Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

    g han bhai apki bat shai hai or main es chez k liye aik he point ko importantce deta hun wo hai hmari forex ki leraning jis main hmara knowledge overalll use hota hai jo k aghr hmary har trador k pass ho tu hum boht achi trading kar ksty hain jis main har trha k analysis a jaty hain jis main hum apni market ko bhi achi traha se follow kar skty hain es liye mera yahi manna hai k jo bhi new tradors atyy hain un ka pahla kam jo zarori hota hai wo hota hai laerning jo k un ko hard work se milti hai os k bad aghr wo aoi trading ki perfection chahty hain tu wo apni trading ki practice demo account main karen jis se wo apni trading ability ko incraese kar skty hain or grip mazboot kar skty hain trading ki tu yah zarori hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

      Beginners ki trading k concepts : traders k liye bohat zaroori hota ha uko knowledge ho beginners ka lay knowledge aur bi zyada zarori hai kayo ka new trader aksar beginners ko hi follow kar ka trading shoro karta hai as lay forex ka knowledge ap jatna zyda hasl karty jay ga ap ka lay km hai beginners ko apny account ki leverage ka aur money management ka boht zyda khal rakna chahey jata zyda ho saky forex ka knowledge hasl karay knowledge and experience say trading krna must ha aur trader ko market kay important trading points ko must follow krna hay aor beginners ko forex trading main accounts leverage account main margin ka use aor risk management and money management kay rules ko must understanding say trading main smjh kr trading krna hay.
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

        Well ap ki bat bilkul right hay k jo bhi biggner trader hay wo jab bhi ye business sart karte hain unhe trading sr related tamam knowledge hona cahiay aur unhe apni khob learning karni cahiay tamam new traders ko cahiy k wo jab is business ko start karte hain tou tamam currancy pairs k bare main information hasil karain trading ko achi tarha samjhe is k tamam ups and downs ko samjhe aur unhe acji stretiges k bare min pta hona cahiay acha analysis k sath trade karain hamesha risk free trading karain aur apna experiance ko barhain take future main ache trader ban sake jab humain trading ki tamam ups and downs k bare main pta hoga tou humare liay achi trade karn easy hoga
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

          Beginners ko knowledge hona chaiye : Dear members beginner ko chaiye kay wo har wo knowledge ko hasil karay jo uski trading k liye bohat zayada zaroori ha usko maloom hona chaiye kay mujhay start sey he achi si earning ki zaroorat hay aur kasay money management kay sath work kara ha ye sab aik kisam ka basic he hota ha aur trader ko maloom hona chaiye ap ney theek kaha ha trader ko achi samajh bhi honi chahiye kay konsa currency pair kasa ha kitna risk ha pairs mei phr mazeed ye k achay traders ko chaiye k wo plan bhi seekhen kay kasay best kamyabi li jati ha ye sab chezo ka knowledge traders ko must hona chahiye takay wo achi tarah sey kaam kar sakay
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            Basic Concepts

            Beginners stage me Forex trading key jo basic concepts hey ye un ko trading education aur trading practice foundation ka kam deti hay, beginner stage me traders ko apni basic learning karni hoti hay wo ye hey,

            1. Foreign Exchange (Forex) market ka introduction karna zarori hay ye bahot hi important hay key jes financial market ko wo join karen to introduction se kar key wo learning ki base bana sakty hey.

            2. most popular currency pairs ki information hasil karna beginners key ley bahot hi zarori hey.

            3. sab se zeyda important concept trading account key leverage, margin size ki information hasil karna zarori hey aur sath me ka trading me fawayed ka knowledge be zarori hay.
            Achi trading karne ke liye new traders ko chahiye ke woh trading ke concepts ko Jarur Sanjay aur Samajh Kar trading Kare Agar today's trading game basics ko Samajh Kar me trading nahi karenge to go for explaining Mein Kabhi Bhi successful nahi ho Sakenge isliye traders ko chahiye trading ke concepts ko Samajh Kar trading Kare aur Hamesha acche trading karne chahiye
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

              Je bilkul kisi bhi business ko start karnay se pehlay os karobar k mutaliq jan-na zaruri ha, bagair janay koi bhi kaam paya takmeel ko ni pohnch sakta is lye forx maket m enter honay k lye forex market ki teaching aur study hasil karna boht zaruri ha. Beginners k lye sab se pehlay forex ka introduction hasil karna bohat zaruri ha
              Forex asal ma currecies k tabalday ka business ha jis mukhtalif currencies ki trade ki jati ha.
              Pak forex fourm aik bhot behtreen moqa ha jis ma sab log yahan se forex bohat ashay tareeqay se seekha ja sakta. Hamain chahye k ham log is forum se jitan seekh sktay hain wo seekna chahye. Jo new commers hain on k lazmi is forum ma hisah lena chahye. Forex ka business ko seekhay bagair ap kamyab ni ho saktay hain
               
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                Assalamualaikum bhai Umeed Karti Hoon aap khairiyat se Honge actually bhai main aap ki baat se Ittefaq Thi Hoon ke beginners stage for Mein Forex trading kejo basic concepts Hai unko trading education or trading practice Foundation ka kaam Deti Hai business stage main traders apni basic basic learning Jo Karni hoti hai main most popular currency pairs ki information Hasil karna bahut Zaroori Hota Hai Jo ke business ke liye bahut zaroori hai aur main aap ki is Baat se bhi IT Park Karti Hoon ke sabse Jyada important concept trading account ke leverage merging size ki information Hasil karna zaroori hai aur uske sath trading may provide ka knowledge bhi zaroori Hota Hai Umeed Karti Hoon aapko mera jawab accha laga Hoga Shukriya Allah Hafiz
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                  Asalam o alikum friend ap ny both achi information share ki ha ha forex trading main Jo bi new aaty han uny chae ha sab sy learning karny market k bary main sari information lan jtna ho sakay market ko seeken or samjny k kase movement karti ha is Kya kya chezen both important han forex trading main jab trading start karni ho demo account main practice karny jis sy ap ko knowledge or experience hasil ho ga or ap ko samj aay ge k market kase movement karti ha or is main Kon sy pair han un ka apis main kya tahliq ha or jab ap trade open karty Han to ktni trade open honi chae ap ka account ktna ha is main leverage ktni ha or ap ki trade open hony k baad margin ktna ha sab chezun ko samjna ho ga tab ap trading main successful hon gy
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                    je ap ne bohat hi ashi information share ki ha k beginners ko chaye k woh sab se pehlay forex trading ka complete knowledge hasil karain, forex k proper knowledge k bagair forex k business ma kamyabi na mumkin ha, is lye sab se forex ki complete education hasil karni chaye k forex kia cheze ha, yeh kis type k business ha aur yeh sab se seperate business q ha is lye forex ki basic guideline to lazmi pata hona chaye
                    chun k forex ma currency pair pe trade hoti ha to currency pairs k hawalay se mukamal information honi chaye k kis tarah currency pair bantay hain aur spread kia hota ha tab hi ham forex ma profit hasil kar saktay hian aur kamayba ho skatay hain
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                      Ap ny bohat achi information share ki hai new traders k liye jin ko pata nahi wesy ye basics hai ye to sab ko hi pata hony chahiye agar ap ko trading k basics hi nahi pata to ap ko trading smjh nahi aye gi.
                      Agar ap trading me new hai to ap ko chahiye k sab sy pehly ap trading k basic seekh k aye q k wo hi main cheez hai trading ki.
                      Jab ap trading k basic seekh jaye gy to next ap ko preshani ni ho gi q k basic smajh any k baad next chizo ki smajh zeyada ati hai lekin agar ap ko smjh nahi aa rahi to ap zeyada mehnat kary trading mushkil nahi hai asaan hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                        yes dear apny bilkull thek kha ek new trader kay liye bohat he zarori ha kay wo in trading plains ko apny nazar mein rakh kar he work kareen kiyon kay apksy pass jitna acha trading concept hoga itni he achi earning kari ja sakti ha kiyon kay apko pta hoga kay market mein kesy work karna ha market kay sath kesy touch rehna ha to is behtri kay liye forex mein hard work bohat he zarori ha jis say ap behtar say behtar earning kar sakty hein or apni life ko ek kamyab life bna sakty hein so hard work or acha experience he apko kamyabi dilwa sakta ha behtar bassic learning mein trading ki practice bhe shamil ha kiyon kay achi practice bhe demo account mein beginners kay liye bohat he benefits dyti ha
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                          New trader kay liye forex market ka concept clear kernay kay liye kisi bhi market ki aur khas ker money exchange ka concept dey ker forex ka concept clear kia ja sakta hay. jab trader forex trading start kernay kay liye shoroat kerta hay to wo shoro main hi learning per zoor deta hay jis say wo yeah jan leta hay kay forex market main kia hota hay aur is main trading kaisay ki jati hay aur yeah kaisay kam kerti hay. is main pairs kon kon say hain aur kon say major pairs hain.
                          forex market main currency kay ilawa aur kia kia stock trade ho sakta hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X