Kafi saray traders ko yeh decision karnay mai kafi mushkil paish aate hai ke trading karty time per group mai trading karna behtar rehta hai jahan per woh trading kay doran baqi logon say mashwara b lain skin aur trading kay dorn aik dosray ke experience ka faida b utha sakin . yah phir in ko akailay he trading karne chiye jis mai inko disturb karnay wala koi b na ho aur woh concentration kay sath trading kar sakin.
Forex trading mai Group trading aur individual trading kay maire khayal say yeh advantages aur disadvantages hain jis kay baad app khud b faisa kar sakty hain ke in mai say kon sa behtar hai.
Group Trading:
Advantages:
1. Group trading mai traders ko aik faida yeh hota ha ke saray traders aik dosray ke knolwege say faida utha kar trading kar sakty hain.
2. Group members trading kay doran aik dosray ko motivation ka sabab b ban sakty hain.
3. Group mai trading karnay ka aik bara faida yeh hai ke traders ka emotion control individual trader ke nisbat behtar rehta hai .
4. Group mai members ke aik dosray ke sath proper sharing ho tu fundamental per aur market technical per achi discussion ho jate hai jis say traders ko trade karny say pehlay achi malumat mil jate ha.
5. Group mai trader mai trading discipline ziada hota ha kion ke who aik dosray ko b monitor kar rahay hoty hain.
6. Group members combined knowledge aur experience use kar kay behtar decision making kar sakty hain.
Disadvantages:
1. Trading kay doran traders kay liye concentration ka hona zaroori hai aur aur kafi dafa group trading mai yeh mumkin nai rehta ke traders proper tareeqay say market ko watch kar sakin.
2. Group members ka knowledge level ager aik dosray say bohot alag alag ho tu b trading mai kafi maslay padia hoty hai.
3. Dunyia kay saray traders ka apna apna trading style aur strategies hoti hai , aur kafi dafa ager goup mai different trading style waly log hon tu group trading ka koi b faida nai hota hai .
Individual Trading
Advantages:Disadvantages:

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим