Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Assalamu alaikum bhai indicator ki wajah se hum logo ko kafi fida hota hai aur hum log aasani Se Kaise bana sakte hain qk indicator ki wajah se hum log market ke trend ko aasani se find kar sakte hai Iske wajah se hum log kaha se aate hai aur Hum Dono ko indicator ka kya fayda hota hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      ager him logo ko forex ma zyada profitable trad open krni ha to is ky leya him logo ko indicator ka analysis ka or apny experience ka istmal krna hota ha phir kahi ja ky him log ek profitable trad open kr skty ha or kam kr skty ha earning ka
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Forex trading mein indicators market ki direction ko samahnay k tools hain, jin ki madad se market ki next movement ka pata chal jata ha. Indicators bohot se hain lekin kuch bohot popular hain, like Moving Averages, jis ki madad se trend kay start aur end honay ka pata chal jata ha, RSI (Relative Strength Index), jis ki madad se Overbought aur Oversold ka pata chalta ha. Ye technical indicators hain. In k ilawa economical indicators bhi hotay hain, jin ki madad se news k impact ko analyse karnay mein madad milti ha, for example USA k Bureau of Labor Statistics ki report ki madad se unemployment ka behtar andaza lagaya ja sakta ha.
        • #19 Collapse

          Dear forex trading ka trand ko samjany laky hum muktalf tools use karty hai jain ko hum indicators kahty hai ya indicators humry mata traders main majod hoty hai jain ko hum apply kar ka market ka trand ko samjny ki koss karty hai lakn an main say koi as indicators nai jo ap ko 100% market ka trand ka baty ap ko indicators ki movement dak kar indza lagna hota hai ka market kon sa trand bana rahi hai agher ap indicators ko dak kar successful trading karna chaty hai to sub say best 3 indicators hai jain ko mata trader pay apply kar use kar sakty hai aur ya boht aschy indicators hai aur 20% risk pay kam karty hai 80% ap ko as say profit ho ga main as ka bary main post bi ki hoi hai ap as ko chak kar sakty hai wo 3 indicators ya hai 1-Signal Bars 2-Stochastic aur 3-Trigger Line ya post ap Trading Journal ka option main chak kar sakty hai aur ya as ka link hai ap ko ya say indicators download kar sakty hai aur as ko mt4 main use kar sakty hai Profitable Indicators
          • #20 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
            assalamualaikum dear!!!
            mery khayal main forex trading main buhat bigg knowledge or experience traders ko hasil krna hota hy or sab trader k liye lazmi hota hy keh wo apni tradind k liye achy indicators ka istamal kren or forex trading main behtreen indicators moving average ko samjha jata hy is sy ap apny trading k sahi prices ko samaj sakty hain or apni trading sy acha porfit ly sakty hain

            :1f60e::1f60e::1f60e:
            Forex trading market Mein jitne bhi indicators woh sab ke Sabri useful hote hain lekin traders ko ek baat Apne mind Mein Rakhna chahiye indicator 100% right or indicators ko use kar ke loss ho sakta hai traders ko indicators watch karne ke baad bhi Apne analysis banana hote hain Kyunki indicators zerofat reading may help karte hai wo Hame profit nahi de sakte aur simple moving average Ek accha indicator hai
            • #21 Collapse

              Walikum salam dear g ap ki bat thek ha or indicator k havaly se sab ki apni pasand ha or sab ka aona istamal Krnay ka style ha jesy ap ny kaha k moving average aik acha indicator ha so ye waqi aik acha indicator ha ye trend k havaly se acha guide krta ha lakin Dear ye lagiing indicator ha ye price ki movement bad me btata ha jb price move ho jati ha leading indicator me volume se sa best indicator ha is k ilava kafi trader rsi or moving average normally uae krty hain ye achy results deta ha
              • #22 Collapse

                Profitable Indicators :

                Walakum Salam bhai dakho trading main experience and knowledge important hay aor is kay sath stah trading ko forex trading market main jo technical analysis hain un ko understand karna hota hay aor trading main indicators ki madd lay kar trading forex market main kasy bhy trading pair ko clear smjhta hay is liay trader ko jo best aor zyada profitable trading kay indicators hian in ko smjhna must hay aor jo mara khyal say sab say zyada profitable aor market ko clear smjhny kay liay indicators use ho rahay hian woh moving average, bollinger band , rsi yah indicators mare khyal say thek rahian gay agr trader in ko smjh kar trading market ko thek say analysis kar sakta hay phr trader ko market kay trend ko smjhny main koi issue nhy baqi rahta hay aor trader market kay trend ko clear kar kay thek profitable trading karta hay aor trader professional trading kar kay successful jalday ho sakta hay in ko trading main use karian in say market ka trend easily clear ho jata hay moving average ko saby sy zyada ahmiat trader datay hian.
                • #23 Collapse

                  Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                  brother konsa indicator kitna profitable hay ye aap ki trading strategy per dependent hay kay aap uss ko use kidher ker rehay hain aap indicator kesay use ker rehay hain kiss combination main aap uss indicator ko use ker rehay hain kiun kay her strategy main her indicator use nahi kiya jaa sekta her different strategy kay liye indicators kee different types use kee jaati hain lekin ager general baat kee jaaye to most common indicator Relative Strength Index RSI jo kay aik leading indicator hay woh hay iss indicator ko almost her strategy main use kiyaa jaata hay or yeh her strategy main aik ahm role play kerta hay Rsi ko sab say zyaada useky jaata hy iss kay ilaawa Bollinger Bands, ICHIMOKU CLOUD, Moving Averages bhi bohat commonly use kee jati hain.
                  • #24 Collapse

                    Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                    insan jo bhi karobar kary us karobar min kamyab hony ky or us karobar sy naffah kmany ky chund chidah chidah nuqty hoty hain jen ko samny rukh kar agr koe bhi kaam kary to woh us karobar sy behtarin fwaed hasel kie ja sakty hain to us main woh kaamyab ho jaty hain to forex main bhi kaam karny ky lie walon ky yeh baat hy keh jo forex ky tmam tar asol janta hy woh is forex main banesbut us ki jo forex ko ni janta forex ky bary main maelomat ni rakhta to us ki nesbut maelomat rahkny wala bahut acha khasa profet kma sakta hy to zaher ci baat hy keh jaisy jaisy bforex ky qwanin ko falo karta chala jae ga waisy waisy woh apny ap ko forex markit ky maidan main kaamyaab karta chala jae ga or apny ap ko forex ky maidan main kaamyab kar ly ga
                    • #25 Collapse

                      Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                      Forex trading ma trading strategy bohat ahm role hota ha agar ashi strategy ho gi ham forex trading ma asha profit earn kar saktay hain to trading strategy ma indicators ki badi ahmiat hoti ha, meray khayal se sab se ziadah indicators jo meri nazar ma bohat ahm hain jaisay
                      == Moving averages: agar 100 period ki moving average ko use karain to yeh sab se ziadah ahm indicator ha, agar price line moving average se neechay ho to market bearish trend ma ho gi aur moving average neechay ha to bullish trend ho ga
                      == Stochestic Oscillator: to ham trading k lye signal neechay se stochestic se lay to yeh bohat hi zarbadast indicator ha
                      is lye meri nazar ma ham agar in dono ko mila k use karain gay to is se ashay results hasil hotay hain
                      • #26 Collapse

                        Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                        Asalam o alikum dear ap ny both acha question kea ha forex trading main both ziada indicator use ho rehe han jin ko hum istamal kar k ache earning kar sakty han is ley humy indicators ko demo account main apply karny ta k humy samj aay k kisi indicator ko Kahan pe kase istamal karna ha is ley humy chae indicator ko samjny ki zarort ha Mary Khayal RSI or moving average sab sy best han par in ko samjna chae ha jab tak hum indicator ko samjny gy ni to indicator ka sahe istamal ni kar sakeny gy net sy video dakh k or kisi dost sy hum indicator ko samj sakty han
                        • #27 Collapse

                          Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                          main to us barey main yahi kahoun ga k jis msain indicator ka ap ko achy say knowledge our experience ho ga wohi indicator k leay boht he best ho ga our jes main app ko profit nae hota hai our log us ki tareef kertry hain par jab app us ko mt4 main use ker ty hain to loss hota hai to pher wo app k leay kabhe bhe acha indicator sabit nahe ho gaaa
                          • #28 Collapse

                            Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                            apka sawl bohat hello acha ha okay hume indctor se ziyada exprince ki zarorat hai is se apko indicetor bi use krn a jai ga or acha earnings bi ho jai ga jaha tak mery khyal ha k me RSI ko hello use krta me nahi n bal ky sab log rsi ko hello use krty hai ye ek bohat hello acha indicetor hai is se apko acha profit ho sakta ha or ek baat indicetor jo hoty hain wo merket ko ni chalaty merket indctr ko chalati hai jab tak apko forex ki samjh ni aye gi us waqt ap foreign exchange me kmyab ni ho sakty hain
                            • #29 Collapse

                              Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                              Dear many indicators esy hey jes ko traders apni trading strategy key mutabeq trading key ley use karty hey jes me (RSI, Moving average, Price action) popular hey, indicators kabi be profitable nahi ho sakty hey, koi be high impact news indicators signals ko fail kar sakty hey, magar ehteyat key ley traders news key sath indicators ko be use karna zarori samjty hey, agar traders key ley sab se useful aur profitable indicators koi ho sakta hay to meri nazar me support and resistance levels ko identify karny waly indicators hi zeyda best ho sakty hey.
                              Ji bhai jan ap nay bohat hi achi bat ki hay main ap ki bat say bil kul agree karta hon aor ap ki bat say maray knowledge main bohat ziada azafa howa hay maray khial main yahan tak main nay knowledge hasil kia hay us hisab say indicators ko ziada tar trading ki moving ko judge karnay kay liay use kia jata hay jis main jis main market ki movement currency ki value ka up down bhi shamil hay indicators haman trade ki simat batatay hain k trade profit ki simat ja rahi hay ya loss ki simat main Forex trading main indicator ka bohat ziada role hay in kay baghair analysis karna aor strategy banana bohat mushkil hay in donon kay baghair to trading main kamyabi na mumkin hay lehaza Forex trading main har indicators profitable hi hota hay aor is ki mada say traders ko kamyabi hasil hoti hay aor woh achi earning karta hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

                                Dear friend forex trading main hum log both sy indicators istamal karty han par sab sy best mary khayal main RSI or moving average han agr hum in ko seek or samj k in pe trading karny to humy 90 % profit ho sakta ha or 10 % loss k chance hoty han is ley humy forex trading jo bi karna ha both soch samj k karna ha warna humy ziada loss ho sakta ha is ley humy forex trading main proper learning or practice karni ho ge indicator jo hum istamal karty han uny seekena or samjena ho ga tab he hum forex trading behtar tariqa sy kar sakty han or forex trading main hum kamyab ho sakty han

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X