Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey
    Dosto forex main hasil jo knowledge maximum traders use kerty hain wo main aj app k sath share kerti hoon us main jo asaan hain our wo bhe main app ko btati hoon humean ko ksii bhe aik knowledge ko gain kerna ho ga pher he hum us main kamyaaab hoo pain gay
    1. Price action
    2. Volume spread analysis
    3. Elliote Wave
    Price action : sab say asaan knowledge price action hai jes main hum candles ka knowledge hasil kerty hain us main pin bar engulfing bar our hammer waghera k barey main study kerty hain ye koi humery pass koi 9 say 15 best candles pattern hain jen k oper hum trade ker ache earning ker sagty hain
    Volume spread analysis : us main hum bar k sath volume indicator ko use kerty hain our market ki bar ki closing k sath next move ki prediction volume indicators ki madad say kerty hain
    Ellitote wave : us main hum fibo ka use ker k impulse wave our pher us k bad A B C theen wave nikal k to hum B say trade lety hai our sath main C level aik best entry point hota hai sath main RSI ko bhe traders best result k leay use kerty hain
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

    Forex business se related knowledge 2 types key hoty hey 1 hota hay technical knowledge aur 2nd fundamental knowledge hota hay ye dono type key knowledge hasil karna bahot zarori hey, technical knowledge me (Price action, moving average, RSI, support and resistance, price range) shamil hey, traders es key ley shortcut method indicators ko use karna zarori samjty hey jab key fundamental knowledge wo hota hay jes me countries ki economies, political activities se market key condition ka andaza lagaya jata hay.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

      اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
      Dosto forex main hasil jo knowledge maximum traders use kerty hain wo main aj app k sath share kerti hoon us main jo asaan hain our wo bhe main app ko btati hoon humean ko ksii bhe aik knowledge ko gain kerna ho ga pher he hum us main kamyaaab hoo pain gay
      1. Price action
      2. Volume spread analysis
      3. Elliote Wave
      Price action : sab say asaan knowledge price action hai jes main hum candles ka knowledge hasil kerty hain us main pin bar engulfing bar our hammer waghera k barey main study kerty hain ye koi humery pass koi 9 say 15 best candles pattern hain jen k oper hum trade ker ache earning ker sagty hain
      Volume spread analysis : us main hum bar k sath volume indicator ko use kerty hain our market ki bar ki closing k sath next move ki prediction volume indicators ki madad say kerty hain
      Ellitote wave : us main hum fibo ka use ker k impulse wave our pher us k bad A B C theen wave nikal k to hum B say trade lety hai our sath main C level aik best entry point hota hai sath main RSI ko bhe traders best result k leay use kerty hain

      Dear ap ne bahot hi achi thread banai hai ais mai ap ne bahot hi detail se batya hai k ais market mai kon kon sa tareeka hai jis k zarye hum ais market mai kaam kar sakty hai agar hum ye dekhy to hum ko pata chaly ga k ais market mai bahot sary tareeky hai jin se hum ais market ai kamyab ho sakty hai jaisy ap ne baat ki hai price action ki.

      Price Action:
      Dear jaha tak baat hai price action ki to ais mai agar hum kaam kary to hum ko pata chalta hai k market chal hi price action par rahe hai magar aus k liay ye hai k hum ko ais market mai wait karna parta hai jab bhi market kisi resistance ya support par jati hai to hum ko waha se entry leni parti hai agar hum aus time entry ley to hum ko ye confrm hota hai k market ne abi next resistance ya support level tak zaror jana hai magar ais mai thora time lag jaye ga, ais mai ye hai k hum ko thora wait karna parta hai aus k baad ais mai hum ko acha faida ho jata hai magar jab koi acha pattern bany tab hi hum ko market mai enter hona chaye tab hi ja k hum ko acha profit hasil hota hai.

      Eliot Wave:
      Dear ais mai ye faida hai k jab market aik point se wave banati hai to hum ne aus mai wo point dhondna hota hai ais mai agar ap ko aik acha point mil jaye to ap ko ais mai kafi zayda faida ho jata hai jaisy agar ap ne ais mai aik point par trade laga li hai to ap ais mai wait karty hai take profit hit hony ka magar aus mai kafi zayda time lag jata hai kun k market ais mai ap ko kafi zayda pips dey jati hai jis k liay ap ko kafi wait karna parta hai.
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

        Agar ham theek analysis kary to ham market me trade b achi kray gy trading sari hai hi analysis k dam par agar analysis theek kary gy to trading b theek.
        Or agar ham candles ko smajh kar trading kary candles kesy move karti hai or agar ye candle bani hai is k baad kon c candle bany gi or kesy move kary gi agar ap chart ko smjh geye to is ko Price action analysis kehty hai is sy ap chart ko smjhty hai.
        Or jab spread ko smjhy or volume ko dekh kar trading ki jaye or in ko smjha jaye to in ko Volume spread analysis kehty hai.
        Or indicator ki help sy market k chart me trend ko dekhty huwy wave bnai jati hai or phir us me potin dekhna hota hai jaha sy market up ya down move kary us k mutabiq trading ki jaye to acha earn hota hai is sary analysis ko Eliot Wave kehty hai.
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
          Dosto forex main hasil jo knowledge maximum traders use kerty hain wo main aj app k sath share kerti hoon us main jo asaan hain our wo bhe main app ko btati hoon humean ko ksii bhe aik knowledge ko gain kerna ho ga pher he hum us main kamyaaab hoo pain gay
          1. Price action
          2. Volume spread analysis
          3. Elliote Wave
          Price action : sab say asaan knowledge price action hai jes main hum candles ka knowledge hasil kerty hain us main pin bar engulfing bar our hammer waghera k barey main study kerty hain ye koi humery pass koi 9 say 15 best candles pattern hain jen k oper hum trade ker ache earning ker sagty hain
          Volume spread analysis : us main hum bar k sath volume indicator ko use kerty hain our market ki bar ki closing k sath next move ki prediction volume indicators ki madad say kerty hain
          Ellitote wave : us main hum fibo ka use ker k impulse wave our pher us k bad A B C theen wave nikal k to hum B say trade lety hai our sath main C level aik best entry point hota hai sath main RSI ko bhe traders best result k leay use kerty hain
          Forex trading gana Leja se karne ke liye Hame for experience and knowledge Lena Hota Hai Uske baare mein aur Hame Forex trading ke baare mein sari knowledge can karne Hote Hai Yeh trading karne ke liye bahut jyada Jaroori hai agar Hum sorry knowledge Lekar trading nahi karenge to acchi trading nahi kar Sakenge Forex trading in dollar general traders ke liye bahut jyada important Hoti Hai Uske Vinod traders Habibi successful nahi ho sakte
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
            Dosto forex main hasil jo knowledge maximum traders use kerty hain wo main aj app k sath share kerti hoon us main jo asaan hain our wo bhe main app ko btati hoon humean ko ksii bhe aik knowledge ko gain kerna ho ga pher he hum us main kamyaaab hoo pain gay
            1. Price action
            2. Volume spread analysis
            3. Elliote Wave
            Price action : sab say asaan knowledge price action hai jes main hum candles ka knowledge hasil kerty hain us main pin bar engulfing bar our hammer waghera k barey main study kerty hain ye koi humery pass koi 9 say 15 best candles pattern hain jen k oper hum trade ker ache earning ker sagty hain
            Volume spread analysis : us main hum bar k sath volume indicator ko use kerty hain our market ki bar ki closing k sath next move ki prediction volume indicators ki madad say kerty hain
            Ellitote wave : us main hum fibo ka use ker k impulse wave our pher us k bad A B C theen wave nikal k to hum B say trade lety hai our sath main C level aik best entry point hota hai sath main RSI ko bhe traders best result k leay use kerty hain
            Forex trading gana jija sali Ka Noor traders ke liye bahut jyada important Hoti Hai traders go trading ki Nali Jarur gain karne chahiye aur ye wo knowledge hoti hai jo traders co successful banati Hai Forex trading Mein successful hone ke liye Forex trading 43 bahut jyada Jaroori hai aur ye knowledge of Internet se Hasil kar sakte hain Iske ilava the Forex trading ke knowledge parcel ki Ja sakti hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

              Forex ki study aur knowledge ma bohat sari cheezon ka janna zaruri h aur un sab ka ilm hona zaruri ha q k kisi aik cheez k janay bagair ap expert trader ni ban saktay hain, ziadah tar jo forex ki taleem di jati ha os ma
              == Forex ka introduction k forex k matlab kia ha yeh kis kisam ka business ha,
              == Chart ko analyse karnay ka tareeka seekhaya jata ha
              == Indicator ko kis tarha use karna ha, trading stragety ma indicators ko kis tarh use karna ha,
              == candlestick chart ko samjhay jata ha,
              == Trading terminal k saray tool ko samajhna bhi forex ka knowledge ka hissah ha
              in sab chezon ka janna boht zarui ha is ko ap ajkal internet ki help se seekh saktay hain, aur khas kar pak forex forum ki madad se bht kuch seekh saktay hian
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                dear forex members jab spread ko smjhy or volume ko dekh kar trading ki jaye or in ko smjha jaye to in ko valumespread analysis kehty hai.indicator ki help sy market k chart me trend ko dekhty huwy wave bnai jati hai or phir us me potin dekhna hota hai jaha sy market up ya down move kary us k mutabiq trading ki jaye to acha earn hota hai is sary analysis ko eliot spread kehty hai. is kay ilawa price action hay jis main ham ais mai ye hai k hum ko thora wait karna parta hai aus k baad ais mai hum ko acha faida ho jata hai magar jab koi acha pattern bany tab hi hum ko market mai enter hona chaye tab hi ja k hum ko acha profit hasil hota hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                  Forex main trading aur marketing ka knowledge ha k international markets kesy work krti hain aurr currencies yaa chezun kii qeemtien kesyy change hti hain aur kitnii change hoti hain aur kin wajah sy change hotiii hain yh b forex mn pata chal rha hota hai istrh kn c chez ki qeemat brhy gi aur kiski kam hogi yh andaza aik trader pehly sy e laga sakta ha.Iska knowledge hasil krna bhot zruri ha q k agr hum iska knowledge hasil ni krengy tw achi trading b nai kr paingy islie kamyab trader bnny klie iska knowledge hasil krna isy seeekhna smjhna aur iski practice krna bhot e zruri ha iska knowledge hum bhot sy tareeqo sy hasil krskty hain. humy chaiye k fellow traders ko kahien k wo hmy trading sikhain isky ilwa hum trading academies mn b jaa skty hain seekhny hum iski slef study klie youtube internet say lectures b ly skty hain aur isky ilwa hum articles b prh skty hain yaa humforex trading kilie achi achi books ka sahara b ly skty hain pr sirf knowledge lena zruri nai ha isy practice krna ziada important ha q k jb tk hum isy practice ni krengy hum trade mn profit nahi ly skty.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                    gee bhai ager ham nay forex main profitable trading kerni hay toh hammain forex ko seekhna hoga hammain yeh learn kerna hoga kay trade kesay kee jati hay analysis kesay kiya jaata hay position kesay lee jaati hay kab exit kee jaati hay ham entry kab or kesay letay hai chart ko kesay samajhtay hain ager ap nay chart ko samjhna hay to aap kay paas bohat saaray methods hay jesa kay Elliot Wave ho gaya iss kay ilaawa Volume Spread Analysis (VSA) or sab say commonly used kiya jaanay waala or sab say achay results denay waala hay price action ager ham log in teen chezon kay ilaawa bhi koi bhi methods seekh lain jo bhi kerain bas kissi tarah ager ham chart ko samjhnay main kamiyab ho jatay hain to profit hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                      g han bhai ap ny boht acha knowledge hmary sath shre kiya hai jis se hum apni trading ko kafi profotable bna skty hain es liye aghr hmain forex main kamyb hona hai tu hmain en sub ak aknowedge hona zarori hai jis se hum apni trading ko boht bahtr ban ksty hain or apni trading ko mange bhi kar skty hain jesy k ap ny prce action ka zikar kiya hai tu forex trading main sub se zeyda jo trador trading method use karty hain wo proce action par he follow karty hain jis main hum apni trdaing ko boht acha kar k achi eraning gain kar skty hain es liye hmain apni trading ko proper learn karny k bad trading karni chahye ta k hmain loss na ho or hum apny account ko achi traha es mange kar saken
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: Hania3239 پيغام ديکھيے
                        Dosto forex main hasil jo knowledge maximum traders use kerty hain wo main aj app k sath share kerti hoon us main jo asaan hain our wo bhe main app ko btati hoon humean ko ksii bhe aik knowledge ko gain kerna ho ga pher he hum us main kamyaaab hoo pain gay
                        1. Price action
                        2. Volume spread analysis
                        3. Elliote Wave
                        Price action : sab say asaan knowledge price action hai jes main hum candles ka knowledge hasil kerty hain us main pin bar engulfing bar our hammer waghera k barey main study kerty hain ye koi humery pass koi 9 say 15 best candles pattern hain jen k oper hum trade ker ache earning ker sagty hain
                        Volume spread analysis : us main hum bar k sath volume indicator ko use kerty hain our market ki bar ki closing k sath next move ki prediction volume indicators ki madad say kerty hain
                        Ellitote wave : us main hum fibo ka use ker k impulse wave our pher us k bad A B C theen wave nikal k to hum B say trade lety hai our sath main C level aik best entry point hota hai sath main RSI ko bhe traders best result k leay use kerty hain
                        Assalamualaikum buy Forex Forex trading mein bahut saare knowledge Forex Ke mutaliq Sara material saree information hum bahut easily Hasil kar sakte hain aur aasani se apne andar for extra knowledge develop kar sakte hain iske liye aap Kis Ko Hasil karne ke liye aapko Kisi institution Mein Jana hi nahi aapko Kisi Ne aapko diploma krna zroori hai na hi aap ka matrix pass hona zaeoori hai bhai forex ka vary main Sara knowledge aap online searching k through le skte Hain agar aap specific classes Lena chahtay hain then aap online classes lay skte hain or agar aap specific classes nahi laina chahtay to mari apko ye advise hai kay aap googel ya YouTube ki help say apnay andar ye Sara mean k forex say related information develop kren koi shaq nahi OK Google or YouTube par Forex se related Sara basic or non basic osara material maujood Hai jisse help Lekar aapke Kamyab aur successful Businessman Ban sakte hain Umeed Karti Hoon ki aap meri baat se Ittefaq Karenge lekin aap apni opinion ka izhaar bhai Jarur kijiyega Shukriya
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                          Aik trader forex maen us waqt he kyaab hoo ga jb us ki learning ki end nahe hoti hy app ny kafe acha knowledge our experience with chart humery sath share kia hy maen nay price action ko bhe seikha hy our maen volume spread analysis ka course bhe ker chuka hoon us ka bhe ma Sha Allah kafe acha knowledge hy abhe souch raha hoon k Elliote wave k oper bhe thora focua karoun
                          VSA : Volune spread analysis ka matlab hy k app volune k sath sath bar chart k oper market k analysis ker k to us maen trade maen enter hoty haen us k sign price action course say milty julty haen our us maen app ko aik opportunity ye mil jate hy k jab app ko volume milta hy to pher app ko VSA k sign say jo bar maen hota hy our pher volume say aik strong buy ya sell signal mil jata hy ye aik advancce trading method hy our us maen trading k leay app ko kafe khuch deikhna hota k kb smart money groups kia ker rahy haen accamulation shuro hoi hy ya pher distrobution start hoi hy app us ko learn ker k achy trader ban sagty hae. Ye price action say boht different nahe hy but samjhny maen thora app ko time dina parta hy Vsa k sign maen app k sath share kerta hoon
                          End of rising market
                          Top eeversal
                          Wide spread down bar thrpugh previous support
                          Stop volume
                          Test
                          No supply no demand
                          Shake out
                          Stoping volume
                          Bad holding waghera hain
                          Price action : us maen simple dosr candle stick knowledge hasel kerna hota pin bar engulfing bar do bar reversal inside bar doji morning star hammer inverted hammer hain boht he asaan hy us maen app nay h4 time frame maen our us say oper maen rrade kerna hote hy
                          Elliote wave : us maen dear waves ka knowledgw aa jata hy jes maen major wave elliote wave hy us maen wolf wave neno wave harmonic patrern waves bhe aa jate haen app ko sab ko leaen kerna ho ga our ye sb say mushkil knowledge hy but hard work kerna waly trader seikh jata hy
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                            forex ki very very important hai Forex trading main aapko sabse behtareen knowledge Pakistan Forex forum Mein mil raha hai agar aapko if the guy knowledge chahiye Jisko basic knowledge Kaha jata hai to aap Forex trading Mein Forex traders section mein login karna chahiye Agar aapko trading Mein on guftagu ko study karna hai to Forex trading Mein on Forex ki gupt gupt section Mein workout kare knowledge or experience bahut important hai Pakistan Forex forum Ek behtareen platform Hai jis mein aap ko bahut jyada perfect knowledge mail raha hai knowledge and experience se bahut acha profit hasil krna chye ta ky apko profit earning wale and oscillators ki complete understanding Hona bahut jaroori hai jo members trading ma perfection chahty hain inko yahan py achi sharing krni chye market ma learning krni hai ti
                            basic knowledge len
                            demo account parctice kren
                            practical work ky bad market ma analysis learning kren aor perfection ky sath trading start kren
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Forex main kon sa knowledge kia hai our kesay hasil kia jaey

                              yes dear ap nay boht he achi thread post ki ha or ye hum jesy new user kay liyte bohat he faida mand ha or ap ki help ki wja say he achi earning ho sakti ha is liye ap ny thek kha ha kay forex mein knowledge kuch cheezon ka ho to bohat he achi earning ki ja sakti ha lekin forex mein sab say pehly i think kay kisi ko basic pta hoga wohi in cheezon ko behtar tor pay samjh saky ga fibonachee or indicators ko read karna bohat he zarori ha kiyon kay forex mein first basic learning ka hona bohat he zarori ha kiyon kay ap kay pass acha experience or knowledge hoga wahi apko successful bna sakta ha or is say ap bohat he mehnat kar kay ahci earning kar sakty hein or apni life time change earning kr sakty hein or behtar knowledge forum say jesy ap ki thread bohat he achi lgi shukriya

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X