triling stop
                  or ye wo tool ha jis say ap news mein achi trading kar sakty hein or news time ap market wapis anay pay auto close ho jati ha or is say acha profit hasil kiya ja sakta ha
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                    As-salamu alaykum Bhai Apne question puchna Chahta Hoon ke important knowledge ke baare mein Bataye pata hai woh Yeh hai ke aap ko posting karne ka knowledge hona chahiye audio posting me information share Kare Uske baare mein aap ko achi Tarah Se knowledge honi chahiye aur aap Jo trailer Uske baare mein information trading kare
                    Removed by Moderator.
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                      Forex trading mai knowledge ki mukhtalif types hoti hain jo traders time kay saath saath haasil kertay hain aur yeh kaha jaa sakta hai kay traders ko apnay knowledge ki list Bana laini chaiye. New aur junior traders ko knowledge hamesha aik tarteeb say he haasil kerna chaiye jaisay aam taaleem ka formula hota hai kay choti classes mai bunyaadi taaleem hoti hain aur jaisay say levels barhtay jatey hain wesay he taaleem bhi ziada detail mai aur mushkil hoti jaati hai laikin samajh aa rahi hoti hai. Bilkul issi tarah forex trading mai bhi step by step learning aur knowledge gain kerna chaiye. Pehlay basic aur easy cheezain seekhni chaiye aur phir technical knowledge ki taraf Jana chaiye. Jo traders mix up ker laitay hain unhain bohat ziada problems atey hain aur woh loss bhi kertay rehtay hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
                        Dosto forex main hasil jo knowledge maximum traders use kerty hain wo main aj app k sath share kerti hoon us main jo asaan hain our wo bhe main app ko btati hoon humean ko ksii bhe aik knowledge ko gain kerna ho ga pher he hum us main kamyaaab hoo pain gay
                        1. Price action
                        2. Volume spread analysis
                        3. Elliote Wave
                        Price action : sab say asaan knowledge price action hai jes main hum candles ka knowledge hasil kerty hain us main pin bar engulfing bar our hammer waghera k barey main study kerty hain ye koi humery pass koi 9 say 15 best candles pattern hain jen k oper hum trade ker ache earning ker sagty hain
                        Volume spread analysis : us main hum bar k sath volume indicator ko use kerty hain our market ki bar ki closing k sath next move ki prediction volume indicators ki madad say kerty hain
                        Ellitote wave : us main hum fibo ka use ker k impulse wave our pher us k bad A B C theen wave nikal k to hum B say trade lety hai our sath main C level aik best entry point hota hai sath main RSI ko bhe traders best result k leay use kerty hain
                        Dear sister aap ne bohat he behtreen thread create kiya hai hum agar candles see banny wali different things jaise ky hammer flag wagera ko ache tarha seekh lyn to hum in ka apni trading mein istemal kr sakty hain aur iss see bohat ach trading ko possible bana sakty hain lekin humein in sab ko ache tarha seekhna ho ga aur is ka sahi istemal krny ky liye markeet ko ache tarha observe kr ky in patterns ko markeet mein dhondny ki koshish krni ho ge is ky ilawa markeet mein mojood volume spread ka bhi dehan rakhny ki koshish krni ho ge aur is ko apni trade mein ache tarha see istemal krny ki koshish krni ho ge jab hum volume spread aur candles see bnny waly different patterns ko seekh jaen to humein is ky baad elliot wave ko seekhna ho ga waise dear mein ne elliot wave see relevant bohat sari videos dekhe hain aur un ka apni trade mein istemal bhi kiya hai ia ky ilawa jaisa ky ap ne kaha ky RSI bhi aik behtreen indicator ki tarha hai is k istemal kr ky bhi hum successful trading see profitable earning hasil krny mein kamyab ho sakty hain lekin sab see pehle humein in sab steps ko seekhny ki koshish krni ho ge us ky baad he ache success ko hasil krny mein help mil sakti hai aue hum ache trader bnny mein kamyab ho sakty hain humein sincere hona pare ga apny kaam mein apna interest develop krny ki koshish krni ho ge kyun ky jab bhi kisi kaam mein interest develop ho jata hai us mein kamyabi hasil krna asaan ho jata hai aur us kaam mein apny losses ko asaani see kam kiya ja sakta hai aur aik acha trader khud ko rules ky according ly k chalta hai tabhi woh kam see kam nakami ka samna krta hai
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                          Assalamu Alaikum dear friends Agar Ham theek analysis Karen To Ham market Mein trade bhi acchi Karenge trading sari Hai he analyses ke Dam per Agar analyser theek Karenge to trading bhi theek aur Agar Ham candle ko samajhkar trading Karen candle to kya Saman Karti Hain aur Agar yah candle bani hai Iske bad kaun si candle Banegi aur kaise Munh Karegi agar aap chat ko samajh Gaye to isko price action highlight Kahate Hain isase aap chat ko samajhte hain aur jab spread ko Samjhaiye aur volume Ko Dekhkar trading ki Jaaye aur Inko samajh ye to Inko volume spread analysis Kahate Hain aur indicator ki help se market Ke Chat mein Main trend ko Dekhte Hue bhi Banai Jaati Hain aur FIR usmein 3 dekhna Hota Hai Jahan se market app download Karen Uske mutabik trading ki Jaaye Achcha hota hai is ko Kahate Hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                            Dear forex treding m konsa knoliged kya hy r kis sy kya r kesy hasil kiya jay es bat ka mjhy koi knoliged hasil nhi hy q k m khud forex from m new member hon es liye mery pas acha experience nhi hy jis ki bina py m ap ko ya new member ko gaid kr sakon frum py posting kr k r learning kr k experience incres kron g r apny senior member sy gaidnus hasil kr k ap ko gaid kr sakon g abi filhal mjhy es bary m koi knoliged hasil nhi hy .

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X