islamic trading kya hy?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: islamic trading kya hy?

    Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main swap account or swap free account hoty han swap account main har trade main sood hota ha kuch positive or kuch main negative hota ha jab ap trade open karty han to Jase he trade open karny or wo positive main chali jay to swap positive hota ha jab k open karty he trade negative main jay to swap negative hota ha
    Jab k islam main trade main swap free trading karny q k islam main sood ki ijazat ni ha to phr swap free account best ha is main ap sy kisi kisam ka sood ni kata jata ha or Islamic account hota ha ap easily trading kar sakty han wo sood sy pak is ley jab bi account banany to is baat ka Khayal rakhen k ap ka account swap free ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: islamic trading kya hy?

      forex trading main hmary liye option set kiye howe hain k hum apny es bsuiness ko islam se relate kar skty hain k sood se realte kar k apna bsuiness krna chahty hain jis k liye do option hoty hain swap account or aik swap free account hai jis main swap free account islami account hota hai or swap sood trading method hota hai jub k har muslman ko chahye k apni trading ko islamic lehaz se karen jis main sood ka koi concept na ho es k liye un ko chahye k apni trading account main swap free account ko select karen qk jub hum swap free account par click karty hain tu hmara ccount islami rooh se run krta hai jis main kisi bhi trha ka soood concpt nahi hota hai
      • #18 Collapse

        Re: islamic trading kya hy?

        islamic trading wo trading hai jis main hum apni trading k bsuiness ko islamic lehaz se karty hain jis main sood ka koi cocept nahi hota hai jis main hum halal traiky se karobar karty hain boht se tardors ayse hain jo forex ko halal nahi smjhty hain un ko lgta hai k yah aik sood system karo baar hai jub k es bsuines main sood bhi hai or sood k bgar bhi es ko kar skty hain sood main aghr koi trading krna chhata hai tu un ko swap account create krna hota hai jis main sood sysstem hai or trading bhi sood b]se hotihai jub k swap free account main apko sood k bgair trading karni hoti hai jis main ap k liye koi masla nahi hota hai k ap apni trading ko islam k hisab se trading kar skty hain or achi eraning kar skty hain yah ap par depend hota hai k ap kis main apna ccount create karty hain
        • #19 Collapse

          Re: islamic trading kya hy?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
          assalamualaikum

          dear friend business ko agr hamm Islamic point off view sy deken to jo business ham karty hey is main Islamic activities

          ur Islamic minded logo shamil hona buhat zarori hay
          swap basic cheez hay jes ko ignore kar dena chaye or hamara account

          tab hi Islamic ho ga jab ham swap free trading karen gey

          basically Islamic account swap free hi hota hay dekhay swap aik kism ka sood hay
          Assalamu alaikum bhai jaan Ek Musalman hone ki haisiyat se Hamein Hamesha Islamic Desh Ke Sath hi Apne Kisi bhi business ko karna chahie aur agar aap Chahte Hain ki aap Kamyab Hote Rahe aur Halal kamate aur Kehte Rahe to aap ko Hamesha hi Islamic point of view se kam karna chahi is main Muslims ke liye ek acchi baat ye hai ki swap free account ka option hai Jiski wajah se ya kaam haram nahi hota isliye Har Muslim ko Yahi chahiye keva Apne account ko Hamesha swap hi Rakhe Aur swap free account Se Hi trading Karen
          • #20 Collapse

            Re: islamic trading kya hy?

            Dear friend forex trading main Islamic account banany k ley humy account ki setting sy swept free option select karna hota ha jis humara account main jo bi trade open karny gy us k sath sood na lagy ga or na he sood kaaty ga humara account sood sy pak ho ga is ley hum is baat ka khayal rakhna chae ha jab bi trading account banany to is main swep free account banany ta k humary account main na to sood lagy or na he kaaty q Islam main sood haram ha jo hum halal kamany gy us main tohra bi sood shamil hua to sara haram ho jay ga is ley humy sood sy bachena ha or halal kamana ha or ache trading kar k ache earning karni ha
            • #21 Collapse

              Re: islamic trading kya hy?

              Dear friend Alhamdulillah Ham Sab Log Musalman hain aur Hamare Islam mein Aisi vah chij kya hua profit joki fix Ho usko Ham haram Kahate Hain To ISI Tarah Forex trading main bhi pixprofit Milta Hai Lekin agar aap is account ko swap free account banaa Le To aap ki Kuchh Commission Kata jata hai aur aap to fix profit Nahin Milta to isliye yah Islamic account ban jata hai to Islamic rules ke hisab se musalmanon Ke Liye swap free account ki Hona chahie jisse aapko Halal munafa Hasil Hoga Kyunki Islam Mein Behtar aur Achcha hai
              • #22 Collapse

                Re: islamic trading kya hy?

                Instaforex trading company nay bohat say aisay masaael ka solution pehlay say day dia hai jo kisi bhi kisam ki mazhabi ya shaksi azaadi kay against ho saktay hain. Instaforex trading mai jab real account create kia Jata hai tou waha pay option ata hai kay aap swap free account banana chahtay hain tou usay select ker lain. Iss Tarah Pakistan mai trading accounts swap free bantay hain jo kay sood say pak trading ki he aik type hain. Trading business kay barey mai maira itna ziada knowledge tou nahi hai laikin mairay zaati ilm aur maloomaati kay mutabiq jab hum swap free account Bana kay kaam kertay hain tou woh theek hota hai. Instaforex trading company aik aisi world wide company hai jo apnay clients ki zaruriyaat ka Pura khayaal rakhi hai aur her issue ko pehlay say solve ker kay daiti hai issi liye itni ziada famous aur popular hai
                • #23 Collapse

                  Re: islamic trading kya hy?

                  dear jub ap apna account swap free rakh letay hain tu ap ka account swap se yeni interest se pak ho jata ha kyuke ap ki jo open trades hoti ha agr wo over night open rehti ha os me ap ka na swap mile ga or na ap ko swap dena pare ga jis ki waja se ap ka account swap free hone ki waja se islamic account kehlata ha

                  ap agr full Islamic rules kay mutabik trading karna chahte hain tu ap knowledge hasil karne ke bad trading kare or tukay ya luck par gambling ki tarah bhi trading na kare balke market ki movement ko samjte huey money management ke mutabik trading karni chahie jo ke aik best way ha or is tarah trading karne ki waja se ap market ko gambling ki tarah nehi deal kare gay balke ap tub hi trading kare gay jub ap ko market ki movement ki samaj aye gi
                  • #24 Collapse

                    Re: islamic trading kya hy?

                    Agar Ham baat karte hain forex trading ki to is mein Islamic trading se Murad yah hoti hai ki ki Ham jo bhi trading account use karte hain usmein Jab trade overnight hold hoti Hai to usko over the night charges py karna parte hain. Yeah charges broker leta hai aur sometime aisa hota hai ki overnight rahane se aapko positive charges milte Hain lekin Muslims isko interest consider karte hain is liye Muslim status ke liye ye ek account Aisa create hota hai jisko Swap free account kaha jata Hai Taki aap charges kisi bhi mat mein n aur aap Islamic tarike se trading Karen. Agar ap metatrader 4 per bhe Kam karty Hain to is per bhe so ko yeh option available hota hy, jis ki swap free account kaha jata hy.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: islamic trading kya hy?

                      Dear Jo Ham baat karte hain islamick trading Jab aap koi new card banate hain to ismein yah hai ki aapke pass Option hota hai us main ye hai k Aap Jo Kaun banaa rahe hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X