Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?
    Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex k nuksan say bachny k lia ap ko chahiya k ap log phlay market me dhekna chahiya k market me aj dam kesa chel raha hai or aj post kary y nai kary y bhi bhot dhayan say kam karna parta hai
     
    :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
    • #3 Collapse

      Forex Trading Main Nuqsan Say Bachao

      Forex trafing main nuqsan say bachney kay liey aapko apney Trading Asool bnaana hon gay aur un asoolon ko pehly demo account par test karna hoga. Jab wo asool ap demo account par test kar lain to us kay baad aap un asoolon ko apney real account par usi tarha say lagain jis tarha aap nay demo par lagaya hai. Phir us say aapko bht faida hoga aur us ka sab say main benefit hai wo ye hai kay us main aap ke achi training ho jaate hai aur achy asoolon ke wajha say aap aik miyaari trader ban sakty hain. Lehaza apney asool bnaana lazmi hai.

      Jo dosir buniyaadi wajha hoti hai forex ma loss ke wo aap kay pass kise achi strategy ka nahona hai. Agar koi axhi strategy aap kay pass nahi to phir aap ko kafi mushkilaat ka samna karna parta hai aur kabi aapko faida hota hai aur kabhe apko nuqsan. Mustakill faida uthaany kay liey apny losses ko kam karna aur profits ko barhana aapka main maksad hona chahey aur us kat liey strategy hona entehaai eham hai.
      • #4 Collapse

        ​ Forex trading members trading Mein nuksaan Se bachne Ke Liye market basic market ka basic knowledge market ki moving theory or aapko technical fundamental sentimental nlcs ka Aana bahut zaroori hai market mein trading ke liye management understand bahut zaroori hai Forex trading main Pakistan Forex forum se learning ke liye aapko daily basis pay sign in hona chahiye Taki aapko new knowledge gain ho sake Forex trading mai demo account mein Zyada practice loss se bachne ka waleed haal hai dear trading members indicators ka istemal B loss Se bachne Ka Dariya Hai
        • #5 Collapse

          dear agar hum ne ais market mai kaam karna hai to ais mai loss bhi hota hai aor profit hota hai magar ais mai ye hai k hum agar ye chaty hai k hum ko ais mai profit ho aor loss na ho to ais mai ye hai k hum ne agar koi trade lagai hai aor jaisy hi humri trade kuch profit mai aye to hum ko aus ka stop loss entry point par laga lena chaye ais se ye faida hai k hum ko agar aus mai loss hony lagy ga to humri trade close ho jaye gi aor agar aus mai profit hoa to jaha tak hum chaye profit mai trade ko hold rakh sakty hai ye hum par depend karta hai k hum aus trade mai se kaha tak profit le sakty hai dosra tareeka hai hedge karny ka agar market humry opposite jati hai to trade ko hedge kar k apna account safe kar ley jab market humri side par aye to hum ko hedge khatam kar dena chaye.
          • #6 Collapse

            salam dear members agr hm forex forum me kam krty hy to loss ar profit sath sath chalty hy koi bhi trader ho jitna bhi old ar confident ho magr loss ho he jata hy agr full focus sy trading na ki jaye to nuksansy bachny ky liye hmy apny emotions py control rakhna chaheye is sy hmy bht success mil sakti hy agr hm lalach sy bachy to 50 percent to m asy acha kam kr saky gy
            • #7 Collapse

              dear trading me loss ya nuksab se bachny key ley hamari trading planing etni strong honi chaye key kabi be hamy loss na ho zeyda work risk ko reduce karny par karna chaye, forex business ki learning me traders ko risk ko reduce karny par work karna chaye, jo traders risk ko manage karny me kamyab ho jaty hey esy traders trading me kabi loss kar hi nahi sakty hey aur hamesha daily base par har trade me hi profit earn kar sakty hey, trading practice be zeyda hony ki waja se traders confidence key sath trading me kamyab ho sakty hey.
              • #8 Collapse

                Forex trafing main nuqsan say bachney kay liey aapko apney Trading Asool bnaana hon gay aur un asoolon ko pehly demo account par test karna hoga. Jab wo asool ap demo account par test kar lain to us kay baad aap un asoolon ko apney real account par usi tarha say lagain jis tarha aap nay demo par lagaya hai. Phir us say aapko bht faida hoga aur us ka sab say main benefit hai wo ye hai kay us main aap ke achi training ho jaate hai aur achy asoolon ke wajha say aap aik miyaari trader ban sakty hain. Lehaza apney asool bnaana lazmi hai
                Jo dosir buniyaadi wajha hoti hai forex ma loss ke wo aap kay pass kise achi strategy ka nahona hai. Agar koi axhi strategy aap kay pass nahi to phir aap ko kafi mushkilaat ka samna karna parta hai aur kabi aapko faida hota hai aur kabhe apko nuqsan. Mustakill faida uthaany kay liey apny losses ko kam karna aur profits ko barhana aapka main maksad hona chahey aur us kat liey strategy hona entehaai eham hai.
                [/B]
                 
                :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                • #9 Collapse

                  forex trading men nuqsan c bchne k lia us k bare men sari maloomat ka hona zrori he aur sb c ehm us k usool hn us k tmam usoolon ko mdd e nazar rkhte howe un pe amal krna zrori hr r reh gai bt nuqsan ki to wo tb hota he jb hm kahen usool ko torn r rool k khilaf jain is lia tmam rools ko seekhn r un pe amal krn
                  • #10 Collapse

                    forex trading main hum loss se ayse bach skty hain k hmari leraning or expiernce acha ho es liye hmain apni trading main leraning achi karni chahye or es k ilwa kuj points ko achi trah se analsye kar lena chahye ta k apko loss na ho jis main.
                    1:market ko achi trah se analsye karen
                    2:market k gainst main trade na lgaen.
                    3:apny capital k isab se lot size set karen \.
                    4:stop loss ka use karen
                    3:take profit ko set karen
                    5:risk manegmnt par gor rakhen
                    en sub points ko achi trah se chek karny k bad trading karen ta k apko loss na ho or ap achi earning karen
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                      Ice cream Shakeel ko Ko Hum Pakistan mein aisa currency bank is liye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in screen ke account mein balance Bada Rahe aur US dollar ki value increase Ho Jaaye to Hamein usse Jyada Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab pet dollar ka rate increase Hota Hai Tu rupaye Ki Kadar Mein Kaam me Aati Hain isliye main Jyada Milta Hai screen ko Ko Hum Pakistan mein aisa currency bank is liye use karte hain Kyunki Agar Hamare account in screen ke account mein balance Bada Rahe aur US dollar ki value increase Ho Jaaye to Hamein usse Jyada Jyada paise Milte Hain Jo automatically increase Ho Jata Hai Jab pet dollar ka rate increase Hota Hai Tu rupaye Ki Kadar Mein Kaam me Aati Hain isliye main Jyada Milta Hai
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                        Salam dear forex trading mein nuksaan se bacne ke liye sab se pehle to apko forex ki proper knowledge hona laazmi hai tab hi apko forex trading ke baare mein achi information hogi forex work kese karti hai and ese hi kuch basic trading learning apko maloom hona laazmi hai ab point ye hai ke ap lot size kitni laga rahe ho and konsi currency pair main trade kr rhe mera maanna hai ke apko usd eur mein mostly trade karni chaye us mein apko acha faida hota hai and itni mushkil face karne ko nhi milti agar indicators use kar rhe ho to us ko pehle demo mein analyze karke use kro ke us se faida ho rha ahi ya nahi main point short term trade kr rhe ho ya long term, long term mein apko particular jitna time hota hai tab tak apko wait krke dekhna hota hai kab market apke favour mein aayegi tab apko trade close ya stop karni hoti hai risk ko manage karke trade karen to apko kaafi had tak profit hoga and loss ki situation kam hogi.
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                          Forex trading main loss usi waqat hota hay jab trading wrong taran say ki jay ya Forex trading kay rules ko follow na kia jay rules ko follow na karna ya trading asool kay khilaf trading karna us waqat ziada hota hay jab trader trading start karnay say ehlay trading ko poori taran learn na karay Forex trading main loss say bachnay kay liay sab say pehlay Forex trading ka knowledge hasil karna chhiay trading ko poori taran learn karna chahiay ta k Forex trading kay doran koi mistake na ho jay Forex trading poori taran learn karnay kay bad sab say pehlay demo account par trading ki practice karni chahiay aor jo jo rules ap kay samnay Forex forum ki taraf say hon stop loss kay tools ko lagu karna chahia market ki movement ko lazmi judge karna chahiay aor is hisab say trade lagani chaiy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                            Dear trading kay business mai agar nuqsaan sey bachna hai tou aap kuch baato ka khayal rakh kay trading kia karey aap ko faida bhi hoga or nuqsaan ka chance kam sey kam ho jaey ga.Agar aap inn guide lines ko follow ker lain to nuqsaan kamm ho sakta hai.

                            1. Greed

                            Trading kertay huay greed ya laalach sey bach kay trading karey

                            2. Quick decision

                            Jab aap market mai koi acha trend banta daikhay tou fori faisla ker kay trade open ker lain

                            3. Stop loss or take profit

                            Jab bhi trade lagaey stop loss or take profit ko zaroor set karey chahey thoray pips he ho but profit confirm ho jaey ga

                            4. News Or signals

                            Hamesha news or signals ko daikhtay rahey uss say bohat advantage hota hai

                            5. Volume size

                            Volume size ya lot size ko dehaan sey set karey or apnay account ka balance zaroor daikhay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                              Friend ham forex m nuqsan sy asy bach sakty han k trading kr ry hon jb to trade open karny sy phly market ko achi tra dakhan anylyses ko study kar k tb trade open karan forex m loss ki Aik bari wja ye b hy k ham aksar lalich m a jaty han lalich buri bala hy is sy kbi kisi ko profit ni hoa hmasha loss hi hota hy ham lalich m a jaty han k jaldi sy ameer ban jain zyada profit jaldi hasil kr lan ham smjty han k asa ho jaiy ga mgr asa ni hota hmasha lalich m loss hi hota hy to koshish karan lalich sy bachan forex ko zyada time dy k achy sy study karan phr trading start karan to ap ko kbi b loss ni ho ga hmasha successful rahan gy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X