How to decrease risk ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    How to decrease risk ?
    Main sab traders sy pochna chahta hn k hum kesy risk free trading kr skty hain q k main kafi baar ziada risk lai kr apna account wash krwa chuka hn
    Last edited by ; 12-09-2018, 02:48 PM.
    FRD 07 TRADING JOURNAL
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    How To Decrease Risk In Forex Trading

    Forex Trading main kamyab wohi ho paata hai jo sahi wakt main sahe aur kam sy kam risk kay sath trading karta hai, aur jis kay paas achi say achi planning hoti hai trading karny kay liey. Apni planing main risk management ko awaleen tarjeeh deni chahey aur proper plan tiyaar karna chahey. Main aap k sath chand point share karta hun jin say aap risk kam kar sakty hain.

    1. Leverage Hamesha Low Rakhen:
    Apny account ka risk zaida hona aur risk zaida leny ke bari wajha zaida leverage hai. Jab aap k pass leverage zaida hoti hai to us main aapko lalach main aa kar trade aise laga de jaati hain jo kuch he time main aapko bht zaida loss daite hn ya phir aapka account wash ho jata hai. So leverage kam sy kam honi chahey.

    2. TP Aur SL Sahi Jagha Lagana:
    Apny risk ko kam aur apni trading ko behtar bnaany kay liey take profit aur stop loss ka istemaal sahee aur achy analysis ke buniyaad par hona chahey. Aur sirf ye nahe hona chahey k apne 10 ya 20 dollar profit lena hai.

    3. Bary Timeframe Pe Trade Lagain:
    Jab trade lagany kay liey aap timeframe ka istemaal karin to kam time waly time frames ko istemaal na karin. Balkay bary timeframe ma analysis karen aur us par trade lagaain.

    4. News Par Trading Na Karen:
    Agar risk ko mazeed kam karna hai to news kay doran ya news sy pehly trading na karen. Aur agar ho sakta hai to apni open trades ko news sy pehly close kar dain. Kun k news kay wakt market main ghair mutawka movement hoti hai. Jis say aapko nuqsaan ho sakta hai.

    • #3 Collapse

      Risk ko decrease karny key ley ya kam karny key ley app ki trading planing par depend karta hay agar app ki trading planing aur strategy risk factor ko kam karna ho ga to mery khayal me ham asani se loss se bach sakty hey, traders agar risk ko decrease karna chahty hey to es key ley hamy proper planing karni ho gi, market news real time key mutabeq trades open karny chaye aur take profit point bahot hi short point par rakna chaye es se hamy profit to kam ho ga magar ham risk ko kam karny me es se bahot asani ho gi.
      • #4 Collapse

        dear agar ap ne money management k bary mai study ki to ap aus k zarye apny account par risk kam le sakty hai aus k liay ye zarori hai k ap apny account balance k hisab se 2% nikal ley to ap ko samjh aa jaye ga k ap ki per lot par kitna loss ho to ap ki trade close ho jaye aus k hisab se phir ap jo bhi trade lagao gay to ap aus k pips count kar k lot ka hisab lagao gay k ais lot k hisab se atny pips par mera atna loss ho ga to aisy ap apny account par agar sirf 2% risk lety hai to ap bahot hi safe trading kar rahy hai.
        • #5 Collapse

          Forex ke market kafi unpredictable hai aur iss market mai prices mai change bohot taize kay sath change hoti hai iss liye Forex trading pehlay say he bohot risky business hai aur iss mai risk ka factor waise b bohot ziada hota hai baqi business ke nisbat.
          Forex mai kamyabi hasil karny ke liye yeh zaroori ho jata hai ke traders apni traf say jis had tak mumkin ho apni investment ko jis had tak mumkin ho risk say doar rakhin.

          Risk ko kam karnay ke liye traders yeh kaam kar sakty hain :

          1. Choty lot size kay sath aur kam leverage use kar kay trading Karin

          2. Traders yeh yaad rakhin ke har time per market mai trade open hona zaroori nai hai , achy moqy ka wait Karin trade open Karin aur apna target pora honay ke bad trade close kar dain aur trades ko ghair zaroori toor per open na chorain.


          3. Trading kay doran proper money management zaroori hai aur kisi b aik trade mai apny capital kay 5 ya 7 percent say ziada ka risk na lain tu behtar hai.

          4. Over trading say perhaiz Karin


          5. Trading position open karny say pehlay iss ka analysis Karin, aur khabi b jaldi mai trade open na Karin.

          6. Kisi b fourm say dosray traders ke share karda trades parh kar trading position open na Karin kion ke har trader ka apna risk profile aur trading style hota hai jis ko consider ka kay he trade open karne chaiye.


          7. Market kaay trend kay against trading na Karin aur revenge trading say perhaiz Karin.

          Ager traders inn baton ka khayal Karin tu maire khayal say trading mai kafi behtri aa sakti hai aur risk ko kam kiya ja sakta hai.
          • #6 Collapse

            Agar ap risk free trading karna chahty hai to apko chahiye k ap trading ki practice zeyada sy zeyada kary or trading karty waqt do cheezo ka kheyal rakhy
            Take Profit
            Stop Loss
            Agar ap in ko set kary gy to ap ka kafi risk kam ho jaye ga.
            Or in k ilawa jo ap mistakes karty hain ya ho jati hain ap unko kahi likh ly or try kary k dobara wo mistakes na kary is tarha ap ye kuch steps kar k apni trading rist free kar sakty hai or agar risk free na b huwi to ap ka risk kam to zroor hoga.
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
              Main sab traders sy pochna chahta hn k hum kesy risk free trading kr skty hain q k main kafi baar ziada risk lai kr apna account wash krwa chuka hn
              agar ap chahte hain k ap risk free trading karain to main ap logon ko yahe kahn ga k apko chaie k sab se pehle jo investment ap kr rhy ho wo apne apne pas se he karo kisi se udhar lai k ni karo q k us pai ap ko loss ka dar rehta hai aru ap khul k trading ni kar sakte ho aur then apne emotions pai qabo rakho q k forex trading main apka sab se bara dushman apk emotions hain jo apko is main nakam bna daite hain aur jitn aho sake trading ka knowledge gain kar to ap kamyab raho gay aur risk free ho k trade karo gay
              • #8 Collapse

                Explain working karne ke liye aap ko respect ki management Kar Na hoti hai aapko chahiye kya frisco jahan tak ho sake minimise Kare working ko acche se manage Kare aap apne level ko increase Kare maximum Tak aap Jain explanation Kare kuch bhi Kare Jahan Bhi ho aapko risk ko kam karna hoga
                 
                • #9 Collapse

                  DECREASE THE RISK
                  forex trading main risk free trading ho gy jb trader ko forex trading business ka experience ho ga aor trader ko forex trading main risk management kay rules ka thek tarah say pata ho ga aor forex trading main high risky trading profit earning kay liay use karna aor trading main account balance ko wash karna trader kay liay thek nhy hota hay is tarah say trader ka dil tot jata hay aor trader trading business ko loss kar kay chorr data hay forex trading main risk management ko trader nay smjhna hay aor trader nay forex trading main low volume lots ka use karna hay aor trading main big profit ka greed mind main nhy lay ana hay aor trader ko forex trading main good experience and knowledge say trading karna hay aor kabhy mistakes business main nahy karna han jo kah loss ka cause bnain aor trader risk free ho kar trading kar lay ga jb trader ko business ki good management ay gy aor trader kay liay important bhy hay kah woh forex business main good management say trading karay aor trading main right paths forex business kay use karay high risk use na karay phr trading main risk free ho kar trading kar kay profit earn kar lay ga
                  • #10 Collapse

                    friends mairi nazar main ager trade lagany sy pehly ager aap apny ballance ka jaesa ly kar stop loss adjust karty hain aor lalich ki dunya sy bahir rehny ki koshish karty hain to acount k wash hony ka to sawal he paida nai hota peechy reh gaya aap ka experience k aap analysis krny main kitny strong hain ager aap achay analysis ky sath trade laity hain aor 80% tak profit main rehty hain to aap sy bara trader koi nai q k forex ki dunya main 100 % kuch naheen sawaay aap k experience k aor experience ka mutbadil dunya ki koi cheeze nai
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: Frd07 پيغام ديکھيے
                      Main sab traders sy pochna chahta hn k hum kesy risk free trading kr skty hain q k main kafi baar ziada risk lai kr apna account wash krwa chuka hn
                      Bhai AP ny bhot hi achi question poucha ha Mary khayal ma ager him log mhnat krty ha or currency py Kam lot size ky sath trading krty ha to is soorat ma him log acha profit bna skty ha is ky let's him logo ko sirf or sirf mhnat krna hoti ha or Bhai him logo ko lalach sy bi door rhna hota ha ager him log lalach ma a KR trading krty ha to is soorat ma risk or zayada ho jata ha
                      • #12 Collapse

                        G han jnb aap nain bht achi baat kiya hai k him apna risk factor jesay decrease kar saktay hain main aapko batata chalon k aap apna account PR risk factor bilkul nan honain k birabar rakhain q k agar aap ka account barha hai to phir to chance hotay hain k aap apna account save kar lo but jub aapka account chota ho ga to thorax sa risk bhi aapko kaafi mehnga path Sakta hai air result k tour PR aap ka account wash kar Sakta hai is liye main kuch cheezain aap ko batata hun jin PR ammal kar k aap risk factor kam kar Sakta ho aik to apna lot size account k mutabiq rakhain air minimum rakhain doosra papna SL air to laazmi set kar nain ta k loss ziada nan ho....
                        • #13 Collapse

                          Forex Mein kaam karne ke liye Aap Yahan Par risk ko kam se kam Lage Itna Jyada Bihar Police kaam Lenge aapko yaise income pura nahi hai Jyada kam Hogi agar aap Yahan Par risk kam karne ke liye Yaad Aate Hain Uske sabse sabse Jyada Speed ke sath aap ko kaam karna hota hai aur aap kahan se maximum working Karke Sabko Aage Ki Taraf Lekar Aana hota hai aur kaam aapka Ehsaan ho jata hai
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: How to decrease risk ?

                            Trading trading save a different style use karte hain kuch credit score scalping karna pasand hai scalping trading strategy Hai Jisme traders small profit Bana kar apni tradeco cut kar dete hain aur bahut set Railways long term trading karte hain Iske Alawa kuch traders a short term trading day Karte Hain Har trader Apne experience ke hisab se trading karta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: How to decrease risk ?

                              Hum logo Ko risk decrease Karna Hai To fir iske liye Hum logo ko chahiye ki hum log Jyada Se Jyada hard work karna chahiye Jitna Jyada Hum Log hardwork Karenge itna hi jyada Hum logo ko iska fayda hoga isliye Hum logo ko Jyada Se Jyada hard work karte hue trading Karni chahi
                              Removed by Moderator.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X