Fundamental Analysis main kia kia shamil hota hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Dear jaisy ap ne baat ki hai fundamenat analysis ki to ais mai ye hai k hum ne sab se phly ye dekhna hota hai k jis currency par hum ne kaam karna hai aus ki kon kon si news aa rahe hai aus k baad hum ne aus country k bary mai search karni hoti hai k ais mai kai kai import aor export hota hai ta k hum ko pata chaly k ais country ki currency kitni strong hai aor aus k baad hum ne ais country mai dekhna hai k ais mai halat kaisy hai mean ais mai logo k pass jobs hai, aun k pass ghar hai ais tarha k sary masly jin ki waja se gorment ko loss ho aun ki waja se currency down aati hai ais liay hum ko agar ye pata ho ga to hum asani se aus pair ko samjh sakty hai aor aus par aram se trading kar skaty hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Jnb aap nain bht Acha sawal kiya hai to main aapko baat batata chalon k jis tarah hum markeert ko technically analyse kartay hain jssi tarah fundamental analysis main bhi bht saray factor hotay hain jinko daikhana pafhta hai bht dafa aisa hotay hai k koi news aati hai humko paata ni hota aur hum trade laag bethtay hain jiska humko kaafi loss hota hai agar markeert opposite chalinjaye to fundamental analysis or bhi tawujh dain funvsamental analysis main news aa jaati hain kisi bhi milk k halaat aa jatay hain uski economy aa jaati hai aur us mulk ki import export aa jaati hai Jo ismi curru cg pr kaafi effect karti hai...
      • #18 Collapse

        Fundamental analysis mai woh sab factors shamil ho sakty hain jo market ko news ke shakil mai effect karty hain. Fundamental mai important economic data , important economic news, political news aur geo political news shamil ho sakti hain.
        Kuch important data tu scheduled dates mai he traders ko forex calendars mai he mil jate ha hai lakin bohot sari news calander ka hisa nai hoti hain lakin iss ka yeh matlab nai hota ha ke woh important nai hoti hai. traders ko iss trah ke baqi news aur factors per nazar rakhnay ke b kafi ziada zaroort hoti hai.

        khas toor per commodities mai trading karny walo kay liye fundamental ke bohot ziada importance hai kion ke fundamentals commodities ke market ho bohot he ziada effect karty hain. Lakin baqi traders kay liye b fundamental per nazar rahna zaroori hai.
        • #19 Collapse

          Fundamental analysis, jis ko news trading bhi kaha jata ha, mein kisi bhi currency pair, commodity ya dusray trading instruments k real time data k base par trading ki jati ha. Kisi bhi currency ya commodity par technical effects k sath sath economical effects bhi hotay hain aur in economical effects ko address karna bohot zaruri hota ha because forex market mein sab se ziyada movement economic news ki waja se ati ha. Economic news, economic calendars par dekhay ja saktay hain jahan in ka sara data provide kiya jata ha aur jesay hi news release ho jati ha, calendar par foran us ka real time data aa jata ha.
          • #20 Collapse

            fundamental analysis:
            forex trading main jub hum market ko chek karty hain tu hmara basic yahi hota hai k hum market ko achi trah se analys kar k trading kar skaen or market ko chek karny k liye 3 trah k analsy use kiye jaty hain jis main aik fundantal analysis bhi hai es analys main hum molki halat ka jaiza lety hain k molk main kiya ho raha hai or un amoor ko dekhty hain jis ki wjah se market k up or down hony k chances hoty hain jub hum un amoor ko dekhty hain tu hmain market ki sotr e hal ka jaiza lena asan hota hai or fundamnetal main humsiyasi;moashi,or iqtasadijaiza halat ka jaiza lety hain q k en amoor se market main kafi asar parhta hai or market ka trend chane hota hai or moving bhi hoti hai
            • #21 Collapse

              Fundamental Analysis main wo sab kuch shamil hay jis say kisi mulk ki economy up ho rahi hoti hay. For example aik country ki export kam ho rahi hain ya us main jo chezen ban rahi thi un ki production kam ho rahi hay. ya kisi private firm nay kisi waja say logo ko job say nikal dia ya aur mazeed rakh liye. ya us mulk kay state bank nay sherah sood main izafa ker dia ya kami ker di. ya us mulk main invester zayda a gay ay investment kam ho gai hay. is sab cheezo ko napnay kay liye kuch tools banaye gay hain jin main data inter kia jata hay aur us say aik outpu milti hay aur us output ko previous output kay sath compare ker kay jo result milta hay us ko fundamental tools ketay hain aur is poray process ko fundmental analysis kehtay hain.
              Boht say trader to fundamental analysis per trading kertay hain. ye analysis itnay strong nhi hotay. jo cheez news main ati hay wo charts main show nhi ho rahi hoti jesa kay news positive ho rahi hoti hain per market negative move ker rhi hoti hay.
              Is liye boht say trader technical analysis ko like kertay hain que kay technical analysis zayda accurate hotay hain fundamental analysis say. Poray country ki study kernay say behter hay technical analysis seekhay jaen jo har currency main kaam atay hain. kuch log technical kay sath sath fundamental analysis bhi attach ker kay trading kertay hain aur ye trading ka sab say best way hay.
              • #22 Collapse

                Humery pass fundamental analysis main aik to routine ki forex news ati hain jo k hum different sites k oper diekhty hian jo main app k sath pic main share bhe karoun ge jin ko hum fundamental news khety hian jin ki humean forecast de jtai hai our pher actual value ati hai to pher he us k oper hum trade lety hian us k ilwa kisi bhe big country like USA China Canida our bartania ki economic condition ya political condition main koi changing ati hai to pher wo bhe fundamental news main ati hai ksii bhe country ki currency ka strong ya crash hona ye bhe fundamental main ata hai isi leay app ko ye advice ki jati hai k app trade jab bhe technical pay lain to stop loss zaror apni her aik trade main use karien
                • #23 Collapse

                  jo bhe forex main professional traders hain wo us main teen type k analysis k oper trades lety hain mean market ko 360 approaches rakh k to us main trade main enter hoty hian forex main ager app technical fundamental our sentimental teen analysis ker k enter hoon gay pher he app ko us main profit acha milay ga
                  Fundamental analysis ki baat ki jeay to dosto us main phleay to humeray pass normal currency news aa jati hain jin ka schedule humean weekly internet k oper forum pay milta rheta hai but khuch fundamental wo hoty hain jesa k kisi bhe currecy main un k election ho geay jesa k last Brexit issue still GBP ka under decision hai koi tsonamy ho geaya to easy world asrraat bhe forex market pay asar andaaz hoty hain to humean safe trading k leay sl oour take profit ka istimaal kerna chahy
                  • #24 Collapse

                    Re: Fundamental Analysis main kia kia shamil hota hai?

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                    Dear agar market ko fundamental base par analysis karna hay to es key ley app ko daily economic ya news calendar read karna ho ga aur esi news par focus karna ho ga jes me kesi big event ki waja se currency up down hony ki umeed ho to hamary ley trading karna zeyda easy ho sakta hay, economic calendar ki waja se advance me hamy market direction ki information mil sakti hay careful ho kar trading tab hi ho sakti hay jab ham news ko follow karen gey aur fundamental analysis key base par trading 90% expert trading karty hey to yahi se fundamental analysis ki importance ka andaza lagaya ja sakta hay.
                    Forex trading main analysis ka bohat ziada kirdar hay har kamyab traders kay pechay analysis kar kirdar shamil hay jis trader nay bhi Forex market main trading say kamyabi hasil kar kay profit kamaia hay us nay market kay fundamental analysis zaror kiay hon gay analysis karna bhi asan kam nahi hay yeh wohi log kar saktay hain jin ka Forex trading main acha khasa experience aor knowledge hay experience and knowledge ki wajah say un ko analysis karnay ka poori taran tareeqa aata hay fundamental analysis main market ki movement, indicators, market news, account management profit management and loss recovering shamil hain is kay ilawa market main trading kay trend kay analysis karna bhi shamil hain Forex market main agar fundamental analysis kiay baghair entry ki jay gi to loss kay chances barh jatay hain lehaza analysis kiay baghair trading start nahi karni chahiay analysis kar kay achay point pay trade start karni chahiay aor achay hi point pay trade close karni chahiay ta k loss say bacha ja sakay aor profit earn kia ja sakay
                    • #25 Collapse

                      Re: Fundamental Analysis main kia kia shamil hota hai?

                      Fundamental analysis

                      Fundamental analysis karny key ley sab se zeyada important hay key news data ki collection ki jaye, ye data political statement se related be ho sakti hay aur economic factors be es me include hoty hey, economic calendar ko agar agar daily analysis kia jaye to esi har important aur zeyda impact karni wali news ham find karny me kamyab ho sakty hey jo key market ka fundamental analysis karny me bahot zarori samji jati hey, es key sath political statement par be hamari nazar honi chaye koi be big policy market direction ko change kar sakti hay.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #26 Collapse

                        Re: Fundamental Analysis main kia kia shamil hota hai?

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                        Asalam-o-alikum!

                        Friend fundamental analysis main wo kia kia cheezin shamil hoti hain jin ko lazmi dekna chahey? Aur analysis sirf fundamental kar k trading kar sakte hain ya technical analysis bhe lazmi hain?
                        Dear friend forex trading main analysis ki both important ha jab tak hum achy analysis ni karny gy to loss ho sakta ha is ley humy proper analysis karny hon gy forex trading main fundamental analysis or technical analysis both ziada zarori han agr hum proper analysis k bagar trading karny gy to humy ziada loss ho sakta ha is ley humy proper fundamental analysis technical analysis or sentimental analysis karny chae ha jtny achy analysis karny gy utna humy fayda ho ga warna humy loss ho sakta ha is ley achy sy achy analysis kar k trading karni chae ha ta k kamyab ho sakty han

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X