Jaiza: Risk factor in forex trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Risk factor in forex trading
    Risk factor: Trading me hamara risk factor increase hony key 2 reason hoty hey jes me 1st high leverage size aur 2nd high lot size,

    high leverage size ki waja se trading me ham bahot zeyda risky trading karny lagty hey jes ki waja se risk factor increase ho jata hay, lot size ko be agar ham planing key sath laga dia karen gey to risk factor me kami a sakti hay,

    mostly traders ki koshish hoti hay key trading me scalping karen jes key ley high leverage key sath high lot size zarori hota hay esy me traders risk leny par majbor ho jaty hey jes ki waja se risk factor bahot zeyda ho jata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading main jitna ho skay otna he apni trading main risk k factor ko kam rakhty howe trading karen q k jub ap apni trading main high leversge main trading karty hain tu os main apki trading main risk ka level boht hig hota hai tu hmaisha apni trading main leversge ko apny caital or apny expiernce k hisab se trading karen or dosri jaub ap apni trading main lot size set karty hain wo bhi kbhi bhi bari nalgaen es se bhi apki trading main risk bhar jata hai tu apni trading main risk ko barhaty hain tu os k bad apk account ko bji boht khtra hota hai es liye hmain leverge ko akm or lot size ko bhi apny capital k hisab se set karna chahye ta k hmain loss na ho or aghr loss bho ho jay tu kam se kam ho
    • #3 Collapse

      dear members market ma trading bht he risky work hai is leay apko har trade sy pehly khud ko prepare rakhna chye
      risk factor bht sary hoty hain market ma
      1. technical move
      2. fundamental move
      3. market breakout
      4. false breakout
      5. flash crash
      6. trend reversal etc
      yeh risk factor kisu bhi time ho skty hain jis ma market bht zeyada move kr jati hai in risk factors sy bachny ky leay humary pas option hota hai management ka
      manage krny ky leay apko
      support aor resistance ka ota ho trend pta ho news schedule pta ho
      isi hisab sy ap trade open kro lot size capital ky hisab sy manage kro phr stoploss aor takeprofit zaror lgao
      • #4 Collapse

        forex trading main risk ka factor hmari leraning k sath kam hota hai jub humary apss acha knowledge hota hai tu ham har point ko achi traha se anlsye kar k trading main shamil karty hain es liye market ko bhi achi trah se nalsye karny se risk akm se kam ho jta hai or risk k sub se bary factor yahi hoty hain k aik tu har trador hogh leverage set kar dety hain jis se yah hota hai k hmain loss hony par hmara ccount he wash ho jata hai or risk bhi zeuda hota hai es k bad jub hum apni trading main lot size ko high rakhty hain tab he hmari trading main risk zeuda ho jata hai es liye hmain apni trading main risk ko kam kar k trading karni chahye ta k hmara account bhi mahfoz rahy or hum trading bhi achi trah kar skaen
        • #5 Collapse

          Risk Factors In Forex Trading

          Forex trading main jab currencies par invest kia jaata hai to us main bht saary risk factors involve hoty hain. Aur unko made nazar rakha jaata hai. Agar un main sy kise risk kay baary ma parwaah na ke jaay to baad main us risk ke wajha say masaail paida hoty hain jo kay trading kay liey achy ni hoty

          Monetary Policy Risks:

          Forex main jo log kaam long term main karty hain un kay liey jo sab sy bara risk hota hai wo jis currency par aap trading kar rahy hon uski monetary policy main tabdeeli hai. Kunkay jab Intrests rates change hoty hain to us kay baad currency par kafi zaida asraat hoty hain.

          Leverage Risks:

          Leverage aik aise cheez hai jo kay apki trading ki sab sy bari dost or sab sy bari dushman ho sakti hai. High leverage ke wajha say volatile market main kafi zaida chages aati hain jis ke wajha say margin call aa sakti hai.

          Dosry Countries Ka Influence:

          Jab dosry countries mise mulk ke currency ko influence kar rahy hoty hain to un mulkon ke decisions kafi zaida currency ke value par asar rakhty hain. Maslan agar koi mulk kise dosry mulk k sath trade kar raha ha or wo achanak band ho jaay to us par asar parta hai.



          • #6 Collapse

            Yes dear ais market mai jab hum account banaty hai to aus time hum ko ye samjh ni aati k hum ne ais market mai agar kamyab hona hai to hum ne ais mai kaisy kaam karna hai kun k aus time bandy ko atna experince ni hota aor ais market mai banda bari bari trades laga deta hai ais mai ye hai k hum ko jab ais market mai kaam karna hota hai to hum account banaty waqat aik to levrage zayda rakh dety hai aor dosra jab account mai trade lagaty hai to aus time lot bari laga dety hai jis ka loss ye hota hai k humri trade agar loss mai jaye to aus mai kafi zayda loss hota hai jis se humra account phansa start ho jata hai jis se hum aor ghaltian start kar dety hai aor apna account wash karwa lety hai ais liay risk soch samjh k lena chaye.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              Risk factor: Trading me hamara risk factor increase hony key 2 reason hoty hey jes me 1st high leverage size aur 2nd high lot size,

              high leverage size ki waja se trading me ham bahot zeyda risky trading karny lagty hey jes ki waja se risk factor increase ho jata hay, lot size ko be agar ham planing key sath laga dia karen gey to risk factor me kami a sakti hay,

              mostly traders ki koshish hoti hay key trading me scalping karen jes key ley high leverage key sath high lot size zarori hota hay esy me traders risk leny par majbor ho jaty hey jes ki waja se risk factor bahot zeyda ho jata hay.
              Forex trading Mein risk bahut jyada hai hum is desh ko ko Apne knowledge or learning se kam kar sakte hain traders ko chahiye ke reading ke baare mein jyada Se Jyada learning Kare jisse traders ki trading commodities in group Hogi Aur Woh achchi trailer refund Sakenge Google traders Bina Na Lage isliye trading Karenge toh hone ke liye profit banana bahut Mushkil Hoga aur unko trading Karke loss hi hoga isliye Apne face ko ko kam karne ke liye trading ke baare mein learning zaroor kare
              • #8 Collapse

                my dear friends him log forex ma jtna zyada risk laty ha hmne loss hony ky itny hi zyada chance hota ha is leya him logo ko forex ma kam sy kam risk lana chaya jis ka him logo ko bhot fida hota ha or him log earning kr skty ha forex ma sy
                Removed by Moderator.
                • #9 Collapse

                  Bhai ap ki baat teek hai. Asal mein risk tab bher jata hai jab hum thora lalach ker jaty hain. Hum chahty hain k bari lot size laga ker jaldi aur ziyada munafa kama sakein. Lakin bari lot k sath ager ap acha munafa ho sakta hai to acha khasa nuksaan bhi acha khasa ho sakta hai. Yahan tak k akser account hi wash out ho jata hai. Phir nai siry se kaam kerna perta hai.is liye jahan tak mumkin ho lot size apny experience aur apny capital k hisab se rakhein. Ta k risk ki percentage kam ho saky.
                  • #10 Collapse

                    irfan bhai ap ny shai bat ki hai forex trading main lverage jitni hogi hmari trading main risk ka factor bhi otna he hoga es liye aghr hum lverage zeyda set karty hain tu hmari trading main risk bhi zeyda hoga or aghr hum kam rakhty hain tu osi hisab se risk bhi kam he hota hai es liye mera khyal hai k jo new tradps hain un ko kbhi bhi high lverage main trading nahi karni cahhye un ko mazzed risk ko face karna parhta hai es liye kam lveraes e hi achi trading ki ja skti hain jis k sath he hmara risk factor kam ho jata hai r hum apni trading main acha profot bhi eran akr lety hain es k ilwa lot size bhi aghr zeyda ho tu bhi hmari trading main risk zeyda hota hai risk ko kam rakhny k liye lot bhi kam lgani parhti hai trading main...
                    • #11 Collapse

                      Him logo ko forex trading ma trad lagaty wohy jtna ho sky Kam sy Kam risk Lana Chaya jis ka him logo ko fida Hota ha or him log save balance krty Howe acha profit hasil KR skty ha jis ji him logo ko bad ma bi fida Hota ha
                      • #12 Collapse

                        Forex trading mai risk factor increase karnay ke main reason ziada leverage ka istaimal hai .
                        traders jab bary lot size kay sath trading karty hain tu phir leverage ziada use ho rahi hoti hai aur trading mai loss ke sorat mai nuqsan b lot size ka hisab say barh jata ha. Iss satuation say bachnay ke liye achi money management ka bohot he important role hai. traders ko apni trading start karny say pehlay he apna money management plan bana laina chaiye aur lalich mai aa kar iss mai change b nai karne chiaye aur na he bary lot size kay sath trading karne chayie . iss kay elawa bar bar trading b risk ka factor bara daite ha. Aur ghlat point per entry aur stop loss ka istaimal na karna b risk factor bohot increase kar daita hai
                        • #13 Collapse

                          gee brother main aap ki baat say agree kerta hu aisa nahin hay kay koi insaan risk kay baghair trading ker lay iss dunya ka chaahay koi bhi business ho iss main risk to involved hota hi hai or forex to bohat zyaada risky hay kiun kay ham khud iss ko risky banaatay hay her insaan yehi chaahta hay kay woh aik din main hi ameer ho jaaye lekin aisa possible hi nahin hay yeh aik slow slow process hay lekin sab log short cuts kay chakkar main hotay hain issi liye woh log barii lot ki trades open ker laitay hain or aik trade bhi nahin at a time 4-5 trades laga laitay hain or jab woh aik saath loss main jaati hain to easily accounts wash ho jaatay haion sab traders kay to hammai kam risk lena chaahiye safe trading kerni chaahiye ham sab ko.
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

                            koe bhi kaam ho jub insan us kaam ko karta hy to us main woh kaam karny waly ko ya to naffah ho ga ya pher us kaam main ua kaam karny waly ko nuqsan ho ga ub us ko jo us kaam main jo naffah hasel howa hy us naffy ka bhi koe na koe subab hy keh yeh naffah kes wajjah sy hasel howa hy ya pher us kaam main agr us kaam karny waly ko loss ka samna karna parha hy to us ki bhi koe nna wajjah zaror hy keh is kaam karny waly ko is karobar main jo losss ka samna karna parha hy to ise tarah sy forex markit main kaam karny waly jub trading main loss ka shekar hoty hain to us main loss hony ky baqi asbab ky sath sath ek wazeh subub us ko loss hony ka us ki apni ghulti risk bhi hy jo keh us ny lia tha trading karty waqt forex markit main to pata chala trading main loss sy buchny ky lie risk sy buchna parhy ga
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza: Risk factor in forex trading

                              mery bhae humean dono risk factor forex main jo app bian ker rahy hain kum kernay hoon gay aik to high leverage nahe rakhne chahy koin k us say forex main na chahty hoey bhe app ko loss ho jata hai us main ap ko leverage apnay account capital ki investment k mutabik rakhni chahy pher he app us say acha profit risk free earn ker pain gay our ager ap ka risk factor lot size say bhe barh raha hai to pher bhe app ko us say control kerna ho ga pher he app lot size ko chota rakh k to forec lmain small lot ki trades laga k us say ache earning ker pain gay pher he app ko us main success mily gee hard work kernay wala trader he forex main kamyaab hota hai our jo mehant kerta hae isis ko kamyaabi milti ahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X