Dosry mulkon ke nisbat pakistan main bahut kam log forex trading karty hain aur trading us tarha say popularity nahi hasil kar saki ha jis tarha sy baki countries ma hui ha. Mery khayal ma agar pakistan ma thora trading kay hawaaly say kaam kia jaay to achy traders nikal sakty hain magar chand wajohat ki bina par trading itne popular ni ha:
Awareness ki kami
Dhoky ka dar
Loss ka zaida hona
Proper training ki unavailability
Sab say pehly pakistan ma logon ko ess kaam ke awareness ke zarorat hai k ye kaam kia ha aur kesy hota ha. Es kay elawa online kamo ma bht sy fraud bhe hain to logon ko trust nahi hota k ye real buisness ho sakta ha. Aur aik aur bari wajha proper training ka na hona ha jis ke wajha say loss hota ha aur banda phir say investment karny ko darta hai.
Ap k khayal ma pakistan ma forex trading kis tarha popular ho sakti hai?

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим