Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai
    dear robots k use ka jab naam leaya jta hai to aik question ye zahin main ata hai k jab hum robot use kerty hain to wo khud kaam default setting pay kerta hai ya us ki kerni parti hain dosto app ko btata chaloun k us main humean khud apni marze k mutabik setting kerna hoti hai jes main lot size take profit our stop loss ki setting kitnay pips pay hona chahy ye sab hum kerty hain our dosara dosto us main humean aik VPN purchase kerna parta hai mean aik server hum lety hian jes say humera account log in na bhe mean system humera computer off bhe ho to us leay robot trades open our close us server ki wja say kerta rheta hai to robot k use ka ye faida bhe hai k app ko full time system k oper beithna nahe parta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

    Asslam o alaikum dear forex forum.members. i hope you will br good. And dear friends apki baat sa agree karta hoon. and bhai jan apko btana chahta hoon k sab sa pahli baat ya hy hamain robot ka istamaal bhi nahee karna chaheye. Q k ya forex main ya allowed bhi nahee hy. And yah kaam karna bahot zyada difficult and dangrous hy q k is main account banned hony ka khtra bhi hy. And hamain is ka istamaal bilkul nahee krna chaheye. And ager ap.na is ka istamaal kiya hua bhi hy to apko chaheye k ap is sa bach jain. Any way jaisa k ao na kaha hy k ager pc off ho to phir bhi ya work krta hy to aysa nahee hy. And bhai ao is sa bach jain ya kaam bahit ghlat and dangrous hy. Thanks
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

      Robot trader ko mobile terminal me be use kia ja sakta hay aur PC par be use ho sakta hay, robot trading key ley traders ko 1 file di jati hay jes ko terminal me indicators ki taha se install kia jata hay es key bad robot trader active ho jata hay aur auto trades open aur close hony lagty hey, traders agar koi robot trader buy karty hey to es key ley MT 4 terminal ya MT 5 terminal ka hona bahot zarori hota hay es key baghir kabi be robot active nahi ho sakty hey, robot trader ka result real account me test karny se pehly demo account me zaror test karna chaye.
      Click image for larger version

Name:	fibo-trader-free-mt4-screen-4810.png
Views:	1
Size:	109.1 کلوبائٹ
ID:	12321603
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

        Assalam.o.alikum
        forex trading is versatile due yo mi
        mukhtalif styles forex ke hikmat amlee aor forex ke nizam ke wajha se istmaal kia ja sakta hy forex market me mahrat ke satha k traders hain aor tarder ka hr qisam ka kam krney ky muktalif treqoon me hon ga forex ke khasoseyt men me se aik trders ke drmyean taqseem hota hy jo dastee tor pr tijart krna chaty hain yh sabq khoudkar yreqh se trading pr tawjh de ga
        Traders Robotes ka istmaal krna chty hain qun kh wo forex ke marjets asaan peasy ki umees rakty hain g
        beghar kisee zatee waqt ko waqf kr ne k ley ya daste tor pr kuch krty hain jo log robotes lo istamaal krty hain wo aik ache currency joree aor munafh ko zaysa se zAyda kr ne k ley is tijrat krne ka behtreen waqt frame tlash krna prta hy kucjh forex rebort aesy treqh se motadsed chat sacning krney men kamyab hain jo insaan jismanee tor pr neh kr sakty
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

          Him logo ko bas robot trading nhi krni Chaya is ka koi fida nhi hota ha is Leya him logo ko robort trading nhi krni Chaya him log kud achhi planning krni Chaya Phir him logo ko trading krni Chaya Phir him logo ko fida hota ha
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

            hum forex main robots ka use normal way main ker sagty hian humean forex main awal to khud manual trading kerni chahy koink forex main hum robots k oper full reliay nahe ker sagty hain robots ka use hum mobile k oper nahe ker sagty hain app us ko computer k zareay apny account k oper lagaty hian our us k leay app ko iak terminal lena hota hia jes say jab ap set ker dty hain apny account k oper to pher us ko mobile pay apna account log in ker k mobile pay bhe trades ko diekh sagty hain but us main changing hum pher computer say he ker sagian gay ager app khud trades ker k rahy hain to pher us ko to app mobile k oper manage ker sagty hain likin robot k oper set account ko sirf diekh sagty hain our us say app ko ache earning ko robot he close ker sagta hai
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

              Assalamualaikum dear Forex trading members Mein auto robot trading software use nahi kar raha hoon mujhe Uske baare mein koi experience nahi hai lekin Mere knowledge ke mutabik reporting software aap ki help nahi karte aap ko lost Jyada karte hain profit kaam karte hain jaan sake by nahi kaha ki demo account main aapko robot trading software ko try karna bahut zaroori hai usko aap real trading account mein try Na Karo Kyunki Yeh aapki trades ko auto buy or sell karte hain aur auto close Karte Hain odia Forex trading members knowledge or experience ke sath aapko trading Karni chahiyeIske Alawa aap ko bonus account mein robot software use karne ka bhi fayda nahi hai low capital deposit Pe Itna expensive robot use karna Koi dekhe kabil nahi ho sakta hai Sudhir Forex trading members I would like to advise you that robot trading software big investors and traders ko use karna chahiye
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                Assalamualaikum aapne bilkul theek kaha hai robot Surat Mein kaam karte hain Jab Unka PC on hoga qk Agar Woh nahi hoga ya uske baad recharge nahi hogi wo kaam nahi karega aur waise bhi ho wahi kaam karega Jo uske andar system Lagaya Gaya Hoga Uske Alawa aur koi kaam bhi nahi kar sakta
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                  Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                  bhai robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay aor is say robot order place karta hay order close karta hay kabhi profit main kabhi loss main aisa chlta rhta hay aor robot kay liay pc ka on rkhna importnat hay kion kah jb pc on na ho ga to robot kam na kary ga aor robot trading use krna nhi chhy trader ko khod apny experience say trading ko tawaja dana chhy aor forex trading main koi mushkl na hay trader khod acha profit earn krta hay aor trader ko robot woh use krna chhy jo kah profitable hon trader robot ka phly result check kray agr robot say profit earn ho rha hay phr regular use kar kay trader khuch relax feel kar skta hay agr robot ko aisy trader free main chor data hay to mara khayal say robot profit na day ga.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                    robot sy kam krny ka aik nuqsan ye bhi hy k wo just aik e trend ko follow kr raha hota hy agr achanak trend change ho jay to usy pata nai chalta or wo same trades lagata rahy ga or agr ap ny usy na band kya to account wash ho jay ga , agr kisi bhai k pass koi acha free EA hy to kindly share kr dain ham bhi check kren
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                      Robot trading : robot loss he detay hain bohat risky hotay hain robots,robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay aor is say robot order place karta hay order close karta hay kabhi profit main kabhi loss main aisa chlta rhta hay aor robot kay liay pc ka on rkhna important hay kion kah jb pc on na ho ga to robot kam na karay ga aor robot trading use karna nahi chahiye trader ko khod apnay experience say trading ko tawaja dana chahiye aor forex trading main koi mushkl na hay Forex trading members knowledge or experience ke sath apko trading Karni chahiye Iske Alawa aap ko bonus account mein robot software use karne ka bhi fayda nahi hai low capital deposit pe itna expensive robot use karna Koi dekhey kabil nahi ho sakta hai Sudhir Forex trading members I would like to advise you that robot trading software big investors and traders ko use karna chahiye
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                        Assalamualaikum bhai kaise hain aap Umeed karti ho khairiyat se Honge Bhai aap ne Jo Ye Sawaal Kiya Hai Ke robot Kaise istemal Kiye Jate Hain Kya unko istemal karne ke liye PC Ka Hona zaroori hai ya nahi Tu bhai aapke is Sawal ke Jawab Mein Main Yeh Kehna Chahun ki ke obviously Zahid si Baat Hai Ke robots ke liye PC Ka Hona zaroori hai insect robot 2 foot computer Hote Hain robots ke andar software Kiya jata hai Jaoge computer ke through hi hota hai Tu Is Tarah Agar Decker J2 robots use karne ke liye PC Ka Hona zaroori hai otherwise computerized hote hain aur Samjha J2 computel hi hote hain Kyunki Unka Apna mind nahi hota Hoon ke andar just 1 software hota hai Umeed Karti Hoon aapko mera jawab accha laga Hoga aur aap is Se ittefaq Karenge shukriya Fee Amanillah
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                          Dear robort aik software hota hai aor aus mai hum programing kar dety hai k market mai kab entry leni hai aor aus mai kab exit hona hai ais mai ye hai k hum jab koi robort buy karty hai to aus ko use karny k liay hum ko pc ki zarort hoti hai kun k mobile par koi bhi robort use ni hota ais liay agar ap ne robort par trade karni ho to ais mai ap ne pc par trade lagani hoti hai, ais market mai agar ap ne koi robort use karna hai to phy ye dekh ley k wo robort kon sa hai aor aus ne kaisy kaam karna hai kun k diffrent types k robort hai jo ap k account par trade lagaty hai aor aun se ap ko ye faida hota hai k ap aus mai koi trade lagwaty ho to ap ko ye pata ho k ye scaping trade lagata hai ya hedge par kaam karta hai aus k baad ap aus ko real account par use kary to ap ko loss ni ho ga aor aus ko safety laga k use kary.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                            Robot trader ko mobile terminal may bhi aap istemaal ker sektay hain or PC par bhi aap iss ko use ker saktay hain.bhai robot automatic system hay jo kah meta trader main set kr dia jata hay or is say robot order place karta hay order close karta hay dekhain brother robot trading avoid kerna chahiye aik robot aap ko profit bhi dilwaa sekta hay lekin aap ko loss bhi kerwa sekta hay aap robots per kaabhi bhi rely nahi ker sektay hain aik to unn ko itna mehanga kharedna perta hay or aksar fake robot hotay hain loss kerwa detay hain to aap khud trading seekhain ager robot lena hay to acha sa officially recognized robot khareedain unn main loss ki ratio kam hoti hay or fake bhi nahin hotay official robots
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza : Robots kesay work kerty hain us k leay pc on hona zarori hai

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: Pakpips پيغام ديکھيے
                              dear robots k use ka jab naam leaya jta hai to aik question ye zahin main ata hai k jab hum robot use kerty hain to wo khud kaam default setting pay kerta hai ya us ki kerni parti hain dosto app ko btata chaloun k us main humean khud apni marze k mutabik setting kerna hoti hai jes main lot size take profit our stop loss ki setting kitnay pips pay hona chahy ye sab hum kerty hain our dosara dosto us main humean aik VPN purchase kerna parta hai mean aik server hum lety hian jes say humera account log in na bhe mean system humera computer off bhe ho to us leay robot trades open our close us server ki wja say kerta rheta hai to robot k use ka ye faida bhe hai k app ko full time system k oper beithna nahe parta hai
                              main trading karne ke liye Kabhi robots used nahi kiye karna hai mujhe robots se trading karna pasand hai Kyunki Jab aap robots use Karke setting karte hain toh kuch kuch bhi Lana nahi kar sakte uski wajah se aap ek kaam hai less ho Jate Hain agar aap mujhe trading Kare Tu usse aapko Yeh fayda Hoga ke aap products reading kolambi kar denge aur Kuch Kar nahi karte Jab reading Karenge Torchlight abhi Ban Jayenge
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X