Jaiza: New traders ka forex market mai survival

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

    Forex trading mushkil nhen hey per yeh asan bhi sirf usi key liey hey jo isko aik business samjh ker seekhta hey. New traders ko trading main bahut si mushkalat ka samna kerna perta hey.
    Emotions.
    Emotion trading main aik beri rukawat hain. Ager emotions ko control na kia jaey to phir lalach aor fear trader ko disturb rekhty hain.
    Pair selection.
    Akser new trader trading key liey apny pair change kerty rehty hain jiski wajhan se unko pereshani uthani perti hey. Ager sik pair per hamesha trading ki jaey to hum usky behavior se waqif ho jaty hain.
    Less capital.
    Capital amount ka kem hona bhi trading main confidence nhen any deta. New trader ki capital amount kem hoti hey aor experience bhi kem hota hey jiski wajhan se woh apna account wash kerwa baithty hain.
    Trading session ki selection.
    New trader ko chaey keh woh apny pair key hisab se trading session ko select kerain jis main us pair ki movement fast ho.
    only Indicators ka use.
    Sirf indicator ki base per trading main success key chances kem hoty hain. New trader fundamental analysis nhen kerty jiski wajgan se unko loss uthsna perta hy.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

      new trader kay liay forex trading market main jaga bnany kay liay forex trading market main mhnt krna hoti hay aor trader ko forex trading market ki importance ko smjhna hota hay aor trader forex trading market main trading ka experience bhtr kray trader ko forex trading main loss ko kam krna hay trading market main best trading kay options ko follow krna hay aor trader ko forex trading main in 2 baton ko to boht hi khayal krna hay 1 money management aor 2 discipline trading jb trader in 2 baton ka khyal kr kay trading kray ga trader ko profit earn ho ga money management jis main risk management bhi hay is ka boht trader ihtiat kray aor trader ko trading main safe trading krni ha kabhi risk main na jana hay is say trader ko bhtri ho gi dosra discipline trading krna new trader aor senior traders sb kay liay must hota hay kion kah jb trader main discipline ho ga tab hi trading main success ho gi agr koi trader without discpline kay trading krta hay us ko loss hi loss hota hay aor trading mai wining nhi kr pata ha.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

        Traders ka survive karna forex mei : survive karnay k liye mehnat chahiye new traders k liye bohat se mushkalat ka smana karna parhta hai q k jub wo apna kam start karty hain trdaing main tu un k apss trading ka itna knowldedge nahi hota hai jis se wo apni trading main acha survive nahi kar saktay or un ko porany tradors ki nisab loss bhi zeyada hota hai es traha wo apni trading ka start b yahan se e hota hai matlab k wo sikhty sekhty wo apni trading main boht mahnt karen tu he trading main kamyab ho sktay hai new traders key ley investment ya trading se zayada important chez forex business ka knowledge aur experience hasil karna hay agar es base par trading ki jay ky kamyabi es business me khud ba khud hi mil jaye gi to ye traders ki ghalat fehmi hi ho sakti hay.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

          Assalamu alaikum bhai kaise hai aap umeed krti hun k khair kheriyat say Honge bhai jahan take mera khyaal hai aap kisi bhi new user ka forex me survive krna zyada mushkil nahi hai dekhen bhai koi bhi new kam new business ya koi bhi new cheez jb hum krne lgre hain to Hume thora to mushkil lgta hai or mushkil parish ati hai lekin ahista ahista jb him usk bare me jan ne lgte hain to hmari mushqilat kum hone lgri hain or hume practice ho jati hai wse hi yahan PR bhi new users ko thora to mushkil parish ati ho GI lekin wo easily survive kr skte hain agar wo ahista ahista dil lga kr seekhna chahen to or wse bhi ape wo muhawra to suna hi hoga Kay practice makes a man perfect mjhe yaqeen hai mere jwab say ittefaq Kren ge lekin aap apni opinion yani ray ka izhar zroor kjiye ga
          Shukriya Fee Amanillah
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

            Forex trading ma jo new log atay hain un ko shuru shuru ma boht mushkalat ka samna karna padt h to new traders ko forex market ma survival k lye chand major cheezon pe amal karna chahye like
            1. Sab se pehly jab tak forex ka ashi tarah knowledge hasil na ho trading start na karain
            2. Theory k baad paractical k lye demo ko lazmi use karain, jab tak demo pe ashi tarah kam na kar lain real account pe trading bilkul bhi na karain
            3. Hamesha small lot k sath trade karain,
            4. Greed na karain, thoda thoda kaam karain aur thoday profit ko ziadah samajhay
            5. Apni strategy ko os k rules ka mutabiq follow karain
            6. Rules aur principles ko badi sakhti se amal karian
            7. Stop loss ko lazmi use karian
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

              Jab ap aik new trader ko trading mein introduced kerwaty hain to ye ap ki zemadari hai ky us ko full breif kerein trading ky bary mein. Kiya kiya mushkalat pesh a sakti hain. Na ky new commer ko sirf profit ky sabz bagh dekhaye jain.
              Jab aik new trader forex trading ko join kerta hai to us kafi mushkil ka samna hota hai. Ager wo chand cheezon ka khayal rakhy to wo us ki mushkil mein kami a sakti hai.
              KNOWLEDGE;
              New members ko sab se pehly forex ka knowledge hasil kerna chaye.
              EXPERIENCE;
              Us knowledge ko use kerty howy trading mein jitna ho saky experience gain kery. Jitni ziyada practice kery ga utna experience aye ga.
              MONY MANAGEMENT;
              Shoro mein trader ky pass bonus kam hota hai is liye new trader ko chaye ky apni lot size ko kam se kam rakhy aur apny capital ko mazboot kerny ki koshish kerein. Aur baar baar trade open aur close kerny se gurais kerein.
              DISCIPLINE;
              Trading mein discipline ka bahut khayal rakhna chaye. Aik dafa jab trade laga li to us ko jaldi clos na kerein. Shoro mein ager thora loss mein bhi jaye to thora wait kerein aur jaldi loss ky sath close na kerein. Thory thory loss ky sath ap ka kafi loss ho jata hai.
              Thanks
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                Assalam O ALaikumm...joo bhee newbiess a rhaai haain is bussiness mein unkooo chhaiyaii k woo phlaaai learningg kraain q k yeh musstt haai aur phr us k baad woo loggg phlaai is busness k bara mein prhaain aur seekhaiin aur us k baad demo acnt pr practisee kraain ta k unkooo ptaa chlaii k live markett kaiseyy chltee hai aur us mein kaisayyy kaam ka jata haaii is sin k expereinceed mein izafaa hogaa aur us k baad unhaain money managemnet k barai mein seekhnaa cahaiayaiii jbb bhe real accnt se trade kraain sb se phlai kaam lot sizee k sath trading statrt kraaiin q k shuru mein bhhht zida nuqsaan hootta haii ..isliyee kaam lot size ke wjah se nuqsaan kaam hoogaa aur us k baad hmesha forum py kaam kraain aur never stop learning aur demo accnt pratisee bhhht he ziada faiday walee hii aur bht ziada zarori bheee hai
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                  New trader ko chahiye ke woh Jyada Se Jyada hard worker Itna Ziada new trailer hardware Karenge itna hi Zyada in Ko fayda Hoga aur new trailer itna hi accha proper bana sakte hain Agar wo log hard work Karke trading Karte Hain To
                  Removed by Moderator.
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha main ap sy agree karta hon k jo bi new trader han forex trading main sarvie kar rehe han kuch trader both ziada loss uthaty han kuch halka sa profit la laty han par maximum ko trader loss kar jaty han is ley sab trader ko chae ha k money management or discipline sy trading karni chae ha jab ap money management sy trading karny gy to ap ko loss ni ho ga agr loss hota bi ha to both kam ho jo ap easily recovery kar sakty han is k lay ap ko sath sath knowledge or experience hasil karna ho ga ta k ap easily successful ho saken or ap ache earning kar saken
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                      new trader ko forex market ma kamyab hony ka leya bohat zayda mehnat ki zarooorat parti hai q k un ko market ma experience lana hota ar pir trade karna hoti hai
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                        New traders ki sab se ziyada tadad forex trading quit kar deti ha because aksar new traders ka account hi wash out ho jata ha. New traders ki nakami ki sab se bara waja un ka inexperienced hona ha, or us se bhi ziyada k wo forex market ka risk nahi samajh patay or is ko money making machine samajh letay hain. New traders ki sab se bari ghalti ye bhi hoti ha k wo demo account ma ziyada equity se trading seekhnay ki koshish kartay hain, jab k real environment ma un k pas equity small hoti ha, magar wo small equity par big equity jesi trading kartay hain, jis ka result loss hota ha.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X