Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

    Teachers Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Ke demo account summary trading karne mein practically help karta hai aur Hamein market ke ab share down hone ka bhi Pata Chalta Hai isliye mere saath mein to demo account sabse best teacher hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

      Asalam o alikum friend ap ny bot acha question kea ha friend jasa k emotions py qabo pana bot mushkil hota hy mgr ap trading krty wakt ye bt zahn m rakh kr trading karan k hamy hmary emotions ki wja sy loss ho ra hy to ham koshish kr k apny emotions py qabo pa skty han jb hamy loss ho ra hota hy to hamy apny emotions py qabo rakhna chaiy market ko study kr k anylyses ko smj kr trade close krni chaiy ta k zyada loss na ho or agr loss ho b thora bot to wo new trade open karny ki wja sy recover ho jaiy motions zindgi k hr mor py hi hamy qabo pana chaiy q k profit loss sb hi emotions py depend krty han
      • #18 Collapse

        Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

        EMOTIONS KA CONTROL KRNA:

        Dakho trading main emotional hona boht loss data hay trader ko trading main khod ka mind sahi rkhna hy trader ko kabhi trading main emotional nhi hona chhy trader ko market ko fresh mind say trading krna ha trading main mistakes ki gunjaish nhi di jati ha is liay trader ko forex trading main relax ho kar trading krni ha trading main proper planing krni ha trading main koi aisa ghlt plan sy trading nahi krna hay jo trader ko loss day is liay trader ko market main good knowledge and experience sy trading krni hay trading main emotional kabhi nhi hona hay trading main right methods trading ka use krna hay trading main clear mind ho trading main bad things ka use na ho trading main trader greedy kabhi na ho trading main aisa work krain jo kah trading main earning day trading main loss na day trader ko hard working krna aor trading main right ways ka use karna hi trading main successful trader bna skta hay is liay trading main bhtr work krain aor emotion say bcha krain phr trading main kamaybhi hoti ha.
        • #19 Collapse

          Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

          Yeh baat toh aapne Sunil bhi Hogi trend friend of the trader isliye traders ko chahiye ke Hamesha friend ke sath trading Karen aur trending ke against trade na Karen lekin apni Puri planning karne ke bad hi trading Karni chahiye
           
          • #20 Collapse

            Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

            dear yoon to hamara trading k douraan apnay emotions ko control main rakhna bahut he mushkil kaam hay k jub tak ham lose krk na seekh lain laikin agar ham apna mined is hisaab say use krtay hain k hamko aik professional traders banna hay to hamko aisay mined k sath achi learning ki zarurat hay aur jitna ho sakta hay ham markeet main kam say kam aur chotty say chotty lots ka use karain aur ho sakay to ham kabhi bhi entra day koi trades na lain jiska result barray barray experts ko bhi lose main milta hay agar ham in baatnko apnay mined k sath fix krnay main success hain to ham amrkeet main apnay emotions pay control krnay main kamyaab hain laikn aisa krna mushkil zarur hay na mumkin nai hay.
            • #21 Collapse

              Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

              ji mere Bhai aapane bilkul theek kaha training karte hue apne motion ko control karna chahie vaise to emotions ko control karna thoda difficult hota hai lekin hamen isko control karna chahie aur ful confidence ke sath trade karni chahie is hamen fayda hoga agar hamen confidence ko game karna hai to hamen iske bare mein jyada se jyada experience hasil karne chahie ismein jyada se jyada mehnat karni chahie ismein jyada se jyada time spend karna chahie to isase Ham apne emotions ko control kar sakte hain aur hamen ismein stop loss aur take profit ka set karna chahie Taki Ham kisi. Taki loss or profit hasil kar sake I jyada profit and loss has le kar sake aur apni money management on time management ke sath chalna chahie ismein jyada se jyada time spend Karen aur isko samjhana aur iski market Karen
              • #22 Collapse

                Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                bhai jan hmain apni trading main aghr acha profit gain krna hai tu hmain apni trdaing k doran apny emoions par control karna hota hai q k jub hum apny emotions par control nahi karty hain tu he hum apni trdaing main loss ko face karty hain es liye hmain har os point ko avoide krna chahye jis se hmain loss hony k chnaces hoty hain apny emotion ko control karny k liye apko sub se pahly apny mind ko es bat par set krna hota hai k aghr ap over react karty hain yah jald abazi main kuj bhi karengy tu apka loss zayda ho skta hai tu bahtr yahi hai k aghr hum soch sjh kar trdaing karen tu hmain loss nahi hoga es k liye bahtr hal yai hai k ap aik time table set kar k trdaing karen jis se apko zyda loss nahi hoga or ap achi trading kar skaengy
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                  Forex trading kay Doraan emotions ko control kernay kay liye bohat mazboot mind set ki zarurat hai. Jab traders trading ker rahey hotay hain uss waqt unhain ye baat pata hoti hai kay ghalti karengay ya koi risk laingay tou unhain loss ho sakta hai. Forex traders aisay faislay ker laitay hain jinn ka kisi calculation ya learning say koi taaluq nahi hota jiss ka wajah sirf unka emotional pann hota hai. Emotions pay control kernay kay liye ye bohat zaruri hai kay traders apnay loss ya profit dono kay baad kuch dair kay liye trading nahi karain aur apni closed trades ko view ker lain aur iss baat ko samjhain kay profit ya loss kiyu Hua hai aur uss kay baad dobara bhi same mistake na ho sakey ya phir profitable trade kay liye achi strategy dobara Banai jaa sakey

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X