Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

    Hard work Karenge to hamlogoko loss nahi hoga isliye hard work karna chahie Jitna ho sakta hai itna Jyada hard work karna Kyunki hard work karne se hum logo ko bahut fayda hota hai aur hum logo ko market Mein kamyabi Milti Hai
    Removed by Moderator.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

      Forex trading main UN logo ko bahut hi jyada nuksan hota hai jo log mehanat Nahin karte hain isliye Hum Sab Logon Ko mehnat Karni chahiye FIR hum sab log Forex trading se Kafi achha profit hassil kar sakte hain aur kamyabi Hasil kar sakte hain aur apne knowledge ko aur apni practice ko bhi increase karna chahie
      • #18 Collapse

        Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

        nuksab se bachny k liye hmain apni trading leraning par focus krna prhta hai qk jub hum forex ko leran karty hain tu hum ap[ni trading main nuksan se kafi had tak bach skty hain tu hmain khud ki ability ko starong karen or jitna ho skta hai otna he trading ka knowledge gain karen jitny bhi new tradors hain un ko chahye k apni trading main real account main trading se pahly demo account par apni trading ki practice karen ta k hmain loss na ho or hum apni trading ko real account main profiatble bna saken or jub hum khud mahnt karny main irda rakty hain tu pher hum es main success bhi hasil kar skty hain without struggle hum kuj nhai kar skty hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

          Forex chun k risky business ha jis ma ham profit bhi boha kama saktay hain aur loss bhi kar jatay hain is lye loss se bachnay k lye darj zail steps lenay lazmi hain jaisay
          a. proper knowledge: forex ko sab se pehlay to mukamal tor pe seekhna chaye ta k is ma koi problem na ho
          b. demo pe khoob practice karain
          c. trading strategy ashi honi chahaye
          d. market ko analyse karna ana chaye
          e. Apnay ander professioanal trading skill develop karni chaye
          f. Lot size ko apnay capital k according select karna chaye
          g. Greed se avoid karain
          h. order lagnay ma jaldbazi na karain
          i. Money management ka khayal rakhain
          agar yeh chezain ham pabandi k sath karain to ham loss se na sirf bach skatay hain balke ham forex trading ma asha profit bhi earn kar skatay hain is lye hamain chaye k ham trading ma khoob mehnat karain aur asha profit earn karain
          • #20 Collapse

            Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

            Jitna time ap dy sakty hai ap trading ko dyn sab sy bari waja loss ki hai k ham time nahi dety jaldi me trading karty hai. or is waja sy sahi pata nahi hota k pair ka trend kidar hai next movement kaya ho sakti hai.
            Bs current situation dekhty hai or trading kar dety hai yani trade open kar dety hai jis sy ham ko loss ho jata hai agar ham time dy to aisy losses sy bach sakty hai q k jitna market ko smjhy gy unta hi acha hai.
            or market ko smjhny k liye hamy market ko proper time dena hoga agar ham dekh kar time dy gy or tools ko smjhy gy to ham ko profit ho jaye ga or ham loss sy bach jaye gy is liye dekh kar trading karni chahiye.
            • #21 Collapse

              Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

              Boht asan Rasta a k ap pahly demo acont par kam karo aur bahtr ha ap as may mahrt hasl karo band may drding shoot kro aur Koch sochbachr kr lo
               
              • #22 Collapse

                Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                Forex ak ice cream ki he ak shakal ha q k agr ice cream ko khana shod day to ho zaya ho jay gi agr time pr kha ly to astaml ho jay gi forex bhi ice cream he ha agr as may trad kary to kamyabi ni karo to antzr
                   
                • #23 Collapse

                  Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                  Forex ko apna astaml may Rakhi as may he kamyabi ha shart mahint aur amed ha
                     
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                    Agr pak forex ko sikh kar kary gay to noksan say Bach sakty ha aur kandil ko samg kr drding koro aur market ko samjo
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                      Ambe trading kab Karni chahiye Jab Hamen hundred percent yakin Ho ke Hamare trading profit Mein Hi Jayenge Hamein Aise time pe trading Nahin Karni chahiye Jab market bahut risky Hoti Hai Kyunki use time market ka behaviour kuch bhi ho sakta hai aur traders code reading kar ke last mein ho sakta hai isliye hundred percent profit Ke Jab chahte ho to trading Karen
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                        har kaam main nuqsan sy buchny ky lie kuch na kuch tariqy hoty hain or usi kaam main naafah kmany ky bhi kuch na kuch tariqy hoty hain ub un tariqon ko apna un asolon ko samny rukh kar us karobar ko us kaam ko karna yeh us kaam ko karny waly membar ki zemmy dari hy keh un asolon ko apna kar us kaam main kamyabi hasel karta hy ya us kaam main loss ka shikar hota hy yeh us membar py dipaind karta hhy to forex markit main bhi trading karny wly ko bhi in chizon khayal rakhna parhy ga keh forex trading main konci chizen nuqsan dite hain mesal ky towr py trading karny waly ko agr paata hi na ho keh is waqt markit kes truf ja rahi hy woh trading kar ly markit main or us waqt markit ja loss ki truf ho to yeh sorut us ky lie nuqsan deh hy is trah ki or bhi kaafi chizen hain jen sy buchna chahy
                        • #27 Collapse

                          Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                          Forex trafing main nuqsan say bachney kay liey aapko apney Trading Asool bnaana hon gay aur un asoolon ko pehly demo account par test karna hoga. Jab wo asool ap demo account par test kar lain to us kay baad aap un asoolon ko apney real account par usi tarha say lagain jis tarha aap nay demo par lagaya hai. Phir us say aapko bht faida hoga aur us ka sab say main benefit hai wo ye hai kay us main aap ke achi training ho jaate hai aur achy asoolon ke wajha say aap aik miyaari trader ban sakty hain. Lehaza apney asool bnaana lazmi hai.

                          Jo dosir buniyaadi wajha hoti hai forex ma loss ke wo aap kay pass kise achi strategy ka nahona hai. Agar koi axhi strategy aap kay pass nahi to phir aap ko kafi mushkilaat ka samna karna parta hai aur kabi aapko faida hota hai aur kabhe apko nuqsan. Mustakill faida uthaany kay liey apny losses ko kam karna aur profits ko barhana aapka main maksad hona chahey aur us kat liey strategy hona entehaai eham hai.
                             
                          • #28 Collapse

                            Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                            forex trading main hum nuksan se ayse bach skty hain k hum apni trading knowledge gain karen or forex ki leraning karen jub hum leraning karengy tu he hum apni trading ko bahtr traiky se kar skty hain nq k jub tak hmain forex k bary main knowledge nahi hoga hum forex ko bahtr tariky se kar bhi nahi skty hain tu apko aghr forex main kamyab hona hai or loss se bachna hai tu leraning karen or forex ka knowledge gain karen es k sath ap apni trading se loss ko kafi had tak rok skty hain q k hmari apni galti ki wjha se he hmain loss hota hai tu bahtr yahi hai k frex main sub ayse facts ko use karen jis se hmain loss na ho or hum apni trading se acha profit gain kar skaen
                            • #29 Collapse

                              Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                              Forex trading Mein nuksan ke se bachne ke liye bahut Sare tarike Hain jaise ke agar aap risk free trading karen to nuksan se bacha Ja sakta hai aur iske sath sath Forex trading Mein work start karne se pahle aap ko Forex ki basic aur Forex ke bare mein accha knowledge Hasil karna bahut zaroori hai Kyunki Jab aapke paas achha experience on Knowledge Hoga tabhi aap Forex Mein Kamyab earning kar sakte hain isliye Forex Mein achha profit Hasil karne ke liye aapko Forex Mein acchi earning deposit karna hoti hai aur uske sath sath aap backup ke liye Agar achha balance Rakhe to aap loss Se Bachkar Kamyab earning kar sakte hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Forex Trading maon ham nuqsan sy keSy bach sakty hain?

                                hm forex main nuqsan say dosto tab he bauch sagty hain jab app us main mehnat karean gay humean us main hard work kerna ho ga us main siekhna ho ga learning kerna ho ge koin k forex aik risky business hai us main jab tak hum mehnat nahe kerean gay tab tak us main humean acha profit nahe milay ga hum jab bhe greed k sath emotional trading krean gay loss ho ga ager success chahy to pher sabar say kaam kairen to pher he us main kamyaabe milay gee

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X