Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai
Forex Robot :
Forex robot aik software ya coding ki aik ais file hoti hay jis main robot ka bananay wala code kay zarye us ko us ki trading limit aur asool bata deta hay. aur phir on honay kay bad robot un limit aur asoolon kay motabiq kam kerta rehta hay jab tak usay off na kia jaye.
Forex Robot kaisy kam kerta hay :
Forex robot ko banay kay liye kuch indicators uar trading tools ko istamaal kia jata hay. is main SMA, RSI, Support aur resistance kay level, Febonacci aur is trah kay indicators ko istamaal kia jata hay. aur us kay bad us main kuch coding set ki jati hay jesay kay ager SMA cross ker rahi hain aur RSI above 80 hay aur resistance level hay to entry leni hay.
Isi trah forex robot ko coding kay zariye aik khas lot size per set kia jata hay. Take profit aur stop loss kay pip ki limit bhi enter ki jati hay. aur risk ko bhi manage kia jata hay jis ki waja say robot sirf wohi lot say trade kerta hy jo account size kay mutabiq ho gi. isi trah robot main maximum draw down aur limit of total trades har day kay mutabiq set kia jata hay.
Forex Robot Chalana :
Forex robot ko chalanay kay liye computer ka on hona boht zarori hay. aur Meta trader 4 ya 5 ka bhi chalna boht zarori hay. ager kisi wajay say koe bhi cheez nahi chalti chahye pc ay trading software to robot kam nahi kerta. aur jo trade lagi hoti hain wo khud bakhud apnay tp aur sl kay mutabiq close ho jati hain lakin aur trade nahi lag sakti.
Virtual Server :
Ajkal computer aur meta trader 4 ya 5 ko 24 ghantay chalanay kay liye boht c companies aik vertual server kay nam say internet kay zarye kuch har maha fees kay badlay main sarif ko online computer day rahi hian jo kay sarif anpay kisi bhi computer kay zarye website say apnay us computer (virtual server) ka address likh kay enter karay ga to wo apnay computer (virtual server) main chala jaye ga. is main ap jo bhi cheez isntall karu gay wo aisay hi safe ho gi jesay ap kay computer per lakin us ka back up us company ka server ho ga. is say data loss nahi hota. aur ager lite chali bhi jati hay to ap ka robot ap kay meta trader kay software per kam kerta rehta hay chahye ap apnay computer jisay ap nay apnay computer (virtual server) main access li ho gi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим