Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

    Pakistan mein oline earning ke hawale se pak boht hi peeche hain yahan pe sab log 15 20 hazar wali nokri le ke khush bethe hain subha 9 se raat 8 9 tak kaam krne ki field mein involve hogaye hain jab foreign countries ghar bethe apni family se time spent krte hain aur ghar bethe online earning bhi karte hain pak mein ek baat to proper guideline nahi hai trading ke hawale se agar koi join karega bhi to sirf loss mein chala jaye and lack of education pak awam mein itni akal ni ke wo online learning karke trading ko seekhen kaafi ese factors hain jis ki waja se pak mein trading ka shaaur abhi bhi kam hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      Dosry mulkon ke nisbat pakistan main bahut kam log forex trading karty hain aur trading us tarha say popularity nahi hasil kar saki ha jis tarha sy baki countries ma hui ha. Mery khayal ma agar pakistan ma thora trading kay hawaaly say kaam kia jaay to achy traders nikal sakty hain magar chand wajohat ki bina par trading itne popular ni ha:
      Awareness ki kami
      Dhoky ka dar
      Loss ka zaida hona
      Proper training ki unavailability

      Sab say pehly pakistan ma logon ko ess kaam ke awareness ke zarorat hai k ye kaam kia ha aur kesy hota ha. Es kay elawa online kamo ma bht sy fraud bhe hain to logon ko trust nahi hota k ye real buisness ho sakta ha. Aur aik aur bari wajha proper training ka na hona ha jis ke wajha say loss hota ha aur banda phir say investment karny ko darta hai.
      Ap k khayal ma pakistan ma forex trading kis tarha popular ho sakti hai?
      Humery country Pakistan main forex ki awareness kum hai jo k dosarey countries main kafi hoti hai humean us main mehant kerna ho ge our apny dosto family members ko forex main ager lana hai to pher un ko us ki training proper dina ho gee koin k wesay un ko loss ho jeay ga our ager kisi other member ko bhe lay k ataya hin to pher bhe us main us ko kafi loss ho jeay ga to jes ko bhe introduce karwain us ko forex main phelay achy say faiday our nuksanaat bta dain pher he app us ko forex main lay k ain gay to pher he app ko acha profit milay ga
      pakistan main dhokay k dar say log wakiay forex main investment nahe kerty hain dosara professional ki kami hai us wja say logoun ko apny pesay ka loss ka dar hota hai our wo us business main invest nahe kerty hain un ko dar hota hia k kahean loss kafi na ho jeay so wo us main investment say darty hain
      humery country main forex ki academies hona chahain our dosara forex ko Pakistan main legal business bneay jeay proper learning kerwai jeay to achy trader bana k hum pakistan ki economic condition ko better ker sagty hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

        bhai ap ny jitni wajohat hmain btao hain yahi wjah hai jis ki wjah se pakistan main forex ka business popular nahi hai es liyez arori hai k ap en sub facts ko kam kar k logun main forex main join hony ka intrest paida kar skty hain q k jub un ko achy tariky se smjhya jay ga tu wo apni trading main acha profot eran kar skty hain mera kyal hai k forex ka pakistan main koi bakaida institute bnaya jay jahan se wo forxe ko sikh karen or proper tarikys e foxe ko smjh kar es ko join karen q k sirf baton se he hum ksiis ko bhi forex ki traf nahi la skty hain apko proper way main rahty howe es ko expalin krna hota hai tab he un ka intrest level bharta hai
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

          Dear aap nay jo points discuss kiye hai wo kaafi hadd tak pakistan mai forex trading kay ziada popular honay ki wajoohaat mai say hain.Pakistan mai bohat ziada loog jin ki tadaad laakho mai hai bohat ziada online business ker rahey hain magar unn businesses mai scam honay ki wajah sey wo online business chore daitay hai or phir her onine business ko scam he samjhtay rehtay hain.Ab agar hum pakistan mai forex trading ko phailana chahtay hain tou sub say pehlay humain forex trading business ki awareness daini hogi jiss mai sub say important ye batana hai kay ye scam nahi hota.Agar trusted brokage companies kay saath forex trading ki jaey tou kisi kisam ka bhi scam nahi hosakta hai.

          Forte trading business aik aisa business hai jiss mai hum apnay paisay ko apni marzi say istamaal kertay hain or profit or loss kay totally zima daar bhi hum khud hotay hain.

          Pakistan mai aksar loog forex trading tou kerna chahtay hai magar sarmaya na honay ki wajah sey nahi ker paatey.Un loogo ko pehlay pak forex forum ki taraf laya jaey tou unhain ziada asaani hogi or wo trading bhi seekh saktay hain unhain bonus ki soorat mai balance bhi mil jaey ga or unka etimaad bhi bahaal hoga
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

            Pakistan mein business itna zyada mashhorr na hone ki ya logon ka is business ki traf na ane ki bahut sari reason ho sakti hain. Jaisa k paise ki kami ya aik dafa loss hone k bad dobara loss bardasht na ker sakne ki himat aur sath mein log vhahte hain k unko seekhna bhi na pare aur aur wo is kam mein trakki bhi kerein aur dekha jae to phir log paise ki kami ya bahut loss hone ki waja se is kam mein bilkuo nahi atay ya aa k loss ker k chhor jate hain. Hamare haan aik bura amal te bhi hai k aik dosre ki tangein khenchte hain k flaan banda mujh se zyda khushal q hai aur mujh se zyada kion kama raha hai. Is k sath chonk log is field mein new new emter hote hain to unhein andaza he nahi hota k is field ki hakikat kia hai aur wo bahut jald fraudi logon k hthe charh jate hain jis ki waja se apni zindgi ki jam ponji kho bihte hain, ye krobar bahut profitable hai mger isko chand dhoke baz logon ne khrab kia hua hai aur log shuru shuru kein awareness na hone ki waja se aik din hafte ya mahine mein apne investment ka 100% ka sun ker lalach mein fraudi logon k hathe charh jate hain, ye chand reasin bilkul thek likhi hi jis ki waja se pakistan mein log is kam ko nahi ker patay jab k bahir k mumalik mejn iska trend bahut zyada hai.
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

              forex aik bohat bara business hain yai pakistan mai legal ban cuka hain forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai amount invest kar ky be acha profit gain kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain yai aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain is mai agar hum tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik world wide business hain
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

                Dear friend Pakistan main forex trading both kam log is ley karty han k is ka knowledge or experience ni ha kisi k pass or jo join karty bi han or wo lalich emotions or juldbazi ki waja sy loss karwa daty han jis bad wo bi forex trading ko chor daty han or dobra trading ni karty han or dosrun ko bi trading na karny ka kehty han jis sy Jo karna chahty han wo bi ni karty han
                Pakistan main negative chez juldi pehlti ha jab ache chez phaleny main both time lagta ha isi ley Pakistan main both kam log trading ki tarif aaty han jis main sy maximum loss karwaty han or phr dobra forex trading k qarib bi ni jaty han isi waja sy forex trading Pakistan main ziada ni ki jati ha or both kam log forex trading kar rehe han dosra is main mehnat both ziada chae hoti ha jo k hum log itni mehnat ni karty han
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

                  Pakistan me Forex business popular aur famous na hony ki waja mery khayal me yahi hay key hamari county me esa koi be acha platform nahi hay jes me traders ki learning ki jaye, other countries me esa nahi hota har country me students ko Forex market se related knowledge provide kia jata hay, aur bahot sey institutes aur universities me Forex business key subject other education key sath be zarori samja jata hay, yahi waja hay key Pakistan me expert traders ki kami hay aur new traders achy traders nahi ban rahy hey.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Pakistan ma Trading popular na honey ke wajha

                    Dear members Forex trading aaj kal Pakistan mein bahut zyada popularity Kar li Hai, bahut se log yahan per investment karke hasil kar rahe hain. Magar hamara country abhi development process se guzar raha hai is liye Koi khatir Kha rule nahin bana sake is liye ham log is se ziada fayda nahin utha sake. Government of Pakistan Jab is ko authorized aur promote kary get to bahut sare log Pakistan se is Field mein a jaenge hamare pass investors ki kami nahin Hai Magar technique sikhana na aur mahaul paida karna hukumat ka kam hota Hai. Is ke alava Pakistan mein online earning per zyada etemaad nahin kiya jata is liye bahut se log invest karne mein pareshan hote Hain. Agar aaj government of Pakistan Forex trading ki own kar de to aap dekhen ge agale ek sal mein Pakistan ki ek bahut bari tadad trader ho gi.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X