Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts
    Basic Concepts

    Beginners stage me Forex trading key jo basic concepts hey ye un ko trading education aur trading practice foundation ka kam deti hay, beginner stage me traders ko apni basic learning karni hoti hay wo ye hey,

    1. Foreign Exchange (Forex) market ka introduction karna zarori hay ye bahot hi important hay key jes financial market ko wo join karen to introduction se kar key wo learning ki base bana sakty hey.

    2. most popular currency pairs ki information hasil karna beginners key ley bahot hi zarori hey.

    3. sab se zeyda important concept trading account key leverage, margin size ki information hasil karna zarori hey aur sath me ka trading me fawayed ka knowledge be zarori hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ap ap nay boht achi bat ki hai ap ka ki bat say agree karta hon ka beginners ka lay knowledge aur bi zyda zarori hai kayo ka new trader aksar beginners ko hi follow kar ka trading shoro karta hai as lay forex ka knowledge ap jatna zyda hasl karty jay ga ap ka lay km hai beginners ko apny account ki leverage ka aur money mangment ka boht zyda khal rakna chahey jata zyda ho saky forex ka knowledge hasl kary aaj kal to online boht say forex ka course kar sakty hai wasy to beginners ko trading ka knowledge hoat hai lakn apni trading skill aschi hona boht zaori hai ap ko her currency ka bary main pata hona chahey ka aaj kar currency pay trade kary gay to profit ho ga aur kas time pay karny gay to aschi trading ho gi galti to barty trader bai kar jaty hai lakn as galti ko recover karna ka lay ap ka pass skill hona boht zarori hai.
    • #3 Collapse

      Asslam o alaikum dear forex members i hope u will be good. Ap na aj bahot hi zayada achi baat kahee hy. R main aj ap ki iss baat sa bahot zyada agree hoon. K jo begginers hotta hy us k liye knowledge bahot zyada zaroori hotta hy. R jo trader hotta hy wo aksar trade ko beginner kr kr k hi trade ko start krtta hy. So ap k pass jitna zyada knowledge higa forex k mutaalik utna zyada kam hy.
      • #4 Collapse

        Main to ye kahoun gee k beginners ki learning k leay pak forum say acha our koi platform nahe milay ga koin k yahan thread ki soraat main wo apni koi bhe query dosto k sath share ker k us k achy answer lay sagty hain us main different section hain jis main general forex ki ghutgu say lay k wo payment method tak ki information iak dosarey k sath share ker k knowledge our experierence hasil ker sagty hain us main app ko major pairs cross pairs kai hain trade kesay leni hain stop loss our take profit kesay dina hai ye sab app us main maloom ker sagty hian to dosto humean us maen hard work kerni ho ge ta k hum advance forex education our training bhe hasil ker sagain
        • #5 Collapse

          forex trading main jo new tradors hoty hain mery khyal main yah best rahta hai k wo apni leraning ko pahly complete karen or aghr dekh jay tu ayh aik boht acha srt ho skta hai har trador k liye k wo apni proper leraning k bad forex ko join kary ju forex ko achi trah se leran karny k bad kiya jay tu forex main sub se bahtr yah hota hai k loss hony k chances boht kam hoty hain or har trador aik full grip k sath trading krta hai or apni sarting main he achi tading kar skty hain or new trador k liye hmain leraning or knowledge ko bahtr karny k liye demo account ko use krna chahye ta k hum apni trdaing ko bahtr kar skty hain or apna expiernce gain kar skty hain
          • #6 Collapse

            Beginners traders ko forex ki learning main sab say best help Pakistani forum our instaforex ki main site say milti hai koin k instaforex ki help line 5 working days main 24/5 kaam kerti hai our forum main to app ko kisi kisam ki help 24/7 hai to un ko forex say related her kisam k concepts live account main trading say pehlay samjhnay hoon gay pher he wo us main agay barh pain gay app ko account capital margin free margin margin call our stop loss take profit mt4 tools currencies and currencies co-relation ka pata ho ga to pher he ap ache trades forex main laga pain gay our app ko us main success milay gee
            • #7 Collapse

              Bahut acha topic slect kea ha beginners k leay meray khayal men darj zail basic concepts say aghai hasil krna zaruri ha.

              1. Forex kia ha? Forex trading ha kia chez koi bhi kaam jb kea jata ha to uski baisc ko samjhna bahut zaruri ha forex different qisam ki currencies ki exchange ko kaha jata ha yeh concept aik basic trader k leay zaruri ha forex ki dunia men qadam rakhnay say pehlay

              2. Trader aur broker ka rishta. Trading baghir broker k nai ki ja skati yeh concept bhi aik new trader k leay ehm ha k usko mukamal maloomat honi chaheay k broker kia chez ha aur usko hmari trading say kia nafa nuqsan ho ga. Yeh sb batin jan'na bhi zaruri ha.

              3. Trading software k baray jankari. Trading krnay k leay aik path ki zarurat hoti ha like mt4 and mt5 aisi app ya software jin ki madad say hum trading krtay hain aur in men use honay walay indicators aur tool k baray jan'na zaruri ha. Jb tak yeh concepts clear nahe hon gay aik beginner k leay us wqt tak aik acha trader ban'na mushkil ha.
              • #8 Collapse

                New trader ko chahiye ke wo sabse pahle demo account mein Zyada Se Zyada practice Katni Zyada demo account mein practice Kisko itna hi jyada fayda Hota Hai fiamma experience Mera par hota hai phir Hum Log chatting Karke achha bana sakte hai iska bahut jyada fayda hai
                • #9 Collapse

                  Junior member ko chahiye kya sabse Pehle Pakistan Forex forum se apne knowledge image of our Karen Kyunki Itna Jyada in ke paas mein jo geet nahi sakte hain film Hologram account pay practice kar ke experience Asal Karen Phir in logo ko Kafi fayda hoga
                  Removed by Moderator.
                  • #10 Collapse

                    Junior member ko chahiye ke woh demo account phase Yaadon Se Zyada practice kar jitne demo card practice Karenge Itna Hi Yaadon Ko fayda Hoga aur Inki experience izafa Hoga Aur Woh log itna hi jyada Apne experience ko istemal Kar Ke profit bana sakte hain aur in logo ko kamyabi Milegi Har Kadam par
                    Pakistan zindabad
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                      Dear jab hum ne ais market mai kaam karna hai to hum ko sab se phly ais market mai learning karni hai aor aus k baad hum ko ais market mai aisy kaam karna hai k hum ais market mai jo bhi kaam kary aik hisab se kaam kary agar hum ais market mai kaam kar rahy hai to hum jis trading strategy par kaam kar rahy hai aus k hisab se agar koi trade ban rahe hai to hum ko wo trade lagani chaye ni to hum ko achi trade k liay wait karna chaye aor jo bhi new trader aata hai wo ais market mai aty hi bari lots laga deta hai jis se aus ko jab loss hota hai to kafi zayda hota hai ais liay apny account k hisab se hi lot use kary ta k ap ka account bhi safe rahy aor ap ko loss kam ho.
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                        g han dear apny bohat he achi tips di ha newbiz kay liye i think ye sab knowledge agar new user kay palss hoga tabhi market mein enter ho kar acha work kar sakty hein kiyon kay in kay bagair market say ap kamyab earning nahi hasil kar sakty is liye wait ho kar market say ap achi earning karna chahty hein to basic learning ka hona bohat he zarori ha is liye market say touch rehna bohat he zarori ha or basic learning hona bohat he zarori ha or first is kay sath sath kuch basic bateen yeh hein jesy kay market mein ap first demo practice acha experience hona bohat he zarori ha or us kay sath sath achy balance backup kay sath market mein utrna chaheye ta kay zyada say zyada earning ki ja saky or trading tools jesy kay stop loss take profit ka use karna bohat he zarori ha apny risk ratio ko kam rakhna ye bhe new user kay liye bohat he zrori ha then wo market say achi earning hasil kar sakty hein
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                          Beginners k liye knowledge : Knowledge to bohat he zyaad zaroori ha sab traders k liye beginners ka lay knowledge aur bi zyda zarori hai kayo ka new trader aksar beginners ko hi follow kar ka trading shoro karta hai as lay forex ka knowledge ap jitna zyada hasl karty jay ga ap ka lay km hai beginners ko apny account ki leverage ka aur money management ka boht zayada khal rakna chahey jata zayada ho saky forex ka knowledge hasl kary aaj kal to online boht say forex ka course kar saktay hai agar hum ais market mai kaam kar rahay hai to hum jis trading strategy par kaam kar rahy hai aus k hisaab se agar koi trade ban rahe hai to hum ko wo trade lagani chaye ni to hum ko achi trade k liay wait karna chahiye aor jo bhi new trader aata hai wo ais market mai atay hi bari lots laga deta hai jis se aus ko jab loss hota hai to kafi zayda hota hai ais liay apnay account k hisab se hi lot use kary
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                            Trading main beginners ko forex trading market kay basics concepts ko understand krna hay aor trader ko trading ki practice krna hay beginner ko trading main learning krna hay beginners ko forex trading market main important financial market kay rules ko beginners nay smjhna hay aor in ko achy say study krna hay trader ko forex trading main use honay walay currencies kay pairs ki complete information honacy chhay aor beginners ko forex trading main good knowledge and experience say trading krna must hay aor trader ko market kay important trading points ko must follow krna hay aor beginners ko forex trading main account leverage account main margin ka use aor risk management and money management kay rules ko must understanding say trading main smjh kr trading krna hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Beginners key ley trading key basic concepts

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              Basic Concepts

                              Beginners stage me Forex trading key jo basic concepts hey ye un ko trading education aur trading practice foundation ka kam deti hay, beginner stage me traders ko apni basic learning karni hoti hay wo ye hey,

                              1. Foreign Exchange (Forex) market ka introduction karna zarori hay ye bahot hi important hay key jes financial market ko wo join karen to introduction se kar key wo learning ki base bana sakty hey.

                              2. most popular currency pairs ki information hasil karna beginners key ley bahot hi zarori hey.

                              3. sab se zeyda important concept trading account key leverage, margin size ki information hasil karna zarori hey aur sath me ka trading me fawayed ka knowledge be zarori hay.
                              video bhejo new traders aa rahi hai unko chahiye ke woh Forex trading ke basics Course Road learn Nagar Kyonki Jab Woh Forex trading scale basic school and Karke trading Karenge to unke liye trading karna Aasaan Ho Jayega for unko Forex trading ke baare mein pata Bhi Hoga Jis Se vo acchi tradingview kar Sakenge new traders co Forex trading ki new basis ko samajhna chahiye aur demo account pay trading via Karni chahiye Kisi rail trading bhi achi Hogi
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X