Jaiza: New traders ka forex market mai survival
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: New traders ka forex market mai survival
    New traders ke start mai forex trading mai apny survival kay liye kafi mehnat karna hoti hai. aur new traders kay liye iss cheez ke bohot importance b hai ke traders apni account ko jis had tak mumkin ho survive Karin ta kay inko real account mai trading ka experience b gain ho saky aur kam say kam loss kay sath yeh experience hasil ho.
    Iss baat ke importance ko mind mai rakhtay hoy new traders ko chaiye ke woh trading kay doran aur kuch nai tu inn 2 basic cheezon ka khayal krain tu woh apni trading lambay arsay tak continue kar sakin gaay.

    1 money management
    2 disciplined trading


    ager traders trading kay doran sirf inn dono baton ka khayal kar lain tu woh yaqeeni toor per lambay arsay ke liye real account mai survive b Kar sakty hain aur apni trading experience ko b mazeed behtar kar kay profit earning b kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    New traders k liye survive karnay ki information :
    Agar aap expert traders ko dekhen tou aik time tha jab wo bhi new thay aur unho ney forex mei khud ko survive kar liya so kisi k liye bhi mushkil nahi hota survive karna but uskay upar depend karta hay kay wo uskay liye kitni achi mehnat karta hay loss profit dono trading mei trader ko experience detay hain trader apni achi skills develop karta hay aur phr apni best skills kay zariye khud ko market mei survive rakhta hay forex market mei everytime risk avail hota hay but aik trader apni achi planning se apni best trading kar kay apni trading ko risk free karta hay kyun kay ye tou trader kay upar depend karta hay wo khud ko achi tarah survive rakh sakta hay so best need hay kay apni skills apnay knowledge aur apni strategy ko best kar kay khud ko forex mei survive keya jay.
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      new traders market main enter hony say pehly ek to achi trah say knowledge hasil karen aur phir demo account par ziada say ziada practice karen yahan tak kay wo is qabil ho jayen kay har tarah kay utar charhao main market ko achi tarah say smajhy kay qabil ho jaen.aur kam az kam apny aap ko is qabil kar lain kay profit aur loss dono surton main apny jazbat par qaboo pa saken. new traders market main sirf is surat main survive kar sakty hain kay wo sirf seekhny ke gharz say trading karen aur boht ziada munafa kamany ky lalach main na jaen. trading lot size hamesha kam say kam rakhen aur take profit aur stop loss ka istemal yaqeeni banayen aur right time py market main enter hon aur thora profit ly kar market say out ho jaen.
      • #4 Collapse

        jee haan aap nay bilkul theek kaha hai new traders ky survival karna market mai aik mushkil kaam hai likin namumkin nahin ais liye aik trader ko chahyee ky wo demo practice main bhi money management and risk management ki practice ky saath learning ky maksaad say trade kary aor apny emotions ko control karna bhi seekhy aor wise decisions leeny ky liye demo ko serious leeny waly traders assani sy survive kar sakty hai ais liye real account main bhi apny loss ko apna teacher samjheen aor ais k saath koshish karien ky wo learning sy apni loss ko kam sy kam karny ki kishish karien aor apny capital ko bhi save karny ki koshish bhi karien to time ky saath trading result achy hooty jaty hai
        • #5 Collapse

          Meray khayal main ap nay sari baten thek ki hain aur ager is main ye kaha jaye kay ye hi sara way hay new trader kay survival ka to behter nahi hay. que kay discipline to wo tab karen gay jab un kay pas koe trade kay ya trading kay asool hon gay. jab un ko koe trading strategy hi nahi ho gi aur wo kis cheez per discipline show karen gay. is liye forex main kamayab honay kay liye trading knolwedge demo trading per practice aur knowledge aur experience say jo skill ayen gi us ko wo apnay trading main apply karay ga to kabi nakam nahi ho ga. kamyab honay kay liye ye zaorori nahi hay kay ap ki daily hundrad trades main say sari thek hon aur positive close hon ager ap ki 50/50 trade bhi positive ho jati hain to bhi ap profit earn ker saktay hain aur kamyab ho saktay hian ager ap ki money management aur risk management out standing ho to.
          • #6 Collapse

            forex trading main har new tradors k liye boht se mushkalat ka smana karna parhta hai q k jub wo apna kam start karty hain trdaing main tu un k apss trading ka itna knowldedge nahi hota hai jis se wo apni trading main acha survive nahi kar skty or un ko porany tradors ki nisab loss bhi zeyda hota hai es traha wo apni trading ka satrt bhia yse e hota hai matlab k wo sikhty sikhty wo apni trading main boht mahnt karen tu he trading main kamyab ho skty hain es k ilwa jo new tradors hain un ko mera khyal hai kuj points par amal kar k trading ko start karna chahye ta k un ko trading main acha result mily.
            1: learning
            2: knowledge
            3: expiernce
            4: demo account
            aghr tu new tradors en points ks ath apni trading ka start len tu wo apni trading main boht acha start ly skty hain or un ko jitni bhi apni trading main difficultes ka sana karna parhta hai wo bhi kafi had tak en abilites se ko use kar k apni trading main achi earning kar skty hain
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
              New traders ke start mai forex trading mai apny survival kay liye kafi mehnat karna hoti hai. aur new traders kay liye iss cheez ke bohot importance b hai ke traders apni account ko jis had tak mumkin ho survive Karin ta kay inko real account mai trading ka experience b gain ho saky aur kam say kam loss kay sath yeh experience hasil ho.
              Iss baat ke importance ko mind mai rakhtay hoy new traders ko chaiye ke woh trading kay doran aur kuch nai tu inn 2 basic cheezon ka khayal krain tu woh apni trading lambay arsay tak continue kar sakin gaay.

              1 money management
              2 disciplined trading


              ager traders trading kay doran sirf inn dono baton ka khayal kar lain tu woh yaqeeni toor per lambay arsay ke liye real account mai survive b Kar sakty hain aur apni trading experience ko b mazeed behtar kar kay profit earning b kar sakty hain.
              Weather is Forex trading Mein survive karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ke new traders pahle Forex trading ke baare mein learning Kare Forex trading mail trade karne ke liye Achcha planning banane ki vidhi Kare aur uske ilava money management karna Mein zaroor Sakte Agar new traders in saari Baaton pe Aman Karke trading Karenge to Goa 4 traders 1 Sakenge or future Mein acche traders hoge aur professional traders Banke trading picosecond
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                New traders ke start mai forex trading mai apny survival kay liye kafi mehnat karna hoti hai. aur new traders kay liye iss cheez ke bohot importance b hai ke traders apni account ko jis had tak mumkin ho survive Karin ta kay inko real account mai trading ka experience b gain ho saky aur kam say kam loss kay sath yeh experience hasil ho.
                Iss baat ke importance ko mind mai rakhtay hoy new traders ko chaiye ke woh trading kay doran aur kuch nai tu inn 2 basic cheezon ka khayal krain tu woh apni trading lambay arsay tak continue kar sakin gaay.

                1 money management
                2 disciplined trading


                ager traders trading kay doran sirf inn dono baton ka khayal kar lain tu woh yaqeeni toor per lambay arsay ke liye real account mai survive b Kar sakty hain aur apni trading experience ko b mazeed behtar kar kay profit earning b kar sakty hain.
                Agar new traders Forex trading Mein survive karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ke new traders Bala Forex trading ke baare mein learning Kare Forex trading Madrid karne ke liye accha planning banane ki vidhi Kare aur uske ilava money management karna vs Road sikhe Agar new traders in saari Baaton pe Amar Karke trading Karenge to Goa 4 traders 1 Sakenge or future Mein acche traders Honge aur professional traders Banke trading pe kar Sakenge
                FRD 07 TRADING JOURNAL
                • #9 Collapse

                  Yah forex maen sab say bara challanage new traders k leay us forex market maen suvival ka ban jata hy koin k us maen khuch factors emotions ki shape maen act kertay haen jin py amal kia jaey to loss hota hy our khuch aesay haen jin maen agar app un py amal nahe kertay mean spny emotions ko control maen ker k nahe chaltay haen tb tk wo forex market maen work nahe ker sagtay haen
                  Greed : new traders ko forex maen jis factors say sb say zeada liss hota hy wo greed hy agar traders khas toor py new our old bhe like mere tarha us py control nahe kertay haen wo loss say nahe bauch sagtay our yahan tk k survive kerna bhe mushkil ho jata hy
                  Dosara maen do factor us maen mazeed haen jin py amal kerna ya follow kerna her trader k leay zarori hy
                  Discipline and money management : hum traders aik to money management ko follow nahe kertay haen to pher bhe us forex market maen survive kerna mushkil ho jata hy forex maen hum jab tk mehnat nahe kertay haen tb tk hum us maen survive kerna mushkil hota hy discipline say trade nahe laen gy to pher app ko hs maen survive kerna mushkil ho jaey ga
                  • #10 Collapse

                    New trader ko chahiye ko Jyada Se Jyada demo counter practice Kya Karen jitni Jyada account practice Karenge Itni Jyada experience mein jo hoga wo log nahi sakte hain kandhe Milte Hain Phir in logo ko bahut fayda Hoga Aur Woh log apna profile nikalwa sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Assalam.o alokum
                      New survive in forex
                      ap apne tijrtee kgel me ab se zyda dramie changes me me se aik kia cheez ht . tijrt khone aor mudt k dor mudt k sth nomtney k ley jana . tb ap gher mulkee currency me x
                      zindah rah sakty hain so think about this. ap ko tbah krney ka sb se zaydaa imkaan kia hy ap ko daboo ap ko preshaan apney trading trust ko tbah ya bdtreen tor pr . ap apney ko mukml tor pr trading se bahir le jao
                      ap k mtlb yh kh agr ap boht sary tajzyh aor jaBatee tor pr jarahnh tajrbatee ko tajzyh ko dehk bhaal araam deh aor pur sakoon shooq me tabdeel kr sakty hain ap is k aml k hisah ko k tor pr kholeny waly karbar ko kho sakty hai
                      in thia lwssion ap ko tradeing gupahup jazbat ko door krney k ley bilkul ap ko baty jata hy trder k torvpr jeetney aor khoney k arooj k jazbtee rulr koter ko door krne k ley hy me ap ko batoon ga kh ap ko kia zaroort hy tradind me phansy jazbat ko hitney men aik naqabil yaqeen haqeewt hy laikn koi ghwr mulkee trading ke hkmt amlee kbhee neh hy munafa baksh pora waqt . aor nh he traders agr wo khety hain kh wo hain. kh behtr hy kh wo un ki bateen kren badtreen pr wo jan boojh kr gumrah ho rahy hain kch arsy se jetnry wali hikmt amlee kam.krtee hy aor trading hasil krty hain laikn tradeing trders ko piry waqt ke fatheh neh dey sakta pwasy km.krna aaaan neh hy khass tor pr agr tradinng set up acha laga ho
                      acha lagaa aor yaqeene tor pr tamma qwanwen ko pora krnaa
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                        kesi be new trader key ley Forex business ki market me survive karna etna asaan nahi hay jetna key new traders es ko easy samjty hey, proper agar Forex business ko samja na jaye aur trading ki techniques ko understand karny ki koshish na ki jaye to koi be new trader agar zeyda time be Forex business me spend kar leta hay to wo be kamyab hasil nahi kar saky ga, new traders key ley investment ya trading se zeyda important cheez Forex business ka knowledge aur expernice hasil karna hay agar es base par trading ki jaye key kamyabi es business me khud ba khud hi mil jaye gi to ye traders ki ghalat fehmi hi ho sakti hay.
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                          Newbies ka survive karna forex mei : Newbies ko bohat ziada mehnat chaye hoti ha khod ko forex mey survive karnay k liye bohat zaroori hota ha k throughout khod ko mehnt bana kar rakhay apni trading skills ko shuru se he perfect kar len kyon ky forex aik practical business hay total hard working pe depend karta hay yahan pe unn logon ka kamyab hona mumkin nahi hota jo mehnat nahi kartay so asay traders kabhi bhi forex pe survive nahi kar patay forex trading mei survive karnay kay liye discipline bana len kay aap ko emotional trading nahi karni aap ko proper analysis k satah trading karni ha hardworking ko prefer karna ha money management ko prefer karna ha risk nahi lena tabi kamyabi hasil hogi
                          TOM AND JERRY Trading Journal :1f339:
                          Please visit my trading journal from here
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                            g bhai apki bat sahi hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main jo new tradors hoty hain un ko forex main surive krna boht muhskil lgta hai q k un k pass trading ka knowledge nahi hota hai jis ko wo use kar k apni trading ko bahtr bna saken un ka pahla target he knowledge ko gain karna hona chahyeq k jub tak hum forex ki basics knowldge ko nahi smjh paengy hum kbhi bhi trading main survive nahi kar skty hain es lye apko chahye k jub ap trading karty hain or trading ak satrt karty hain pahly trdaing ki leraning karen or jub apka kowledge gain ho jay tab apni trading ka agaz karen os k bad trading main money mangmnt ko qiam rakhen jis se apki trading main loss hony k chances kam ho jaty hain or os k sath sath decipine ko bhi maintain rakhen jis se apko acha profit mil saky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: New traders ka forex market mai survival

                              bhai ap ny sahi bat ki hai or main apki bat se garee krta hun forex trading main jub hum trading karty hain tu hmain apny trading main money mangemnt ko qaim rakhty howe trading karni chahye qk jub hum apni trading main money mangmnt k sath trading karty hain tu hum apni trading main acha profit eran kar skty hain or hmari trading main loss hony k chances bhi kam hungy es liye hmain chahye k hum apni leraning ko gain karen q k jub hum leraning karty hain tu hum forex ko achi tarha janty howe trading kar skty hain es k ilwa trading main decplined ki bhi boht ahmiyat hai q k har point ko use karny ka expiernce hona zaroro hai q k koi bhi point aghr hum wrong use karengy tu hum kbhi bhi apni trading nahi kar skty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X