Jaiza: Forex main stop loss take profit say zeada importance koin rakhta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Forex main stop loss take profit say zeada importance koin rakhta hai?

    Jo traders Aisa Karte Hain ke pahle Apne seniour say say trading co learn karte hain aur Baad Hi main Unse seniors ke sath competition karne lag Jate Hain Aise junior traders Apne Saath bahut bura karte hain Kyunki agar aap apne teacher ka hi Muqabla karne lag Jayenge To aap kabhi bhi successful Nahin Ho Sakenge isliye Apne seniors aur teachers ko respect den
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Forex main stop loss take profit say zeada importance koin rakhta hai?

      Forex trading mai MT4 trading terminal pay bohat say tools traders kay liye mojud hotay hain. Jinn say traders waqtan fawaqtan faida bhi uthatay rehtay hain. Stop loss aur take profit 2 aisay tools hain jo traders ko order place kertay waqt use kernay hotay hain. Forex trading mai order box open kernay kay baad mukhtalif tools show ho rahey hotay hain jinn ka direct taaluq orders say hota hai. Stop loss tool trade mai loss ko control kernay kay liye use kia Jata hai kiyu kay yeh aik aisa tool hai jiss say trader apnay expected Loss ko control ker laitay hain aur aik limit rakh laitay hain jiss say loss usi limit takk rehta hai. Stop loss ka use uss waqt kia Jata hai jab traders apni trade open kernay kay baad terminal pay available na ho. Issi tarah take profit aik aisa tool hai jiss say traders apna profit control ker laitay hain. Take profit bhi uss waqt use kia Jata hai jab traders order laganay kay baad khud usay Close kernay ki position mai nahi ho. Stop loss aur take profit ka apna apna faida hai laikin profit say ziada loss ko rokna faida mand rehta hai iss liye stop loss ki ehmiat ziada kahi jaa sakti hai

      اب آن لائن

      Working...
      X