Jaiza: Forex trading mein signals use karna.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Forex trading mein signals use karna.
    Almost har forex trader na signal ka name suna hoga. Signals market mein ready made trades hoti hain, jo individuals, groups ya websites provide kartay hain, jin mein trade ki opening, closing, stop loss, take profit sab diya hota ha. Ye expert traders khud analysis kar kay dusray traders ko detay hain. Signals free ya paid dono ho saktay hain.
    Signals achay ya buray dono ho saktay hain, specially paid signals ziyada tar correct hotay hain. Signals ko apni trade confirm karnay kay liye use kiya ja sakta ha lekin sirf signals par depend karna theek nahi ha. Aik trader ko agar apnay experience, knowledge par trust nahi ha to wo correct faisla nahi lay sakay ga. Signals har dafa sahi sabit bhi nahi hotay aur agar lagataar ghalat signals use kiye to account bhi wash out ho sakta ha. Is liye behtar yahi ha kay apna knowledge, apnay experience ko use kiya jaye. Agar loss bhi hua, to wo experience ban jaye ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear hamari koshish to yahi honi chaye key ham apna expernice use kar key trading key signal create karen magar kesi had tak hamy signals par depend karna chaye, es se market trend ki direction ka knowledge hamy ho jata hay, indicator market me hamy bahot se signal provider indicators mil sakty hey jo key payment par hamy mil sakty hey ye other free indicators se reilable hoty hey, free signals par zeyda depend kar key trading nahi karni chaye magar per be market trend ko analysis karny me ye be hamari help kar sakty hey.
    • #3 Collapse

      Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai agar hum ais market mai new hai to hum ko ais mai ye sahult bhi di jati hai k hum ais mai signal le k kaam kar sakty hai kun k ais mai kuch log hai jo kafi zayda expert hai ais market k magar aun k pass investment ni hai to wo signal service dety hai aus mai ye hai k aun ko ais mai paid karna parta hai aor wo ap ko ais mai trading karny k liay signal dety hai jin par ap agar trading kary to ap ko aus par acha profit hota hai ais liay agar ap ne kisi se signal leny hai to aus se phly ye check zaror kar ley k signal kaisy hai aor aun se faida bhi hota hai ya nai kun k ap ne agar signal leny hai to phly demo account par check kar ley aus k baad real account par signal k sath trading kary ta k ap ko pata ho k signals kaisy hai.
      • #4 Collapse

        Forex Trading Main Signal Use Karna

        Forex market kay kaam main signal ke term bht zaida use hoti hai aur ess ka matlab hai kay kise bhe currency ya commodity ko buy ya sell karney ka mashwara ya buy ya sell karney ka ishaara. Jo bhe meya ya purana trader hota hai wo signals ko lazmi dekhta aur follow karta hai. Q kay market ka kuch idea nahi hota esi liey market ko follow karney kay liey signals ka sahaara liya jaata hai. Signals mukhtalif tareekon say apko milty hain.
        Indicator Signals
        Websites Signals
        Paid/Free Groups Signals

        En teen tareekon say apko signals hasil hoty hain. Mera aapko mashwara ye hoga kay sab say pehly aap paid ya free signals waly groups ko agar join kiey huy hain to unko chor dain kunkah unka koi faida nahi hai wo sirf apney paisy batorney kay chakar main hoty hain.
        Indicators ya webistes say signal aap bilkul hasil karin aur agar aap research karin aur unko daikhin kay wo sahi signals hain to un par trades bhe lagain. Kun kay indicator kise na kise wajha say signal generate karta hai aur websites par jo apko signals milty hain unki wajha bhe sath ma likhe huii hoti hai.
        • #5 Collapse

          ap ny kafi achi knowledge share ki hy waqi signls milty koi paid koi un paid aur kafi achi malomat dety hein lekin humein apni knowledge lazmi use karni chahiye taky hum kuch experience hasil kar sakein aur kafi achi achi trads open kar k profit karein agar loss bhi hota hy to experience mein izafa hota hy is liye no tention
          Removed by moderator.
          • #6 Collapse

            my dear sir apne bilkul theek kaha ha meagr me apko ye kaho ga k forex trading me ap kmyab us waqt tak ni ho sakty ho jab tak apko forex trading me exprince ni hota ha or apko khud se sgnal ni bana sekhty or ap agr kisi or ki siganla se trading krain gy to apko mry khayl se tanshan ho gi kahin apko loss na ho jai to apko khud ayalysis krna chahy or acha profit kr saty hain
            ALWAYS BE HAPPY
            • #7 Collapse

              Assalamu alaikum my dear brother Forex signal kaam bahut hai hum Kidhar Hota ha Hum logo ko chahiye Ke Jab Hum Lo signal Gopal Kare uske sath sath market CA final ISCA Humko bahut fayda Hoga from professor kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza: Forex trading mein signals use karna.

                Mere Khayal Mein To trading strategy aur trading plan mein kuch khas distance Nahin Hota train insane aur satellite Jivani hoti hai jo traders trading karne ke liye banate hain trading karne ke liye plan bahut Jada important hai ISI Tarah citrate GB trading karne ke liye bahut important hoti hai isliye Jab day trading Karen tho ek proper trading Ka Plan Banaya Kis Se aap achche reading kar Sakenge
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza: Forex trading mein signals use karna.

                  Forex trading me signal use karna buri baat hai mery kheyal sy to signal dena buri baat nahi hai q k jo signal dety hai wo analysis karty hai or us base par earning karty hai.
                  Lekin agar ap signal ki base par trading karo gy to ap ki trading skills kabhi b improve nahi hogi ap wohi k wohi reh jao gy is liye signals ko use na hi kia kro new traders khas tor par.
                  Or signals b 100 percent nahi hoty agar ap ko un sy loss ho gaya to ap kaya karo gy ap ko un b loss huwa to is liye khud trading karni seekhy signals ko chor dy.
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Forex trading mein signals use karna.

                    Pakistan Forex forum pe bahut Sare log speed indicator for red signal ko Sambhal Karte Hain Mere Khayalon Mein Hum logo ko ped signal kabhi bhi istemal nahin karna chahiye Hum logo ko Khud Se hardwork karke hi trading Karni chahiye jisse Hum logo ko bahut fayda Hota Hai
                    Removed by Moderator.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza: Forex trading mein signals use karna.

                      Forex par kaam kar rahe hote hain to aapko Yahan Par patient hone ki jarurat nahi hoti hai aap logo ko chahiye ki Yahan Par Jyada time Karke market core stability ke sath 5 Karte Rahe Jab uska original position aajaye aur aapko yahan se profit Hona chahti ho jaaye to aap Log Yahan Par long time ke liye Adnan kar sakte hain bas aap ko thoda sa Yahan Par Apne account constable Rakhna hota hai aur thoda sa market ko Jaguar wash karke dena chahi earning karne ke liye bhi aapne theek Baat kahi hai ki Jab Tak Hum Apne seniour say help nahi lete

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X