Jaiza: Risk factor in forex trading
X
• وقت
• دکھائیں
Clear All
new posts
• #16 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main risk factor both important ha risk factor 2 he waja sy hota ha jab ap ki leverage ziada ho ge or ap ziada bari lots use karny gy to phr risk factor ziada ho jata ha is ley dear hum sab ko chae ha k hum leverage kam rakheny or Small lots sy trading karny to risk factor kam kar sakty han dear forex trading main humy proper money management or risk free trading karni chae ha ta k hum loss sy Bach sakeny or maximum profit hasil Kar saken is k ley humy proper analysis kar k trading karni chae ha or Small lots use karni chae ha or juldbazi bilkal bi ni karni chae
• InstaForex
• #17 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
Jaiza: Risk factor in forex trading
Risk factor: Trading me hamara risk factor increase hony key 2 reason hoty hey jes me 1st high leverage size aur 2nd high lot size,

high leverage size ki waja se trading me ham bahot zeyda risky trading karny lagty hey jes ki waja se risk factor increase ho jata hay, lot size ko be agar ham planing key sath laga dia karen gey to risk factor me kami a sakti hay,

mostly traders ki koshish hoti hay key trading me scalping karen jes key ley high leverage key sath high lot size zarori hota hay esy me traders risk leny par majbor ho jaty hey jes ki waja se risk factor bahot zeyda ho jata hay.
Ji bhai jan ap nay bohat acha jaiza pesh kia hay main ap ki bat say bil kul agree karta hon Forex trading main risk factors ka bohat amal dakhal hota hay yeh amoman trading main loss ka sabab bantay hain Forex trading main risk factors ko kam karna trading kay doran bohat zarori hay warna trading main kamyabi mumkin nahi hay trading main bohat saray risk factors hotay hain jin main say sab say ziada jo risk factor hay woh yeh hay k jab ham leverage bari rakhtay hain to hamain lot size bhi bari rakhni parti hay jo k aik bohat bara risk hay qun k agar loss howa to woh bhi big loss hi ho ga is liay hamain loss say bachnay kay liay leverage ko kam karna chahiay aor lot size bhi small set karni chahiay ta k loss ki soorat main kam loss ho aor trading ko bhi control kia ja sakay market ki movement bhi aik risk hay lehaza isay poori taran analysis kar kay hi trade start karni chahiay hamain har hal main trading ki kamyabi kay liay risk factors ko kam say kam karna chahiay ta k kisi qisam kay loss say asani say bacha ja sakay
• #18 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

forex iak online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hamy is mai apny experience ky mutabik risk lena chahey forex aik unique or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai agar lalachi ban ky kam kary gy to hamy loss ho ga forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum gar mai bath kar is mai kamkar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote agar hum forex mai new hain to hamy km amount invest kar ky km risk lena chahey taky agar hamy loss ho jy to zada nuqsan nahi ho ga sara psia zaya nahi ho ga
• #19 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

Your friend for extending Ek Aur ID risky business associate office mein Achcha protocol karna chahti hai to risk free trading Karen uske sath agar aap Forex trading Mein kam karne Jaenge to usse aapko bahut jyada nuksan Hoga aap apne account ko baat kar sakti Hun To Ji ko Dur karte hue history trading Karen aapko bhi fayda ho Paytm Forex trading co Ek accha business Samajh Kar usmein kaam Karte Rahe Kyunki Forex trading mein agar aap jitni acchi trading Karte Jaenge utna hi Achcha aapko benefit Hasil Hota Rahega aur aap Aane Wale Waqt Ki Awaz letter trader Ban sakte hain
• #20 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

Assalamu Alaikum dear friend Forex trading mein risk ka factor Hamari learning ke sath kam Hota Hai Jab hamare pass Achcha knowledge hota hai to ham har. Ko acchi Tarah Se analyse Si kar sakte hain trading Mein Shamil karte hain isliye market ko bhi acchi Tarah Se analyse karne se risk kam se kam ho jata hai aur aur ki sabse Bade factor Yahi Hote Hain Ki Ek To Har trader leverage set kar dete Hain jisse yah hota hai ki Hamen loss hone per Hamara account he was ho jata hai aur risk Bhi Jyada hota hai Iske bad Jab Ham apni trading Mein lot size ko hi rakhte Hain tab hi Hamari trading Mein risk jyada ho jata hai isliye Hamen apni trading Mein risk ko kam Karke trading Karni chahie trading bhi acchi tarah kar Saken isase Ham acchi earning kar sakte hain
• #21 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

Forex traders kay liye trading kay Doraan risk kaafi ziada hotay hain. Yeh baat bilkul sahi hai kay traders iss baat ko bohat like kertay hain kay leverage size ziada ho aur unhain ziada trading ka moqa mill sakey aur account balance Kamm honay kay bawajud trades open kernay mai masla na ho. Laikin yehi pasand aur laalach unkay accounts ko bohat ziada loss bhi day daita hai. Forex traders ko dusray risks bhi hotay hain jinn say accounts ko bachana bohat zaruri hota hai. Woh lot size ziada rakh kay laalach mai aa kay ziada profits kay liye trading kertay hain. Traders ki koshish kertay hain kay jaldi jaldi ziada say ziada profit haasil ho sakain. Yeh dono risk factors trading kay Doran forex traders ko bohat ziada problems mai daal daitay hain aur traders acha business kertay kertay usay zaya ker laitay hain
• #22 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

Ji han bhai trading Ek risky game hai ismein risky factor Hamesha se available rahata hai lekin is risk ko Humne Apne knowledge experience acchi planning strategy se minimise karna Hota Hai yah Mukammal khatm karna hota hai tab jakar Ham benefit ki taraf Jaate Hain aur Kamyab Hote Hain online business mein kisi time Kuchh Bhi Ho Sakta Hai Kyunki is per bahut se tractor Asar Karte Hain jaise ke a do countries ke Ek dusre ke sath economical deal aur media ki khabren Jab yah positive aaega to trading per Iske positive aksharat aaenge Agar yah Achcha Nahin Honge to trading down payment Karega aur risk factor jyada ho jaega jisse Humne Bachana hai aur analysis Karte Rahana hai ine Sab points ko Jahan Mein rakhte hue
• #23 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

Forex trading business Ek International online business Forex trading bahut jyada risky business isiliye senior traders prefer Karte Hain ki koshish karen ki kabhi bhi without knowledge or experience Forex per kam na Karen aur na hi jyada risk Le kam se kam risk lete Hue Forex per trade lagaen aur sabse pahle Apne experience ko increase karne ki koshish karen Kyunki without experience or knowledge Ham kabhi bhi Forex per Kamyab Nahin ho sakte kamyabi ke liye hamare pass knowledge aur information Ka Hona bahut jaruri hai senior traders ko chahie ki vah Apne knowledge or experience ki base per hi risk Le aur Apne balance course kyon rakhne ki koshish karen Kyunki bahut se traders Forex trading business mein jyada risk Le Lete Hain Jiski vajah se unko loss ka Samna karna padta hai koshish karen ki Jyada Se Jyada experience ko increase karne ki koshish karen Taki aap easily risk lete Hue Achcha profit Hasil kar sake Shukriya
• InstaForex
• #24 Collapse

Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

Exactly risk is always there in every business forex business ma jesy jesy apka experience increase hota jy ga ap market k ups and downs ko samjty jaen gy soch samj ky trade lgaen gy wesy wesy time or experience ky sath risk factor km hota jy ga acha business krny k ley risk leny b party hen lakin ache learning k bad shukria

اب آن لائن

Working...
X