How to decrease risk ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: How to decrease risk ?

    dear members risk ko kam krne k mukhtalif tareeqay hain. ap emotional trading se prhaiz kren agr aik trader zida profit k hasool k liay aoni trades ka lot size bara rakhta ha to is se profit k chances brte hain to sath he loss ki ratio bhi brti ha is liay lot size kam rakhne se risk kam ho jata ha or mukhtalif trading tools ka istimaal bhi risk ko kam krne men mada deta ha stop loss and take profit ap ki trdes pr nrisk kam krte hain or ap apne kaam ko jari rakhte hain in other way aik bra nuqsaan account wash b kr sakta ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: How to decrease risk ?

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      How To Decrease Risk In Forex Trading

      Forex Trading main kamyab wohi ho paata hai jo sahi wakt main sahe aur kam sy kam risk kay sath trading karta hai, aur jis kay paas achi say achi planning hoti hai trading karny kay liey. Apni planing main risk management ko awaleen tarjeeh deni chahey aur proper plan tiyaar karna chahey. Main aap k sath chand point share karta hun jin say aap risk kam kar sakty hain.

      1. Leverage Hamesha Low Rakhen:
      Apny account ka risk zaida hona aur risk zaida leny ke bari wajha zaida leverage hai. Jab aap k pass leverage zaida hoti hai to us main aapko lalach main aa kar trade aise laga de jaati hain jo kuch he time main aapko bht zaida loss daite hn ya phir aapka account wash ho jata hai. So leverage kam sy kam honi chahey.

      2. TP Aur SL Sahi Jagha Lagana:
      Apny risk ko kam aur apni trading ko behtar bnaany kay liey take profit aur stop loss ka istemaal sahee aur achy analysis ke buniyaad par hona chahey. Aur sirf ye nahe hona chahey k apne 10 ya 20 dollar profit lena hai.

      3. Bary Timeframe Pe Trade Lagain:
      Jab trade lagany kay liey aap timeframe ka istemaal karin to kam time waly time frames ko istemaal na karin. Balkay bary timeframe ma analysis karen aur us par trade lagaain.

      4. News Par Trading Na Karen:
      Agar risk ko mazeed kam karna hai to news kay doran ya news sy pehly trading na karen. Aur agar ho sakta hai to apni open trades ko news sy pehly close kar dain. Kun k news kay wakt market main ghair mutawka movement hoti hai. Jis say aapko nuqsaan ho sakta hai.

      Asalam o alikum dear ap ny bilkal tek kaha ha forex trading main successful hony k liay zrori ha k hum forex risk ko manage karny risk ko manage karny k ley humy small lots use karni hon ge or proper analysis karny gy jab proper analysis k baad trade lagany to ap ko loss k kam chance hon gy jab bi ap proper money management k sath trading karny gy to ap ko ziada sy ziada profit ho ga warna ap ko ziada loss bi ho sakta ha is ley ap proper money management k sath or risk free trading karni chae han is k alawa humy leverage Kam rakhni chae ha is sy bi risk kafi had tak manage ho sakta ha
      • #18 Collapse

        Re: How to decrease risk ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
        Main sab traders sy pochna chahta hn k hum kesy risk free trading kr skty hain q k main kafi baar ziada risk lai kr apna account wash krwa chuka hn
        Assalamu Alaikum Ji Bhai aapne bahut accha Sawal Kiya Hai ki hum Apna Desh Kaise kam kar sakte hain Hum risk-free trading kaise kar sakte hain yeh ek Aisa Sawal Hai Jiska Jawab se Bahut Si information Milegi aur knowledge mein bhi bahut ijafa hoga bhai jahan tak mujhe lagta hai please free trading karne ke bahut Sare tarike Hain jaise ke aap Jab Bhi trailer open karne lage Tu sabse pahle acche se analysis karne analysis bhi 3 types ke hote hain apko 3 types Rahe analysis acche se kar Lene Jayenge uske baad agar aap risk free trading karna chahte hain to uske liye Jaroori hai ki aap kabhi bhi double mind hokar trade open na Karen aur Hamesha confident hokar trade open Karen Kyunki jawab remind Honge to aap sahi se apni date par focus nahi kar Payenge Jiski wajah se aapko loss ho jata hai Iske ilava thoda bahut khush Tu Jahan Tak mujhe lagta hai hame Lena Hi padta hai lekin risk utna hi Le Jitna aap Bardaasht kar sakte ho Shukriya
        • #19 Collapse

          Re: How to decrease risk ?

          hum risk ko kum forex main aik he tarikay say ker sagty hain our koi possible way nahe hai ager app mini lot k sath her dafa market main apny capital k mutabik enter hoon gay to pher us main app ko kabhe bhe loss nahe hoo ga our na he us main kabhe pher app ka account main wash ho ga humesha koshsh ho k cent account open ker k trade kerean gay to risk mazeed kum hol jeay ga
          • #20 Collapse

            Re: How to decrease risk ?

            hum dear forex main different ways say risk ko kum ker sagty hain us main pheli baat humeri learning our experinece kafi acha hona chahy pher humeri pass investment ache ho gee to pher risk kum hota hai our third hum volume of trade ko kum rakh k market main enter hon gay to pher he us main hum capital ko safe rakhty hoey life time bonus say earning ker sagty hian
            • #21 Collapse

              Re: How to decrease risk ?

              Business mai ziada ter nuqsaan risk lainay ki wajah say he hotay hain. Koi bhi conventional business ho uss mai jab business kernay wala apni zarurat say ziada ya bay waqt aisa decision kerta hai jiss ka faida usay uss waqt ki bajaey late hona Tha tou yeh risk hota hai. Jaisay asaan di example hai kay gharmioo mai sardioo ka samaan lay kay store ker Lai jaey kay mehnga bikayga. Iss Tarah uss business man nay apna sarmaya rok dia, aik aisi cheez buy ker li jo 6 month band sale hogi aur uss ka sarmaya waapis aey ga aur saath profit laey ga. Laikin uss nay risk bhi bohat ziada Lia kay Agar woh cheez he kharab hogai tou kia hoga. Uss ki strorage pay jo cost aey gi woh profit ki ratio say kia hogi. Agar price nai barhi tou kia hoga. Yeh sub woh risk bann agey jo sirf aik ghalat decision say paida hi gaey aur uss business kernay waley nay khud he apnay liye Bana liye. Issi tarah forex trading mai bhi jab trader waqt say pehlay he koi pair ya commodity sell ya buy ker laitay hain aur phir intezaar kertay hain kay kaash aisa hojaey aur kaash wesa ho jaey tou yehi risk hota hai. Risk ko decrease kernay ka best aur simple tareeka yehi hai kay wait aur trade ka formula rakha jaey aur baghair wajah kay trades na li jain
              • #22 Collapse

                Re: How to decrease risk ?

                Dear friend trading Ek risky game hai aur aur risk factor ismein Hamesha hi rahata hai lekin kuch points Aise jinhe Ham follow Karen To Ham apne aap ko risk se bacha sakte hain Jaisa ke a a Ham greed lalchi Mein Na Aaye aur apne muqarar Karda target per Jab pahunch Jaaye To Apne order ko close kar le aur Yah Na soche ke ab Mazeed graph Upar ziyada profit Hogi aur Mujhe Mazeed benefit Milega ho sakta hai yah Hamare haq Mein behtar Na Ho Aur market ekadam se niche a Jaaye dusri Baat over trading Nahin Karni over trading bhi bahut Zyada risky hai usko bhi avoid karna chahie Teesri Baat Hamen Apne balance ke hisab se lot Lagane chahie Agar Hamara account small size ka hai aur balance bhi Kam Hai To Hamen use hisab se lot Lagani chahie Ya Na Ho ke hamara account wash out ho jaaye
                • #23 Collapse

                  Re: How to decrease risk ?

                  Bhai forex me risk free trading ho sakti ha jis me bhot say points involve hoty han jesa k money management lort size chota rakhna kam sy kam trades open krna stop loss ki achi jaga selection h. Koshish krin kam sy kam risk len.
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: How to decrease risk ?

                    Risk aur reward har business ka hisaha hota ha, lakain forex trading ma successful trader wohi hota ha jo apnay risk ko decrease karay aur profit ko increase karay, ap nay bohat hi asha question raise kia ha k hm risk ko kaisay kam kar saktay hain
                    1) market ko analyse karain,. jaldbazi ma koi bhi trade open na karain, q k jab tak techcially aur fundamentally ap ko confirmation na ho trade open na karain, balke wait karain
                    2) hamesha market k trend ko follow karain, q k trend is friend in forex market, jab trend clear ho os waqt trading se ham risk ko reduce kar saktay hain, aur asha profit earn kar saktay hain,
                    3) money management ko use karain, ( lot size ko small rakhain, ya apnay account balance k according use karian, stop loss aur take profit ko use karain)
                    4) hamesha entry letay waqt support and resistance levels ko check karain
                    5) greed se avoid karain, profit ki limit ko set karain, aur apay risk ko bhi zehn ma rakhain
                    6) strong signals pe entry lain, signals ka wait karain,
                    7) news pe trading bilkul na krain, balke market k establish honay k wait karain
                    8) overtrading, multiple trades se avoid karain
                    9) apni trading strategy aur method pe trust karain
                    10) H4 aur D1 ma trading karain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X