Fundamental Analysis main kia kia shamil hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fundamental Analysis main kia kia shamil hota hai?
    Asalam-o-alikum!

    Friend fundamental analysis main wo kia kia cheezin shamil hoti hain jin ko lazmi dekna chahey? Aur analysis sirf fundamental kar k trading kar sakte hain ya technical analysis bhe lazmi hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear agar market ko fundamental base par analysis karna hay to es key ley app ko daily economic ya news calendar read karna ho ga aur esi news par focus karna ho ga jes me kesi big event ki waja se currency up down hony ki umeed ho to hamary ley trading karna zeyda easy ho sakta hay, economic calendar ki waja se advance me hamy market direction ki information mil sakti hay careful ho kar trading tab hi ho sakti hay jab ham news ko follow karen gey aur fundamental analysis key base par trading 90% expert trading karty hey to yahi se fundamental analysis ki importance ka andaza lagaya ja sakta hay.
    • #3 Collapse

      Economic news calendar
      dear forex trading members Assalamualaikum Forex trading ma fundamental analysis ka primary source economic calendar hai yahan sy apko mews ka schedule milta hai apko news ki reading forecast milti hai previous bhi wahan share ki jati hai
      news high impact wali hai medium impact wali hai ya low impact wali hai sub wahan py show hota hai apko mews time.py market ky behaviour ko note krna hota hai aor fundamentals ki reading ky hisab sy account ko managed krna hota hai
      ap pending orders bhi use kr skty ho
      news different types ki bhi ho skti hai
      interest rate news
      GDPs employmentunemployment rate building permits private job sectors etc meet minutes inflation control etc
      • #4 Collapse

        Assalamu Alaikum dear friends market Mein analysis ki Bahut Zyada importance of PH in ki wajah se hum bahut zyada profit hasil kar sakte hain Inki market Mein value bahut jyada hoti hai Jiski wajah se profit bana sakte hai
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
          Asalam-o-alikum!

          Friend fundamental analysis main wo kia kia cheezin shamil hoti hain jin ko lazmi dekna chahey? Aur analysis sirf fundamental kar k trading kar sakte hain ya technical analysis bhe lazmi hain?
          Fundamental analysis ki ahmiat:
          Trading men fundamentals analysis bahot ziada ahmiat k hamil hote hain q k market ka sara daromadar fundamental analysis pe hi hota hai ham trading k liye technical analysis krte hain but some time hamare technical analysis wrong ho jate hain aur hamen trading men stoploss hit hota hua dekhte hain isliye hamen fundamental analysis krna bahot hi zaruri hote hain

          Fundamental analysis men news ki impotance:
          Fundamental analysis k liye hamen news ki prediction krna bahot hi zaruri hota hai q k fundamental analysis men news bahot ahmiat ki hamil hoti hain jab ham fundamental analysis krte hain to ham kissi bhi pair pe uske motaliq news ki prediction's kch iss tarah se se k hain k iss pair pe previous news kitni value ki thi aur isne kia impect thiye iske baad ham actual ko dekhte hain aur sath men market ka trend dekhte huye hi decision lete hain
          Fundamental analysis k bagair trading:
          Agar ham fundamental analysis ko ignor kr dete hain to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain q k hamen kamyabi k liye fundamental analysis krna bahot hi zaruri hote hain trading men agar ham fundamental analysis nhi kete hain aur news ko ignor kr k trading krte hain to hamara kamyab hona mushkil ho jata hai isliye hamen news ko bhi dekhna lazmi hota hai
          • #6 Collapse

            ap ny fundemantel analyasis ky related question poucha ha mary khayal ma ager him log mhant krty ha to him logo ko bhot fida hota ha or him log kafi acha profit hasl kr skty ha is leya him logo ko fundemantel anaysisi ko follow krna hota ha
            • #7 Collapse

              Fundamental Analysis Main Kia Kia Shamil Hota Hai?
              Fundamental analysis traders ka nazdeek technical analysis say bhi zaida iehmiyat ka hamil hote hain aur traders fundametal analysis par khasoosi nazar rakhte hein. Fundamental analysis karne k ly traders different news aur mulki siyasyi conditions ko dekhte hain, Economy kise country ke fundamental analysis meinsab se zaida importance ka hamil hote hein magar aapne esko kesy karna hai aaye ham dekhte hain.

              Economic News:
              Economic news k liey economic calendar different places per apko mill jata ha jismein tmaam mumalik mein honey wali enonomic activities ko cover kiya jata ha, aapko date aur time bhi bataya jata ha k kis time news aani ha aur us ka kia asar ho sakta hai

              Political News:
              Political Nes ko follow kara us sy bhi zaida important hota hai wo news jo country ke economy sy mutaliq political leaders karte hein us say market bht zadia affect hoti hai aur us ka lazmi khyaal rakhna zaroori hota hai.
              • #8 Collapse

                AgarAgar aapko iski information required hai to aap sabse Pehle iska economic data ko watch Kare is Mai economic data Mein Dekhenge Kaise market ki movement expected ho sakti hai kya cheez ki movement ho sakti hai office mein Kaise kam kar sakte hain Insaaf Jism ko watch karne ke baad Aap Yahan Se fundamental analysis nikal sakte hain
                • #9 Collapse

                  Fundamental analysis:
                  forex trading main use hony waly analysis 3 qism k hoty hain jis main (1)Technical analysis hain (2) Fundamental analysis(3)sentemental analysis hain forex main sub se zeyayd trading k liye technical analysis or fundamental analysis use hoty hain laken hum yahan apr fundamental analysis ka zikar karty hain;
                  forex trading main hmain trading karny waqt fundamntal analysis aghr use karna parhy tu hmain es k liye ksisi bhi molk ki currency k bary main maolmat leni hoti hai or es k sath sath hmain os molk k siyasi moashi or iqtaasadi halat ko mad e nazar rkkhty howe trading karni hoti hai kiun k yah wo factoer hoty hain ji k forex market main har currency k strong or waek hony ka sabab bnty hain
                  • #10 Collapse

                    Dear fundamental news k baray main janain say pehlay janlaink fundamental analysis hota kia hai to main aapko batata chalon k fired ko milk halaat k mutabiq read kar nain ko fundamental analysis kehtay hain air yeah us waqat kartay hain jub bhi kisi milk k mutaliq koi ehmnews hoti hai his ki wajah say curru cy up ya down ja skating hai is k liye human fired factory ko daily base PR read karnan chaye jesay abhi kuch din pehlay pak president nain saudiarab ka tour kiya hai air is say acha effect parha hai rupay ki qadar main izafa hoya hai ISSI tarah baaqi milk k news ko him forex factory main read kar Sakta hain
                    ..
                    • #11 Collapse

                      Jnb forex main do tarah k analyais hotay hain aik fudnamental and second technical analysai
                      1 technical analysis
                      Jnb technical analysis main aap markeet ko graph k zariye read kartay hain ayr mukhtalif timeframe indicator use kar k guess kartay hain k markeet sell main jayegi ya buy main .
                      2 fundamental analysis
                      Fundamental analysis main hum markeet ko graph k zariye read ni kartay balkay har time aware rehtay hain har mulk ki news pr nazar rakhtay hain ayr is k mukhtakif sources hotay hain sub say acah source forex factory hai agar kisi mulk k haray main achi news aye to iski curruncy up jaati hai agar news buri ho to curruncy down jaati hai....
                      • #12 Collapse

                        Forex Mein kam karne ke liye Hame fundamental analysis Ko Sab cheezen coast Shamil karna Hota Hai Isko samajh Na Hota Hai Dekhna chahiye kiss me kya kya ho raha hai sirf fundamental Pari Humein Nazar Nahi Rakhna chahiye kiske saath saath mein technical analysis bhi dekhna chahiye technical analysis market trend karne ke liye market Mein kaam karne ke liye investment karne ke liye Hamare liye bahut jyada important hota hai aur Hamare liye working bahut acche nahi ho sakti hai
                        • #13 Collapse

                          dear jahaan tak baat hay fundamental analysis per depend kernay ki to haa aap sirf fundamental analysis ker kay bhi trading krer saktay hain lekin jahaan tak mera khayaal hay aap ko technichal analysis bhi ker lena chahiye kiun kay woh bhi bohat important hay uss ko bilkull aap ignore nahin ker saktay ab aap ko fundamental analysis kertay howay kuch cheezon ka khayaal rekhna hay kay sab say pehlay kay news ka impact kiya hay high medium ya low or news ka output kay baad market kesay react ker rehi hay issi tarah hi aap achay analysis ker kay prodit haasil ker saktay hain werna loss bih ho sakta hay aap ko.
                          • #14 Collapse

                            Fundamental Analysis. Fundamental analysis is a way of looking at the forex market by analyzing economic, social, and political forces that may affect the supply and demand of an asset.This results in the need to purchase that country's currency to obtain those assets
                            Removed by Moderator.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                              Asalam-o-alikum!

                              Friend fundamental analysis main wo kia kia cheezin shamil hoti hain jin ko lazmi dekna chahey? Aur analysis sirf fundamental kar k trading kar sakte hain ya technical analysis bhe lazmi hain?
                              Fundamental analysis karne ke liye kis country ki economic position ko dekhte hain aur Ye Bhi Na Hota Hai Ki Woh country ki taraf ja rahi hai ya Anda kidhar ja rahi hai aur kis country se related watch Karni Hoti Hai fundamental analysis bante Hain fundamental analysis is useful Hote Hai fundamental analysis Karke coffee Jyada profit on kar sakte hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X