Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sab say zeyda profitable Indicator kon sa hai ?
    assalamualaikum dear!!!
    mery khayal main forex trading main buhat bigg knowledge or experience traders ko hasil krna hota hy or sab trader k liye lazmi hota hy keh wo apni tradind k liye achy indicators ka istamal kren or forex trading main behtreen indicators moving average ko samjha jata hy is sy ap apny trading k sahi prices ko samaj sakty hain or apni trading sy acha porfit ly sakty hain

    :1f60e::1f60e::1f60e:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    my dear sir apka sawl bohat hi acha ha k hume indctor se ziyada exprince ki zarorat hai is se apko indicetor bi use krn a jai ga or acha profit bi ho jai ga jaha tak mery khyal ha k me RSI ko hi use krta me nahi n bal ky sab log rsi ko hi use krty hai ye ek bohat hi acha indicetor hai is se apko acha profit ho sakta ha or ek baat indicetor jo hoty hain wo merket ko ni chalaty merket indctr ko chalati hai jab tak apko forex ki samjh ni aye gi us waqt ap forex me kmyab ni ho sakty hain
    ALWAYS BE HAPPY
    • #3 Collapse

      Sab Say Zaida Profitable Indicator
      Indicators kafi saary paid aur free indicator mojood hain aur jin ki madad say aapko bht saary log aur bht saari websites signals bhe deti hain. Ess main to koi shak nahibkay forex main indicators ka istemaal takreebn har koi karta hai aur beshak signal par amal kary ya na kary lekin us ka idea zaroor lagata hay kay koi signal mila hai to uski wajha kiya hai. Bht saary signals mojood hai lekin chand sab say zaida use hony waly aur sab sy zaida effective indicators
      Moving Average
      MACD
      Bolinger Bands

      Hain. Ye teen signals takreeban har trader use karta hai aur enkay results bhe bht achy hain. Jo mostly en teeno ma sy indicator use kiya jaaata hai wo moving average hai. Aur aap jo indicator bhe ise karna chahin us kay liey koi muzaaika nahi hai magar mera aapko mashwara hoga kay kise bhe indicator ko real account par use larney say pehly demo account par lazmi chk marin aur uskay results aazma lain.
      • #4 Collapse

        Dear many indicators esy hey jes ko traders apni trading strategy key mutabeq trading key ley use karty hey jes me (RSI, Moving average, Price action) popular hey, indicators kabi be profitable nahi ho sakty hey, koi be high impact news indicators signals ko fail kar sakty hey, magar ehteyat key ley traders news key sath indicators ko be use karna zarori samjty hey, agar traders key ley sab se useful aur profitable indicators koi ho sakta hay to meri nazar me support and resistance levels ko identify karny waly indicators hi zeyda best ho sakty hey.
        • #5 Collapse

          Assalamualaikum G bhai main aap sab ki post go read Kiya Hai aap mein se kuch log Ja Rahe Hain k Rsi indicator achha hai Main main Abhi Trading co start Kiya Hai aur Mujhe abhi indicator ke baare mein kuch bhi Maloom Nahi Hai Bus Mai trading news Ko Dekhkar Hai check kar Leta Hoon abhi aap ki is post Se Mujhe Maloom Hoga Kya Aisa Bhi Koi indicator hai
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
            assalamualaikum dear!!!
            mery khayal main forex trading main buhat bigg knowledge or experience traders ko hasil krna hota hy or sab trader k liye lazmi hota hy keh wo apni tradind k liye achy indicators ka istamal kren or forex trading main behtreen indicators moving average ko samjha jata hy is sy ap apny trading k sahi prices ko samaj sakty hain or apni trading sy acha porfit ly sakty hain

            :1f60e::1f60e::1f60e:
            Walaikum Assalam Bhai paise to bahut Sare coffee table indicators hai lekin aap ki is post Se Mujhe indicators Mallu Madison Ivy hai wo Sare Log Kehte Hain K Rs I indicator sabse accha indicator hai Mainy abhi Koi indicator a small nahi kiya hai
            • #7 Collapse

              sallam dosto kia hall hain app . forex trading main app ko indicator si ziyada Experince and knoladage ke zaroroat hian agar app k pass forex trading main exprince and knowlgade nahe hian tu app indicatore ko be use nahe kar saktha hain or agar k forex traidng main knowlgade hian tu app kisi be incator ko use kr acha profit earn kar sakty ho
              • #8 Collapse

                Dear jaisy ap ne baat ki hai k sab se zayda profitable indicator kon sa hai to ais mai ap ko ye batata jao k ais market mai indicators par market ni chalti balky market k sath indicators chalty hai ais mai ye hai k ap jo bhi indicator dekh ly ais mai ap ko 100% result ni mily ga ais mai ye hai k ap ko ais mai her indicator par loss bhi ho sakta hai aor profit bhi ho sakta hai ais liay agar ap ne ais mai kaam karna hai to ap ko ais mai koi aik strategy pakarni hai aor aus k rules banany hai aor aus k hisab se hi kaam karna hai kun k agar ap koi bhi strategy ya indicator use karty hai aor aus k rules ko follow ni karty to ap ko aus mai loss ho jata hai aor baad mai ap keh rahy hoty hai k ye indicator acha ni hai ais mai loss hota hai.
                • #9 Collapse

                  Assalam-u-Alaikum.Janab Members Sawal Ahm Now-eyyat ka bhi ha aor Mushkil Now-eyyat ka bhi Jahan tak ho sakta ha hum sab Wazahat karney ki Sirf Koshish kar saktey han woh yon keh lafz indicator ka matlab hota ha ishara forex trading ki nisbat se kah saktey han mustaqbill men honey wali kissi harkat ki indication ya isharah aor haqeeqat men indicators khud se Future ke barey men 100 % wazahat nahen kartey balkeh sirf Halaat-e-Hazrah ki Aakasi kartey han aor uss halaat-e-hazrah se wazahat le kar mustaqbill ke mutalliq faisla (decission) trader ne khud lena hota ha lehaza sab se se zeyada profitable indicator nahen hanarah apna denagh hota ha aor demagh hamarey liay uttna hee zeyada profitable ho ga jitna zeyada Knowledge aor tajarba se hum ney uss ko bharrah ho ga to aesi soorat men hum indicators ke barey men 100 % profitable honey ka krsay kah saktey han Tahum appni Manzil key Wasool keliay yeh Hamarey bahut achey aor maddadgar (helpfull) Dost hotey han jin se faedah hum ne khud apni salahiyyt ke taht uthana hota ha iss liay yeh sawal Sab se Profitable indicator kon sa ha iss ke barey men 100 % yaqeeni tor par kuch nahen kaha ja sakta har kissi ka demagh alag alag hota ha aek indicator agar aek waqat men kissi demagh ne zarorat ki mutabiq thek istemal kiya ya uss ki indication ko saheh samangh liya to profit hasil kar liya ussi waqat kissi dosrey Demagh ko uss indicator se darost indication leney men ghalti ho gaey to loss ka khatrah iss liay ab hum kheyal kartey han keh iss ka Matlab huwa jo indicator sab se zeyada istemal ho raha ha samangh liya jaey keh woh sab se zeyada Profitable indicator ha lehaza apna knowledge aor Research share kartey han keh sab se zeyada indicator kon sa istemal ho raha ha jiss se log faeda hasill kartey han to meri research ke mutabiq 1= RSI (Relative Strenght index).2=Moving Everage.3=MACD.4=Parabolic SAR waghera Pakistan men zeyada istemal ho rahey han Lakin yeh mera andaza ha jo ghalat bhi ho sakta ha aor aek aor ahm baat har koey apney zerey istemal aor apney liay zeyada faedamand indicators ko hee kah sakta ha keh yeh sab se zeyada Profitable ha halankeh dosron keliay ya un key andaz-e-istemal ki soorat men woh zeyada Faedamand nah ho to ha kissi ke apney apney demagh par munhassir ha ya depend karta ha Baqee jahan tak meri pasand ya istemal ka ta-aaluq ha to men 1=Moving Average yeh Hamesha market ki asal trend ke mutabiq sada andaz men saheh wazahat kar raha hota ha. 2=RSI yeh bhi bahut behtreen indicator ha aor iss ke barey men kaha jata ha yeh Future ki bhi Saheh wazahat karta ha Aakhir men dear friends aek ahm cheez Ki wazahat kar don indicators par darassal barey mahereen (experts) forex ke un ki Researh aorde gaey guidness indicators ke mutalliq jo hoti ha aor asani se mill jati ha uss ki zeyada se zeyada Study in ko samanghney aor inn se faeda hasill karney men bahut maddadgar hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Fibonacci retracment level indicator
                    dear members mery analysis aor experience ky mutabiq Fibonacci retracment levels indicator sub sy best aor profitable indicator hai is ma apko levels bta dia jaty hain jin py ap trading entry exit manage kr ky acha profit earn kr skty ho forex trading ma hmeen indicators ka use krna sekhna chye bht easy hai thora hard work demo account py lr lea kren apko bht acha result mily ga technical analysis bhi apka syrong ho ga
                    • #11 Collapse

                      Details about trading Indicators :
                      - Indicators Information
                      - Best Indicators


                      Indicators Information : Dear friends Indicators aap kay trading terminal kay andar majood hotay hain aap ko inko apnay chart mei insert kar kay use kar saktay hain basically indicator kay baray mei ye clear hona chaiye kay Indicator ka matlab hay indicate karna (Ishara) dena, so indicator aap ko indicate kar raha hota hay direct trade nahe deta indicator aap ko aik trading setup aik trading strategy provide kar sakta hay but indicator direct aik trade nahe de deta indicator ka kaam hay anay walay time mei jo market ka attitude hoga kya momentum hoga uski paishan goi karta hay aur aap ko apni trade laganay mei indicator se achi help mil jati hay. har indicator se faida lenay kay liye uss indicator kay baray mei bhetreen knowledge hona bohat important hota hay tabhi aap uss indicator sey achi help ley saktay hain.
                      Best Indicators :
                      Kuch asay indicators jinka maine khud personal use keya hay wo indicators mai aap ko recommend karuga kay pehley unko achi tarah samjhain unki paishan goi kasay hoti hay wo ap ko kya indicate kartay hain unka method kya hay unko samjhna aur unka test aur experience kar lena aap kay liye zaroori hay.
                      1- Moving Average
                      2- Bollinger Bands
                      3- MACD
                      • #12 Collapse

                        Indicators ki Information :
                        indicators ka use karna chaiye humay apni trading mey eska faida aap ko ye hoga k trading ap ki ziada accurate hojati ha maslan agar ap use kar rhey hain support and resistance ko apni trading k lye aur sath mey agar ap kisi bhi 1 indicator ka izaafa ker len ap ki strategy zera achi tarah se powerful hojati ha jasa k mene observe kea ha k agar ap RSI indicator ko use karain ap ko acha faida hoga ya 1 behtreen indicator ha ye market ki kisi bhi cheez k over bought aur over sold movement ko show kertay ha expert traders isska bohat he ziada use kertey hain kyon k iskay divergence aur plan jab active hota ha bohat se traders usko best entry kehtay hain aur wahan trades krky faida letay hain so humey indicators ka bhi use kerna chaiye aur RSI aik acha indicator ha.
                        • #13 Collapse

                          Mere to Hisar mein sabse accha wala indicator Yahan park market Mein movement hoti hai jo aapko leave average car depend Karta Hai Aap Yahan Par moving average wala indicator use kar sakte hain aur aap ko market Mein accha kaam karne ke liye Ye apko perfect knowledge and aapko market kit direction kar thik se Idea provide kar sakta hai
                          • #14 Collapse

                            Forex mein traders hamesha kisi perfect entry point ki talash mein hotay hain lekin perfect entry point ko find karna asan nahi hota, is kay liye chart par kuch indicators ki madad lena parti ha. Indicators bohot se hotay hain, jo trader to trader mukhtalif result show kartay hain lekin kuch indicators aisay hain, jo aksar accurate result dety hain.
                            Sab se popular indicator Moving Average ha, jis ki madad se trend following ki jati ha. Dusra popular indicator RSI (Relative Strength Index) ha, jis ki madad se overbought/oversold ka pata chalta ha. Aik aur important indicator Bollinger Bands ha, bollinger bands ki madad se trade mein perfect enter honay ka point milta ha.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex networking karne ke liye aapko Yahan Par Forex indicators Ka Pata hona chahiye Forex indicators Hote kya hai ye aap ko kaise Hote Hai market Mein easily working kiske sath kaise kar sakte hai aap kis ke benefits Kya Hai Iski aapko advantages kya hai yahan se Kaise kiske saath easily long time ke liye working kar sakte hain Holi isme kitne types Forex analysis for Forex indicators ki hoti hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X