islamic trading kya hy?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    islamic trading kya hy?
    assalamualaikum

    dear friend business ko agr hamm Islamic point off view sy deken to jo business ham karty hey is main Islamic activities

    ur Islamic minded logo shamil hona buhat zarori hay
    swap basic cheez hay jes ko ignore kar dena chaye or hamara account

    tab hi Islamic ho ga jab ham swap free trading karen gey

    basically Islamic account swap free hi hota hay dekhay swap aik kism ka sood hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
    assalamualaikum

    dear friend business ko agr hamm Islamic point off view sy deken to jo business ham karty hey is main Islamic activities

    ur Islamic minded logo shamil hona buhat zarori hay
    swap basic cheez hay jes ko ignore kar dena chaye or hamara account

    tab hi Islamic ho ga jab ham swap free trading karen gey

    basically Islamic account swap free hi hota hay dekhay swap aik kism ka sood hay
    Islamic trading isko Kehte Hain Jis Mein traders sabse pe nahi karte ya phir Commission dekar companies Se Lekar se nahi lete interest Pe Aisi trading co Islamic trading kehte hain Islam Mein Sood haram hai isliye swap free trading ki jati hai aur usko Islamic trading kehte hain aap bhi swap free account Banaye aur Islamic trading kare
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Harama business be Islamic rules key mutabeq hona chaye, islam me sood jesi cheez Muslims par haram kar di gai hay to hamara farz hay key hamy kabi be esi earning nahi karni chaye jes me sood ho, account open karty time es bat ka khayal rakna zarori hay key account swap free ya Islamic rules key mutabeq Islamic account open karna chaye, kesi be business me kesi be kisam ka sood na to dena chaye aur na hi lena chaye, Sood se pak business karna chaye aur mind me Islamic rules ka khayal rakna chaye.
      • #4 Collapse

        Forex trading main 2 tarha kay accounts hoty hain SWAP account aur SWAP free account swap account wo account hota hai jis ma aapki trades par interest kata jaata hai ya phir aapki trades par interest yani k sood diya jaata hai. Aur islam main sood ko lena haram karaar diya gaya hai. Aur sood waly account ko lena muslims kay liey problem hota hai. Esi liey brokera aapko swap free account ka option dety hain jo kay aap select kar kay sood say paak trading kar sakty hain. Pehli baat to ye hai kay islam ma sood hai he haraam to ham lena nahi chahin gy aur dosra agar koi leta bhe ha to sood us main say zaida kata jaata hai aur diya kam jaata hai. Lehaza aap kay liey swap free account har lehaz say best choice hai.
        • #5 Collapse

          My dear friend AP NY bhot hi acha question pouch ha Mary khayal main Islamic trading wo ha Jo interest free ho jib him log koi trad open krty ha to is waqat wo trad ki commission Dana Hoti ha laken forex walo NY muslim ky leya sweep free account bnaty ha Jo ky commission free ha or him logo ko interest bi nhi Dana hota
          • #6 Collapse

            Dear jo hum baat karty hai islamic trading ki to ais mai jab ap koi new account banaty hai to aus mai ye hai k ap k pass option hota hai k ap jo account bana rahy hai wo kon sa hona chaye agar ap ais mai account open karty hai aor aus mai swap free account select karty hai to aus mai ye hai k ap k account mai jitni bhi trades lagy gi aun par ap ko koi swap ni dena pary ga aor aus mai ye hai k ap ki trades beshak pora maheena chalti rahy na ap ko aus par swap dena parta hai aor na hi ap ko aus par swap milta hai ais mai agar ap swap wala account banaty hai to aus mai ap ko swap dena parta hai aor ais mai ap ko swap milta bhi hai aor ap ko swap bhi dena parta hai.
            • #7 Collapse

              my dear friends him logo ko her trad py sood dana hota ha laekn forex waly him logo ko swap free yaen ky sood free trading krna or is ka account bnay ka moqa data ha is leya him logo ko zyada sy zayada mhnar krni chaya
              Removed by Moderator.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: waseem202 پيغام ديکھيے
                assalamualaikum

                dear friend business ko agr hamm Islamic point off view sy deken to jo business ham karty hey is main Islamic activities

                ur Islamic minded logo shamil hona buhat zarori hay
                swap basic cheez hay jes ko ignore kar dena chaye or hamara account

                tab hi Islamic ho ga jab ham swap free trading karen gey

                basically Islamic account swap free hi hota hay dekhay swap aik kism ka sood hay
                Islamic trading isko Kehte Hai Jisme traders Islamic tarike se trading karte hain aur trading ke liye swap free account use karte hain sorry bro kar Diye opportunity in sakte hain K traders Apna swap free account bana liya Commission nahi hoti aur Hame interest ghar pe karna hota hai Pakistan mein rehne wale sorry traders is swap free account use karte hain
                • #9 Collapse

                  Walikum salam dear ap ny thek kaha ha hamain trading Islamic point of view ko madenazar rakhty huvy krni chahye is me hamain kai trha se benifits Milty hain ir sab se barh kr hm halal earning kr sakty hain so hamain trading account me swap free ko ignore krna chahye or apny account ko Islamic point pr rakhty huvy chalana chahye ye hamary liye bohat behtar sabt ho sakta ha
                  • #10 Collapse

                    Jab traders kisi broker kay sath register hotay hain to account open kartay waqt un ko option diya jata ha, jo aksar brokers mein Swap free aur aksar mein Islamic account hota ha. Islamic account ya swap free aik hi cheez hain kyun kay Islam mein sood ko haram qarar diya gaya ha aur forex mein bari tadad Muslim traders ki bhi ha, to Muslims kabhi sood ko pasand nahi kartay, is liye in ki sahoolat kay liye Swap free accounts introduce kiye gaye ta'k ziyada time wali trades par broker sood na lein balkay jab profit ho jata ha, tab broker ki taraf se apni fees lay li jati ha.
                    • #11 Collapse

                      Forex Islamic account ki agar bat ho to hamy samaj lena chaye key ye swap free account ki bat ho rahi hay, swap free esa Islamic account hota hay jes me sood ka len den nahi kia jata aur traders ki earning bilkul be sood se pak hoti hay, instaforex me Muslims key ley pehly din se hi ye facility provide ki gai hay key wo sood se pak be earning kar sakty hey, swap free account ka faida ye hay key 1 to hamy sood ka len den nahi karna ho ga aur hamari kamai me kesi kisam ka sood shamil nahi hoga 2nd ham se swap fees be charge nahi hoti.
                      • #12 Collapse

                        bhai forex trading main jo hum account bnaty hain os main hmain islami base par account ko log in karna chahye q k forex main yah bbhi option hota hai k hum apny mazhab se related account bna skty hain or forex main islai rooh se ghar trading karna chahty hain tu hmain apny account ko swap free account main create karna cahye q k es main do option hoty hain aik sawap hota hai or dosra swap free account hota hai swap k nam se sab he wakif hoty hain swap souud ki list main ata hai es liye hmain apny accunt ko soud se pak create karna chahye ta k hmain apni trading main halal business kar k eraning hasil karen jub k swap main aghr hum trading karengy tu hum islami business nahi kar rahy hungy
                        • #13 Collapse

                          dear trading mein jabhi ap account opening karty hein tabhi islamic free account swap free account jisay bilty hein usy ap islamic account kehty hein ye hum muslim log jo trading mein work krna chahty hein un logon k liye hota ha matlb ye account sood sy pak ha q k sood islamc mein haram ha is liye is ka gunah bhe bohat he or sood fixed profit ko kehty hein is liye swap free account islamic account sood sy pak hota ha is mein trading krna jaiz hojata ha is liye muslim log is mein work kr k achi earning kr sakty hein or islam k sath he is mein work kr sakty hein is liye forex mein jab is account mein apko profit hota ha jab trading close hoti ha to kuch % broker lay leta ha or jis sy account ko islam k mutabiq istamal kiya ja sakta ha is liye ap hamesha trading account open krty time swap free account he use kreen then he ap acha work kr sakty hein
                          • #14 Collapse

                            Re: islamic trading kya hy?

                            forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai mahnet sy kam karty hain to hamy bonus milta hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga hum is mai agar kam karty howe market ky rule lko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga forex all world mai bohat taze sy famous ho raha hain is mai usa or china jasy bary bary mumalik sahmil hain yai east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain yai kabe be band na hony wala business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: islamic trading kya hy?

                              forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum islam ky mutabik is mai mahnet sy kam karty hain or ache earning hasial karty hain forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik world wide business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai aik sal ke practice ky bad hum expert trader ban sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X