Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Is mein koi shak nahi k trade se ziyada trader ki thinking ka amal dakhal hota ha. Jab ek trader trade open karnay se pehlay planning aur management kar k trade open karta ha, to us trade mein loss ka imkan kam hota ha because forex market ek volatile market ha aur is mein step by step lay kar chalna hota ha. Ab agar ek trader ko market ki situations ka pehlay se ilam ha to wo better tor par trading kar sakay ga lekin agar ek trader without any thinking trading karta ha to market ki unpredictable moves ki waja se wo trade mein behtar perform nahi kar sakay ga. Is ko trading psychology kehtay hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai

      Assalam O Alaikum bhai apne yeh bilkuk thhk baat ke hai jb bhe hum trading kraain to us k liye hmesha hmara mind positive hoona chahiyaii kabhi bhe loss ka soch k trade meinnhe krne chahiyai agr hum aisa kraain gy to hmaara mind is he baat pyy chkai ga k is trade mein nuqsaan honai k chances bhtt he ziada haain isliyee...hmaain hmesha postive thinking rakhne chahiyai..aur kaam krna chahiyai baad mein hmaiin trade nuqsaan de ya faidaa yeh to allag baat hai yeh saree baat hmarai luck or jo jis bhe strategy py amaal krtai howaaii humne trade shuru ke hau iss py depend krtaa hai...ache traah se learn kr k aur ache practise k baad money management ko zehn mein rakhtai howaii trading kraain to kabhi b nuqsaan nhe hoogaa
      • #18 Collapse

        Re: Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai

        forex markit main kam karny waly membar ko tradinge main kamyab hony k lie humesha musbat khayal ka rakhna zarori hy agr hmara nazrea jo kam ham kr rahy hain us kam ky bary main musbat ho ga to us kam main hmari kamyabi yaqini hy but agr ham us kam ky bary jo kam ham kar rhy hain zehn rakhin gy manfi to hamary lie us kam main kamyabi ky chans kam hon gy thik hy har kam main do pehlo hoty hain us main kamyabi naffy ky bhi chans hoty hain or nakami nuqsan ky bhi chans hoty hain but insan ko allah ki zaat py yaqin rakhty howe apna zehn naffy ki umid py rakhna chahy to allah pak bhi insan ko us ky khayal ky mutabeq atta farmata hy to jo kam bhi kia jae us ky bary main zehn ko powri trah mutmaen rakhna chahy takeh us kam ko dil chaspi ky sath kia ja saky to jo acha kam bhi ham dil chaspi or shwq ky sath karin gy allah pak hamin us ka ajr zaroor dy ga
        • #19 Collapse

          Re: Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai

          G han sir g ap ny bohut he achi bat ki hy forex trading bohut he acha business hy is mein waqi positive thinking lazmi hy forex waqi learn to earn business he hy jitna ziyada knowledge hogi utna ziyada profit hoga
          😍😍😍😍😍😍.ACHA KARO ACHA HOGA.😍😍😍😍😍
          • #20 Collapse

            Re: Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai

            Ji han Forex men hamesha positive thinking honi chahiay agar sooch positive ho gi to tab hi trader thek thek tareeqay say trading kar sakay ga trader ki Forex kay baray men yeh kabhi bhi thinking nahen honi chahiay ke Forex iak lossable business hay ya is business ka koi khas fawaid nahen han is kisam ki soch say bilkul avid karna chahihay kiun keh Forex aik profitable business hay aor is kay bay shumar fawaid han Forex say bohat say barozgar logon ko rozgar mila hay aor bohat say log Forex say hasil honay walay profit aor bonus say apni life men bohat ziada changing la chukay han Forex say ghar bethay trader trade karnat hay aor beroni khatrat say mehfoz rehta hay is liay Forex men hamesha positive thinking honi zarori hay
            • #21 Collapse

              Re: Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai

              g han dear i think kay koi bhe work ho us mein positive thinking he zarori ha isi tarha forex bhe ek mind work ha is liye is mein apka mind work he hota ha is liye is mein market mein wait karna bohat he zaori ha jis say ap achi earning kar sakty hein so hard work or acha experience he apko kamyabi dilwa sakta ha postivie trading he apko ek achi trad he bohat he acha profit day sakti ha is liye market mein experience kay sath positive thinking kay sath or market mein wait kar kay he work kareen then ap kamyab trad hasil kar sakty hein or achi earning kar sakty hein so hard work to get success easy in forex work
              • #22 Collapse

                Re: Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai

                Asalam o alikum friends AP n bilkal tek kaha ha forex trading main jab tak ap ka mind set positive ni ho ga tab tak ap forex trading main successful ni ho sakty Han ap trade open sy darty rahan gy confidence loose karty han or ap forex trading main loss Kar jaty Han is ley ap ko positive thinking rakhni chae Han ta k ap ka confidence ziada sy ziada ho ta k ap forex trading fresh mind k sath trading karny or forex trading sy ache earning kar saken or confident rahan ap ko loss ni ho ga or successful hon gy easily jab ap confident k sath trading karny gy to auto pe ap ka experience ziada ho ga ap knowledge gain karny or easily trading main successful hon gy or ache earning kar apni or family ko support kar saken gy is k alwa bi life positive thinking rakhni chae sakun sa rehta ha jab ap negative thinking rakhty han life sy sakun khatam hota jata ha is ley positive rahan or khush rahan
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Forex main humesha positive tinking bhout zarori hai

                  je bilkul ap ne boaht ashi bat ki ha k loss har business k hisah hota ha risk aur reward ko zehn ma rakh kar forex trading karni chaye q k forex aik risky business bhi ha lakin traders ko chaye k woh positive mind ka sath forex market ma entry laain lakin os k lye hamain sab se pehlay forex ko mukmal tor pe seekhna chaye aur demo pe is ki ashi tarah practice karni chaye, aur sab se ahm bat hamaray pass aik asha trading plan hona chaye tak ham aik positive thinking k sath market ma enter hona chaye aur apni trading strategy pe mukamal trust karna chaye aur bilkul bhi darna ni chaye q k jo dar gya woh mar gya is lye aik trading plan aur best trading strategy honi chaye ta k ham forex trading ma kamyab ho sakain aur asah profit earn kar sakain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X