news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

    Forex main news trading sab say zeada risky hai koin k us main app ko previous value de gai hoti hai our aik forecost hoti hai to us k oper jo current value ati hai us k oper app nay pher trade kerni hoti hai to usa say zeada profitable nahe ho sagti hai so app ko technical base k oper trade kerna hoti hai hum forex main dono ko mila ker ager aik strategy bnaty hain to us say pher hum zeada profit earn ker sagty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: mushtaqahmed پيغام ديکھيے
      dear expert traders ap nay kafi trading ki ho gi news par me ap se pochna chahta hoo kay news par trading karna zada risky ha ya zada profitable or kaya hum sirf news trading par acha profit earn kar saktay hain?
      Dear friend forex trading main humy news pe fayda ya loss humary knowledge or experience pe depend karta ha agr humary pass knowledge or experience sahe ni ha to humy loss ho sakta ha or ho sakta ha humara account he wash ho jay or agr humara knowledge or experience ziada acha ha to humy news pe trading sy utna he profit ho sakta ha or hum news pe trading kar k ziada sy ziada fayda hasil kar sakty han forex trading main news ki both ziada importance ha is ley jab bi news time wait karny jab news aa jay to humy phr trade open karni chae ha or news k mutabiq trade open karni chae ha ta k ziada sy ziada fayda hasil kar sakeny or loss na ho
      • #18 Collapse

        Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

        Mera Khyal to yah Kahta Hai ki agar aap without news state Karenge to aapko Kuchh pata nahin chalega ki market ki direction kya ho gayi aur agar aap news per trade Karenge to aapko confirm pata chal Jaega ki market ki direction kya hai aur Market mein kis Taraf opposite Karna Hai natak mukhane to aap confirm train Laga sakte hain bahut aasani se
        • #19 Collapse

          Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

          news trading aik bohut he risky trading hai jiss main loss hony ky chanses ziada hoty hain news trading main ager ap expert nahi hain tu ap ko trade nahi karni chaheay baky ap ko pehly year tak news pay practice karni chaheay aur news main kam krny ka method main bhi ap ko share kar daita hun jab bhi new ayy tu foran say koi bhe trade na lain aur na eh news say pehly koi pending order lain jab bhi new ayy tu pehly candle ki closing ka wait karian jis tarf candle close ho jay tab ap ko usi traf trade karn laini chaheay iss say ap ki trade ziada secure ho jay gee aur stop loss lagny ky chanses ziada ho jaty hain jiss say ap ko faida milta hai es lea news trade jitni profitable hoti hai uss say ziada risky bhi ho sakti hai ager ap ky pas acha experience hai tu ap news main acha earn kar skty hain
          • #20 Collapse

            Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

            Forex trading market pay news bohat ziada asar andaaz hoti hain. Forex market mai sub pasia investors ka he hota hai jo aik say dusray kay paas ja aur araha hota hai. Iss liye investors hamehsa mohtaat rehtay hain kay unn ka paisa zaya na ho ajey ya doob na jaey. Koi bhi aisi news jiss say world kay halaat kharab honay ka khatra ho, ya Arab countries mai koi masla ho jaey aur crude oil ki production kay related ko khabar hoto investors apni investing nikaalna shuru ker laitay hain. Iss liye Agar daikha ajey tou sahi waqt pay news ko daikh kay trade ki jaey tou profit hota hai aur Agar news ko sahi tarah say samjha he na jaey tou news ki wajah say loss bhi hota hai. News ko verify zarur kerna chaiye kiyu kay jab news aati hai tou laazmi nahi kay woh 100% darust bhi ho. Bohat si news bohat dair say bhi aati hain jinn ka impact khatam ho chuka hota hai aur unn pay trading say bhi bihat loss ho sakta hai
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Ap ko ager technical analysis karna nahi aty hain ya phir ap us ko seekhna nahi chahty hain tu ap phir news pay trade kar sakty hain. Us kay leye ap ko apny pairs ki news ka pata ho woh kab release ho rahi hai or jab news release hogi tu us ka market pay kiya impact hoga tu us kay bad he ap ko news sy earning ho sakti hai. News pay trading kay leye zarori hai kay ap just high impact news ko chose karain or woh news chose karian jis kay ap kudh analysis kar skty hain. es sy ap ki knowledge or trading skills mai behtari aye gi or ap news sy bhout kam time mai achi earning kar sakty hain.

              اب آن لائن

              Working...
              X