forex trading main kitni investmint krni chahye?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: forex trading main kitni investmint krni chahye?

    Dear es bary me app khud behtar decision le sakty ho app jetni investment easily afford kar sakty ho app ko es se zeyda investment karny ka risk nahi lena chaye, app ko ye nahi dekna chaye key Forex business me zeyda profit ho sakta hay aur app zeyada investment kar key zeyda profit earn kar sakty ho, app ki investment etni hi bahot hay jetni app afford kar sakty ho es se zeyda ka risk leny ko me samjdari nahi samjta hon, koch log esy be hey jo key sab koch Forex business me hi invest kar lety hey aur bad me loss hony par afsoos karty rehty hey.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: forex trading main kitni investmint krni chahye?

      Forex trading business may minimum investment hum $100 say start kar sakty hain jis ka lot size 0.01 rkhna chahye barhal jitna ziyda hum forex trading business may investment karain gye humain utna ziyda profit milta hai forex may kamyab hone Kay liye hmre pas experience or knowledge hona bohat zarori hai jo trader begaar experience Kay investment karty hain ase traders ko naqas uthty hain naqsan say bachne Kay liye humain koshish karni chahye apne experience or knowledge pay focus rkhna chahye ta Kay profit earn kiya jiye ziyda investment Kay liye humain apna knowledge or skills ko use karna chahye...
      • #18 Collapse

        Re: forex trading main kitni investmint krni chahye?

        Piaray dost forex business ko hum without investment bhi join kar sakty hain aur is main achi quality ki posts aur threds kar k acha bonus hasil kar sakty hain hamara bonus hamari investment hota hy jis say hum trading karty hain forex main humain trading say jo profit hota hy woh hum withdraw lay sakty hain
        • #19 Collapse

          Re: forex trading main kitni investmint krni chahye?

          Forex trading kay liay waisay to kam az kam 10$ ki bhi investment ho sakti hay lakin es say trader ko koi khas profit hasil nahi ho sakta trader nay agar micro lot size kay sath trade open ki to profit bohat hi kam ho ga kun k investment bohat kam hay aor agar us nay small investment say big lot size kay sath trade open ki to market ki down movement bohat baray loss kay sath trader ka account wash kar sakti hay es liay mara to all forum members ko yahi mashwara hay k woh first of all Pak Forex Forum ko join karain aor es main posting karain Forum say posting kay zariay Forex ka completely knowledge gain karain aor strong learning kay sath sath big bonus bhi hasil karain aor jab yeh bonus kam az kam 500$ ho jay to tab ja kar real trading account main trading start karay aor 500$ invest kar kay mini lot size kay sath trade open kay es taran kafi had tak acha profit hasil ho sakay ga lakin es main kamyabi kay liay Forex ka completely knowledge, strong learning and best experience ka hona bohat zarori hay warana loss ki soorat main yeh 500$ earn kia hiwa bonus bhi wast ho jay ga.
          • #20 Collapse

            Re: forex trading main kitni investmint krni chahye?

            Forex tardung mai investment ka daari madaar her trader ki apni marzi aur availability pay he hota hai. Jab traders real time trading shuru kertay hain tou unhain apnay paasojud balance ka pata hota hai kay Kitna balance trading mai invest kerna hai. Traders ko ye khayaal zarur rakhna chaiye kay pehlay pehal apnay paas mojud investment ka kuch portion he invest Karey aur jab trading mai experience gain hota Jaye tou zarurat kay mutabiq investment ko Barha lain. Iss Tarah investment safe rehti hai aur return of investment achay rehtay hain. Forex trading kernay kay liye Agar pak forex forum pay acha kaam kia jaey aur monthly bonus acha kia jaey phir uss bonus ko 2 say 3 month kay liye deposit ker Lia jaey tou bhi acha account balance trading kay liye available hojata hai. Iss Tarah personal investment ki zarurat nahi rehti
            • #21 Collapse

              Re: forex trading main kitni investmint krni chahye?

              Dear friend Forex trading Ek bahut hi accha professional work hai aur ismein Agar aapke pass Jitna Bhi backup balance Ho vah kam hota hai to isliye Mere Khyal se agar aap acchi trading karna chahte hain aur aap ke pass Achcha experience maujud hai to kam se kam Ek hazar dollar investment Karni chahie aur isase aap sirf ek hi currency pair Mein ya FIR matter per trading Karen aur Jyada risk mat le long term trading karne ki koshish karen jisse aapko accha benefits ho sakta hai Kyunki lost se behtar hai kam profit Hasil Kiya Ja sakta Jaaye to isliye acchi earning Karen aur kam lot size use karte hue kam Karen Taki aapko accha benefit Hasil ho sake
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: forex trading main kitni investmint krni chahye?

                Forex trading Mein jitni Jyada investment Hogi utna hi jyada profit earn Kiya Ja sakta hai Kyunki Kisi bhi Business mein jitni Jyada investment ki Jayega Uske volume utna hi jyada Bade Gaon aur vah business utani hi tarike Karega aur profit bhi utna hi jyada Hasil Hoga Magar Forex trading mein Surat HAL Jarur mukhtalif hai agar to traders ko Pahle Se Forex business pay Abu rasid hai aur knowledge bhi hai aur experience we have to Fir Tu chahie jitni birthday investment kar de Jaaye to Koi Fark Nahin padega Bal ke Aise traders bahut acche profit aur kar lete hain aur Agar traders new website Hai yah kam knowledge or experience Wale Hai To fir Jyada investment Karen ka koi fayda nahin Hoga Sawai loss ke Kuchh Nahin Milega

                اب آن لائن

                Working...
                X