Jaiza: Individual trading behtar hai ya group trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Individual trading behtar hai ya group trading
    Kafi saray traders ko yeh decision karnay mai kafi mushkil paish aate hai ke trading karty time per group mai trading karna behtar rehta hai jahan per woh trading kay doran baqi logon say mashwara b lain skin aur trading kay dorn aik dosray ke experience ka faida b utha sakin . yah phir in ko akailay he trading karne chiye jis mai inko disturb karnay wala koi b na ho aur woh concentration kay sath trading kar sakin.

    Forex trading mai Group trading aur individual trading kay maire khayal say yeh advantages aur disadvantages hain jis kay baad app khud b faisa kar sakty hain ke in mai say kon sa behtar hai.

    Group Trading:

    Advantages:
    1. Group trading mai traders ko aik faida yeh hota ha ke saray traders aik dosray ke knolwege say faida utha kar trading kar sakty hain.
    2. Group members trading kay doran aik dosray ko motivation ka sabab b ban sakty hain.
    3. Group mai trading karnay ka aik bara faida yeh hai ke traders ka emotion control individual trader ke nisbat behtar rehta hai .
    4. Group mai members ke aik dosray ke sath proper sharing ho tu fundamental per aur market technical per achi discussion ho jate hai jis say traders ko trade karny say pehlay achi malumat mil jate ha.
    5. Group mai trader mai trading discipline ziada hota ha kion ke who aik dosray ko b monitor kar rahay hoty hain.
    6. Group members combined knowledge aur experience use kar kay behtar decision making kar sakty hain.

    Disadvantages:
    1. Trading kay doran traders kay liye concentration ka hona zaroori hai aur aur kafi dafa group trading mai yeh mumkin nai rehta ke traders proper tareeqay say market ko watch kar sakin.
    2. Group members ka knowledge level ager aik dosray say bohot alag alag ho tu b trading mai kafi maslay padia hoty hai.
    3. Dunyia kay saray traders ka apna apna trading style aur strategies hoti hai , aur kafi dafa ager goup mai different trading style waly log hon tu group trading ka koi b faida nai hota hai .

    Individual Trading

    Advantages:Disadvantages:

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex my working karne ke liye Aap Yahan Par individual trading bhi kar sakte hain uski Laga aap ke paas Yahan account Kabhi services hai aapke paas kaafi trading TV services hai jo services aap ko Jyada acchi lagti hai aap ko yaad Pasand aati hai aap usko utilise kar sakte hain usko manage kar sakte hain aur isme capital investment kar sakte hai
    • #3 Collapse

      Individual Trading

      Individual trading karny hamari ye self responsibility hoti hay key ham daily market ko analysis karen es me hamy market ki news update ki information be milti rehti hay aur ham technical analyzing me be expert ban sakty hey, trading me loss be ho jata hay aur profit be magar sab se achi bat ye hoti hay key individual trading karny se hamara experience time guzarny key sath sath es me improvement ajati hay jo key 1 stage me ham expert ban jaty hey.

      Group trading

      Group bana kar market ko different types se analysis karny ka hamy advantage hota hay aur achi trading to ho sakti hay magar nuksan ye hota hay key hamara trading ka expernice 1 jaga par stop ho jata hay.
      • #4 Collapse

        Dear forex mai boht c cheezain hain jin ko ap mehnat kar k kam karo gy tu he ap ko acha reward hasil ho skta hai lehaza ap ko mehnat k sath kam karo gy lehaza ap acha kam karo gy lehaza ap ko mehnat karo forex ap acha kam karo gy lehaza ap ko mehnat karo gy tu he ap ko acha earn kar skte ho...
        • #5 Collapse

          forex main trading aghr koi group main trading karta hai tu os k kafi faidy bhi hain or nuksanat bhi hain es liye aghr koi trador group main trading krta hai tu oski group main trading karny ki yah wjah hoti hai k wo apni trading main master nahi hoty hain or un k pass knowledge nhai hota hai trading k liye es wo dosrun ki help k sath trading karty hain ta k unko trading k liye koi mashwra bhi milta hai es liye jo grup main trading karty hain un ko chahye k hmaisha k liye group main trading na karen ap khud trading ka basic knowledge gain karen or os k bad apni trading ko khud handle karen ta k apko khud apny account or trading ko khud manage karty howe trading karen
          • #6 Collapse

            Individual trading karne ke kuch advantages hai aur kuch kuch Yahan Par disadvantage hai agar aap individual kaam kar rahe hai aur aapko Yahan Par experience a market Main Yahan Par Kafi joining kar sakte hai agar aap fresher new hai to aap ko chahiye ke yahan par aap group trading Kare yahan se long time ke liye earning Kare aur Jaise Jaise acche wale Tera kaam kar rahe hain unko follow kare
            • #7 Collapse

              assalamu alaikum bhai mere pyar mein group trading Jyada bekar Hai Jis Se Hum Log Sab mil bete ka training karte hain aur hum logo ko Kafi accha profit mil sakta hai group mein Hum logo ko Kafi fayda hota hai aur hum log Kafi kuch hassil kar sakte hain Apne information B group mein share kar sakte hain Jiske bahut hi jyada fayda Hota Hai
              • #8 Collapse

                good dear really nice ap na kafi mehnet ke ha es thread pr and dil khush kr dya ha dear mn phla to abhi tk indivisual trading e krta tha and ab mera irada ha ka group start kya jay mn chata hn ka kuch real new and old traders mil jayn to bhot e bhtr ho ga dear market mn good cheez a jay ge dear forex market mn kam krna wala logon ko chaya ka woh log group bna ln 10 sa 15 logon ka es ka kafi zyada faida hasil ho ga and mn es cheez ko kafi acha samjhta hn es sa kam divide ho jata ha dear
                • #9 Collapse

                  Aap Yahan Par working karne ke liye individual working bhi kar sakte hain aur aap Emmanuel trading bhi kar sakte hain individual trading karne ke Apni Jagah Prabhu Se benefits hai jo Apne Upar discuss Ki Hai Oriya individual trading karne ke kuch bola disadvantages bhi hai Jisko main aap ki baat karta hoon group trading karne ke baad baat karenge market ki condition ke sabse kam Karenge toh main market Mein Hone Wali movements Kabhi easily Pata Lag Jayega
                  • #10 Collapse

                    mary khayal ma group trading thek ha kau ky is ma her koi apny apny experience ko ek dosry sy shear kr ky trading krta ha jis ka bhot sara fida hota ha him logo ko or him log earning kr skty ha forex ma
                    Removed by Moderator.
                    • #11 Collapse

                      dear aap na boht achy tareeky sy group trading and individual trading ko mention kiya hia aor aap nay dono tareekoon main faidy aor nuksaan ko biyaan kiya hai dear mary khayal main koi bhi trade hoo doosroon sy share karny sy kafi knowledge hasil hooti hai doosroon ky saath apna experience share karny sy apna bhi aor doosroon ka bhi knowledge barhata hia ais liye mary khayal main her trader ko doosroon sy share zaroor karna chahyee aor rahe baat emotion ko control karny ki to trade main kamyabi tab he milti hai jab aap ko apny emotions ko control karny ki bhi achi practice hasil hoo jaye jitna aap apny emotions ko control karna seekh jaty hia utna us ka aap ko faida hoota hia
                      • #12 Collapse

                        Trading join kernay kay bad boht say log different knowledge per trade kertay hain aur some time un ki trades wrong jati hain aur zyada ter profit main rehti hain. forex ko anaylyse kernay kay boht say tarikay hain. aur jab zyada trader mil kay mukhtalif knolwedge say apnay tajziye kertay hian to us main wrong entry ka chances boht kam ho jatay hian ager wo ye faisla kertay hain kay ager sab kay tajziaye entry den gay to wo trade main enter hon gay. is say individual ki trade behter nahi ho sakti. is liye group main discus ker kay hi trade kerni chahaye.
                        • #13 Collapse

                          dear 2no tradinhg he bethar ha kiyon kay forex mein apka jitna acha knowledge hoga itni he achi earning ki ja sakti ha lekin agar ap akely work karty hein to kabhi is mei galti kay chances bhe hoty hein lekin agar ap group trading karty hein to behtar trading kar skty hein kiyon kay agar ap kay group mein sab expert houn to sab mil kay apny trading kay bary mein review dein gay jis say bohat he achi earning ki ja sakti ha or acha profit earn kiya ja sakta ha is liye market kay sath touch rehna bohat he zarori ha or then ap market say bohat he acha profit earn kar sakty hein or apni life ko change kar sakty hein is liye acha work apko kamyab bna sakta ha or jis say ap easy success hasil kar sakty hein is liye trading group trading best ha jis say ap sabhi ek achi earning hasil kar sakty hein
                          • #14 Collapse

                            Asalam o alikum dear ap both ache post ki ha forex trading ap group main ya individual trading kar sakty han dear donu k apny apny advantage or disadvantages han
                            Mary khayal main dear agr ap k pass full knowledge or experience ha to ap akaly trading karny ta k ap easily trading karny or forex trading successful ho individual trading main ko apny emotion or greedy pe control karna zarori ha warna ap successful ni ho sakeny gy aik bar plan bana lan us ko phr change na karny usi pe amal karny
                            Group trading main ap k pass knowledge or experience kam ha to phr ap group main trading karny or us main bi ap ko chae ha ihtiyat sy trading karny market ko ache tahra discuss karny samjny trend kis tariff ha market kdr ja rehe ha is sab dost Jo group main hon market ko dakh k trading karny
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: b2b پيغام ديکھيے
                              Kafi saray traders ko yeh decision karnay mai kafi mushkil paish aate hai ke trading karty time per group mai trading karna behtar rehta hai jahan per woh trading kay doran baqi logon say mashwara b lain skin aur trading kay dorn aik dosray ke experience ka faida b utha sakin . yah phir in ko akailay he trading karne chiye jis mai inko disturb karnay wala koi b na ho aur woh concentration kay sath trading kar sakin.

                              Forex trading mai Group trading aur individual trading kay maire khayal say yeh advantages aur disadvantages hain jis kay baad app khud b faisa kar sakty hain ke in mai say kon sa behtar hai.

                              Group Trading:

                              Advantages:
                              1. Group trading mai traders ko aik faida yeh hota ha ke saray traders aik dosray ke knolwege say faida utha kar trading kar sakty hain.
                              2. Group members trading kay doran aik dosray ko motivation ka sabab b ban sakty hain.
                              3. Group mai trading karnay ka aik bara faida yeh hai ke traders ka emotion control individual trader ke nisbat behtar rehta hai .
                              4. Group mai members ke aik dosray ke sath proper sharing ho tu fundamental per aur market technical per achi discussion ho jate hai jis say traders ko trade karny say pehlay achi malumat mil jate ha.
                              5. Group mai trader mai trading discipline ziada hota ha kion ke who aik dosray ko b monitor kar rahay hoty hain.
                              6. Group members combined knowledge aur experience use kar kay behtar decision making kar sakty hain.

                              Disadvantages:
                              1. Trading kay doran traders kay liye concentration ka hona zaroori hai aur aur kafi dafa group trading mai yeh mumkin nai rehta ke traders proper tareeqay say market ko watch kar sakin.
                              2. Group members ka knowledge level ager aik dosray say bohot alag alag ho tu b trading mai kafi maslay padia hoty hai.
                              3. Dunyia kay saray traders ka apna apna trading style aur strategies hoti hai , aur kafi dafa ager goup mai different trading style waly log hon tu group trading ka koi b faida nai hota hai .

                              Individual Trading

                              Advantages:Disadvantages:

                              Mere Haal Mein to individual training Jyada baithe hai Kyonki Jab aap individual trading karte hain to learning bhi kuch jyada karte hain aur Forex trading Mein trade Karke sakte hai Magar aap group trading Karenge to Bahut Si Baatein Aur mil Jati Hai Jiski wajah se Akshara decisions galat bhi ho Jate Hain isiliye Mein individual trading karna Jadhav mattress making format would be individually trading karta hoon target reading Karke main profit gain kar Sakun overbearing Apne trading se learning bhi kar Sakun
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X