news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?
    dear expert traders ap nay kafi trading ki ho gi news par me ap se pochna chahta hoo kay news par trading karna zada risky ha ya zada profitable or kaya hum sirf news trading par acha profit earn kar saktay hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main news k bgair trading se hmain loss hota hai profit nhai milta hai or news k according he hum market ko analsye kar paety hain k kis trend main market main enter hona hai es liye hmain apni trading main news k according trading karni chahaye ta k apko es main acha profit mily or ap ko loss na ho aghr bat nrews par trading karny ki hai tu yah zaroari hai mera khyal hai q k es k bgair tu hum market ko bhi judge nhai kar skty hain es liye apni tading main risk ko bhi market ki news se kam kar skty hain or apni trading main risk ko kam rakhty howe trading karny se hmain loss nahi profit milta hai
    • #3 Collapse

      Assalamu Alaikum Mere Bhai Hum Log for us se bahut hi achha bura mat bana sakte hain uske liye Hum logo ko Jyada Se Jyada time for apps ko Dena hota hai Orange Itna Jyada profit bana sakte hain aur hum isme Itna Hai Jyada kam jaldi Se Wafa kar sakte hain Hum logo ko sirf aur sirf mehanat Kar Na Hoti Hai Aur Hum Log itne Jyada baat karenge Hum Logo Ko Itna Zyada profit milega
      • #4 Collapse

        Dear ye to ap par depend karta hai k ap ne news ko kaisy samjha hai ya aus par ap ne kaisy trade lagai hai kun k ap ne dekha ho ga k market news k time par kafi zayda move karti hai aor aus mai ye hai k hum agar aus par trade lagaty hai to hum ko sath stop loss lagana chaye aor news par jo bhi trade lagaye aus mai lot ka khas khyal rakhna chaye ais mai ye hai k hum agar news k time par bahot zayda risk le to market aus time waisy hi fast hoti hai to hum ko kafi zayda loss bhi ho sakta hai kun k new par market mai log zayda tar pending orders laga dety hai aor market pending order autha k opposite bhi chali jati hai jis mai kai dafa loss ho jata hai aor kai dafa ais mai kafi zayda faida bhi ho jata hai.
        • #5 Collapse

          ​ news trading mein risk bhi hai aur profit be news time pe news time pe market fast move karti hai aap ki strategy aur planning aur planning pre depend karta hai agar aap ki strategy work kar Jati Hai To aapko bahut jyada bahut jyada profit ho sakta hai agar aap ki straight Jee fail ho jaye to aap ka account was ho sakta hai news time pe pending orders helpful Ho sakte hain lekin aapko trading time pe stop loss stop loss take profit zaroor set karna chahiye lot size lot size minimum select karo scalping ke liye aapke paas net connection or server or server fast hona chahiye Forex trading mai experience emotional control bahut matter karta hai news time pe market Ku quickly understand karna Hota Hai
          • #6 Collapse

            dear agar perfect traders banna ho to news par hi depend karna ho ga kinu key news ko follow karny waly traders kabi be nuksan me nahi rehty esy traders news ko follow kar key profitable trades hi open karty hey, expert traders 100% news trading par depend karty hey es ki waja ye hay key news ko follow karna hi perfect trading hoti hay news se long term ki trading asani se ki ja sakti hay market trend change esi waja se hoti hay key big news market currencies par bahot zeyda effect karti hey aur market trend bilkul be change ho jati hay.
            • #7 Collapse

              bhai mere hisab c news pe trading profitable he q k news k thrugh hm jo b trading krn ge wo profitable ho ge jesa k ap jante ho k market men up and down b news k zrea hi ate hn is lia jo kam hm news k through krn ge us men nuqsan km ho ga
              • #8 Collapse

                News Par Trading

                Zaida logon ka yehi kehna hai kay news sy pehly ya news kay doraan trading karny sy ijtenaab kiya jaay to zaida behtar hota hai. Eski wajha ye btaai jati hai kay market main news kay doraan volatility zaida ho jaati hai aur news kay baad market kise bhe janib ja sakti hai. Aur ho sakta hai kay aap news par bara risk lain aur market aapki tawakuaat par poora he na utry. Aur es tarha aap apna time aur paisa zaya kar bethin. Lehaza news kay time trading na karna behtar samjha jaata hai. Magar kuch aise tareekay hain jin ke buniyaad par aap apni trading ko behtar bana sakty hain aur behtar tor par news ka faida uthaa sakty hain. Maslan news ka aap andaza laga sakty hain kay kiss noeyat ke hoge aur market kitna us doran move kar sakti hai. Jab search kay baad es baat ka andaza ho jaay to phir aap pending orders ka istemaal karty huy apni news par trading ko behtar sy behtar faida hasil kar sakty hain. Lekin aakhir ma ye lazmi kahun ga kay jo bhe tareeka apnaain apni risk management ko kabhee bhi na bhoolin.
                • #9 Collapse

                  Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

                  Anil trading kab Karni chahiye Jab Hamen hundred percent yakin Ho Gaye Hamare trading profit Mein hi jayegi Hamein Aise time pe trading Nahin Karni chahi Jab market Bahut Si Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour kuch bhi ho sakta hai aur traders code recording Karke last bhi ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chahte ho toh trading Karen
                  • #10 Collapse

                    Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

                    News par trading krna risky b hai or profitable b yani is me risk b hai or profit b dono hi hai q k agar ap news trading karty hai to kay pata market kis tarf move kar jaye or ap ka account wash ho jaye is liye news trading risky hai.
                    Or agar news trading me movement udar ho jaye jaha ap expect kar rahy ho to us me ap ko faida hai yani is me ap ko profit ho ga or jitni movement hoti hai news k doran kafi profit ho sakta hai ap ko.
                    Is liye me to ye kahu ga k news par trading karn risky b hai or profit b deta hai agar ap ko zroorat hai zeyada earning ki to risk liy lo ap ni to news trading na hi karo ap.
                    • #11 Collapse

                      Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

                      News market ki movement ko bahut hi fast kar deta hai isliye news Ko Dekhkar trading Karni chahiye news ki vajah se waise logo ko norse hota hai aur bahut se Logon Ko profit bhi hota hai isliye news Ko Dekhkar hi trading Karni chahi
                      Removed by Moderator.
                      • #12 Collapse

                        Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

                        Senior scho parlour nahi karte hain toh main bhi yahan par long time kaam karne se Kuch Bhi Nahi Milta Hai long time kam karne ke liye Humne Apne seniour score for loan karte rehna chahiye 3 se Hamesha Apne account ke liye guideline lete Rahna chahiye iski wajah se main apne account ko Kafi Jyada stronge and stable bana sakte hain without any type office analysis Kyunki Agar Hum accha kaam Karenge to achi main Hogi Yahan Par
                        • #13 Collapse

                          Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

                          Ap ny bot acha question kea hy g han friend news k bagar trading m ap sahi trade open ya close ni kr skty news k mutabiq ki gai trading m ap ko kbi b loss ni hota hmasha profit hi hasil hota hy hamy chaiy k ham trading start karny sy phly news ko mukamal study kr k or anylyses k mutabiq trading karan ham mukamal apny oper depend kr k trading ni kr skty q k ye hamy loss dyti hy news k against ja kr trading krna galt hy jo k hamy kbi b successful hony ni dyta forex trading main hamy news ko ly kr trading krni chaiy is m kbi loss ni hota profit hota hy
                          • #14 Collapse

                            Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

                            forex aik real business hain is mai hamy acha knolwedge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahk kar analysis ko use kar kar high amount invest kar ky high risk lena chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time tablek bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara sara paisa zaya ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: news par trading karna zada risky ha ya zada profitable?

                              bhai ja news par trading karny se loss hony k cahcers kam se kam hoty hain jub k news ko ignor kar k aghr hum yah smjhen k hmain acha profit mil jay ga tu hum galat soch rakhty hain forex main news ki boht ahmiyat hai qk news se hmain market ki pahly sort e hal se ly kar ab ki sort e hal ka andaaza hota hai jis se hmain yah pta chlta hai k market aghr move kar bhis kti hai tu kitny point move kary gi pher es k hisab se he hum apni trdaing kar skty hain jis se hum apny loss ko bhi rok skty hain ir ayse he hum achi trading kar skty hain es liye aghr apni trading ko profiatble bnaa hai tu apko apni trading main news ko dekhty rahna chaye ta k apko market ki sort e hall ka pta chlta rahy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X