Jaiza: Forex main stop loss take profit say zeada importance koin rakhta hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex main stop loss take profit say zeada importance koin rakhta hai?
    meri nazar main stop loss jo hai wo take profit say kafi zeada importance rakhta hai our us ki reason main app lgooun k sath share karoun gee app bhe apna best experience mery sath share krna
    mery dosto forex main stop loss zeada importance us leay rakhta hai koin k us main app us say dono kaam tp k bhe lay sagty hain app stop loss dtiy hain our market ap ki favour main jati hai app stop loss trail ker lety hian to wohi sl app ka take profit ban jata hai jo first app k capital ko safe kernay k leay tha abhe app k profit ko safe karey ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    wesay to forex market main jo professional hain un ki yahi suggestion hoti hai k app apni her trade main stop loss our take profit zaror use krain pher he ap forex market say acha profit safe way main earn ker sagty hian khuch logoun ka khena hai k currency pairs main itne move nahe hoti hai lekin ager fundamental koi bara issue ya news aey to pher currency move bhe app ka account wash ker sagti hai isis leay zarori hai k her trade main stop loss to must use ho our take profit ka istimaal bhe app ko loss say bacha sagta hai
    • #3 Collapse

      Stop loss ko trading me take profit se zeyda preference aur importance es ley di jati hay key take profit na lagany ki waja se hamara profit hi loss ho sakta hay aur jo profit ham earn karty hey usi ka hamy nuksan hota hay jab key stop loss ko trading me es ley ehmeyat di jati hay key without stop loss order key trades hamary equity ko bahot zeyda nuksan de sakty hey, account key es equity ko loss se bachany key ley stop loss order ko take profit se zeyda ehmeyat aur preference di jati hay, stop loss ki waja se equity mehfooz reh sakti hay.
      • #4 Collapse

        Dear me take profit ko be trading me zarori samjta hon aur stop loss ko be mujy nahi lagta key take profit se zeyda stop loss important hay, stop loss ko use karna be best hay aur take profit ko be, mera koi be esa trade open nahi hota jes me take profit aur stop loss jesy useful orders majood na ho, take profit aur stop loss achi trading key ley zarori samjy jaty hey meri sab se yahi advise hay key wo stop loss ko be zaror use kia karen aur sath me take profit ki importance es be zeyda hay es ko be use karna bahot hi zarori hay.
        • #5 Collapse

          g han apki bat sahi hai main apki bat se sehmat karta hun forex trading main stop loss ki ahmiyt zeyda hai pr es k fiady bhi boht hain q k es ko set karny se hum apni trading ko loss se bacha skty hain or es ko set kary se hmara account bhi save rahta hai q k account k wash hony ka jo dar hota hai wo bhi khtm ho jata hai es liye mera khyal bhi yuahi hai k forex trading main jo stop loss hota hai wohi ap k t.p ka kam bhi kr jata hai es liye hmain apni har trade main stp loss ko lazni set karna chhahye es k liye hmain apny capital ko bhi mind main rkahna chhaye or mrket ko analysis kart k bad stop loss se karna chhyaye jis se hmain loss na ho hmra t.p hehit kar jy es ko lazmi set karna chahye
          • #6 Collapse

            forex trading main stop loss ki ahmiyat:
            forex trading main ub hum stop loss set karty hain tu hmain boht se faidy milty hain stop loss set karny k sub se pahly tu main apko batata chalun k hum jis bhi trend main trading kar rahy hain hmain os main stop loss k sath sath take profit bhi lamzi use karni chahye q k yah hnary account k sath sath money mangmnt bhi hoti hai es se hmara ccount bhi save rhta hai
            stop loss k faidy:
            1: stop loss se hum apny loss ko lock kar dety hain matlb jitna hum chahhty hain otna he hmain loss hota hai
            2: account wash nahi hota hai
            3: risk ka level kam ho jata hai
            es liye hmain chahye k hum apni trading main stop loss or take profit lamzi set karen achi or miyari trading k liye yah zarori point hoty hain
            • #7 Collapse

              Dear jaisy ap ko pata hai k ais market mai koi pata ni chalta k market kis time kaha chali jaye agar ap ne ais market mai kaam start kia hai aor ap ko ye pata hai k market ne kis taraf jana hai to ap aus taraf take profit laga k market se side par ja saty hai aor agar market waha tak jati hai to ap ka profit secure ho jata hai agar hum take profit na lagye to market ho sakta hai profit mai ai rahy aor baad mai loss mai aa jaye ais liay hum ko her trade k sath take profit lagana chyae.
              Stop loss ais liay zarori hai jab ap ki trade loss mai jati hai to thory se loss mai close ho jati hai waisy to ap ki trade kafi zadya loss mai jati hai jis se ap ka account wash bhi ho sakta hai.
              • #8 Collapse

                Assalamualaikum bhai mere Har Haal Mein stoploss Jada important hai Kyuki uski wajah se hum logo ko kam Lo sota hai aur Hamara account wash nahi hota hai isliye Hum Logon Ko stoploss Jyada Se Jyada istemal karna chahiye tha ke hum logo ko uska experience Bihar se lo Aur Hum Log stop loss Kabhi samajh sake hone laga sake
                • #9 Collapse

                  Take profit aur stop loss dono tools forex trading main boht he zaruri samjhy jaty hain aur ye 2no tools boht he impoartant hain aur koe bhi ek doosry kay kam ahmiyat ka maalik ni hay. Agar take profit say boht sara profit ikatha ho jata hay chahy ap trading terminal py bethy hon ya absent hon to stop loss say boht ziada loss say bhi to bacha jata hay.Magar stop loss ko take profit say ziada importance is liye dee jati hay kay agar take profit ghalti say ni bhi lagaya to kam az kam yahi ho ga kay market agar wapis bhi a gye to profit he ni ho ga aur to kuch ni ho ga.Magar agar ham stop loss tools ko apni trade main agar use ni kia aur agar agar maket hamari lagayee gayee trade ky opposite chali gaye to hamara sary ka sara deposit ka loss ho sakta hay.
                  • #10 Collapse

                    Trade ko auto close karny k liye do options use hoti hai mt4 me wo hai take profit or stop loss

                    Take profit:
                    Take profit me ap aisa point set karty hai jis me makhsoos point par a ka trade auto close ho jati hai profit me

                    Stop loss:
                    Stop loss aisa point hota hai jis me agar market ap k against ho jaye to thory sy loss me trade auto close ho jati hai.

                    Take profit sy zroori Srop loss hai q k agar ap pas nahi or take profit nahi laga to ap k balance ko kuch nahi hoga lekin agar ap ny stop loss nahi lgaya to ap ka account wash ho skta hai.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading business mein take profit aur stop loss dono hi ehm option han kiok take profit ka bhi faida hota hy aur stop loss ka bhi faida hy take profit ka ye faida hy k ap ne take profit ko use Kiya ho ga tu ap ki trade us point par close ho Jaye gi js par ap ne take profit set Kiya ho ga aur ap ko profit ho ga aur agr ap ne take profit use nhi Kiya tu ap ki trade mein profit ho kar phr loss mein ja sakti hy kiok market tu up down move karti hi rehti hy is liye take profit bhi ehm hy aur stop loss take profit se is liye ehm hy k stop loss se ap apne account balance ko save rakh saktay han kiok agr stop loss nhi ho ga tu ap ka account wash ho sakta hy aur ap ki trade mein profit ho reha hy tu ap ap apne stop loss ko ziada kar k apne balance aur profit ko save rakh saktay han forex trading business mein jab bhi trade open karain tu kaamyaab trading k liye take profit aur stop loss ka use zaroori hy take profit aur stop loss se kaamyaab trading kar k profit earn kar saktay han
                      • #12 Collapse

                        Forex market may take profit ka matlab hai ki hum log Us Path par apni tahdco close kar rahe hain Uska Bhi matlab Yahi Hai Ke Hum Log is. Par Apne trade co close kar rahe hain Hum logo ko bahut fayda hota hai aur nuksaan nahi hota hai Hum logo ko Kafi achha profit Mil Jata Hai Aur kamyabi Hasil Karke Kafi kuch hassil kar sakte hai
                        Pakistan zindabad
                        • #13 Collapse

                          Forex market Mein stop loss and take profit ki bahut jyada ahmiyat Hoti Hai Kyonki Jab Hum Log stop loss and take profit Quest Mall Karte Hain Hum logo ko fayda hota hai na ke nuksaan fayda Hota Hai ke hum Logo Ko Nahi loss
                          Removed by Moderator.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Forex main stop loss take profit say zeada importance koin rakhta hai?

                            forex mai stop loss hamary account ke safety ky liye hota hain hamy is ko use kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik world wide business hain hum is mai pairs mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aikk bohat bara business hain hum is mai agar bager learning ky tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Forex main stop loss take profit say zeada importance koin rakhta hai?

                              Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main take profit sy stop loss ko ziada important di jati ha q k wo ap k capital ko save rakhta ha or ap k account ko wash hony Ni data ha take profit sirf ap ko profit data ha agr trade ap k favor main jay tab jab k stop loss lagany sy ap ko account safe hota ha he us k alawa agr tohri c trade profit main jay to ap trade k start pe stop loss lan aany to ye ap ka account or safe Kar da ga with profit or ap ko easily profit Mily ga loss ni ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X