Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?
    Trading kay doran emotions ke wajha sy mujhy bht nuqsaan hota hai, ma aisa kiya karun k ma trading main emotional ho k faisly na karun?
    Last edited by ; 30-08-2018, 01:35 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
    Trading kay doran emotions ke wajha sy mujhy bht nuqsaan hota hai, ma aisa kiya karun k ma trading main emotional ho k faisly na karun?
    trading karte huye Apne emotions ko control karna sabse Jyada difficult hota hai lekin Hum is ko sabse Jyada easy bhi bana sakte hain aur woh bahut pasand hai iska sabse best Tarika Yeh Hai Ke Hum Los ko Hamesha part of business Sanjay aur usko normal Mein Kabhi Hum acchi trading kar Sakenge Kyunki Hum Log ka fair nahi karenge
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      emotions ko control karny key ley traders ko trading key strong rules banana chaye, aur situation koch be ho traders ko apny rules ko follow karna chaye,

      1. profit targets: traders ko daily, weekly. monthly profit key targets set karna chaye aur koch be ho jaye profit target complete hony key bad kesi kisam ki over trading nahi karni chaye.

      2. trading timing: day aur night me se kesi 1 me time me trading karna chaye, agar traders day time me trading karty hey aur us ko day trading me loss ho jaye to wo loss us ko night time ki trading me recover karny ki koshish na kary, night time me esy traders ko market ko analysis karna chaye aur next day time me apny loss ko be pora kary aur apna profit ka target be complete karny ki koshish karni chaye.
      ye 2 esy rules hey jes ko follow karny key bad traders emotions kabi be nahi kar sakty aur na hi greed kar sakty hey.
      • #4 Collapse

        forex trading main har trador main emotipns hoty ahin or wo apny har action main aik naya he emotion craete karta hai jis main aik aysa emotions hota hai jis se hmain he nuksan hota hai or wo hai hmari jald bazi jub hum jald bazi main trading karty hain yah kaiis bhi trah ki koi jaldi main trade lgaty hain tu yah hmary liye boht mushkil hota hai es ki ayh wjah hoti hai k hum jald bazi main kamkarty sub kuj olat he kar dety hain jis ki wjah se hmain mazeed loss ho jtaa hai tu jub hum es bat ko apny mind main rakhty hain k emotions main contarol na rakhny se hmain loss ho skat hai tu hamin es factor ko kam kar dena chhae or soch smjh kar trading karni chhayar
        • #5 Collapse

          bhai jub hum apny mind ko set karty hain tu kafi had tak hmara mind set ho bhi jata hai es liye hum aghr ayh bat mind main rakhen k aghr hum emotons ko control nhai karengy tu hmain loss hoga or mera khyal hai k koi bhi nahi chta aho ga k hmain lsos ho tu hmain jitna hos kay pany emotions ko control karna chhyae ta k hmain loss na ho or hum apni trading ko bhtar se bhtr bna skaen forex trdaing main kmayb hony k liye aaik yah amal bhi hai k hmain apny eotions ko bhi control karna hota hai or jo karta hai wo kamyab bhi ho jaty hain
          • #6 Collapse

            Wesy tou forex trading main emotions ko control kerna zara mushkil kam hai ky jab profit zyada hasil ho raha ho tab bhi aur agar open trade continue loss main chalna shuru ker dy tab bhi emotions control nehi ho rehy hoty lekin emotions ko control kerny ka behtreen tareeqa yeah hai ky ap jab bhi kisi pair main trade open kerain tou achy analysis ker ky achi prediction ky sath apny balance ky hisab sy lot size select ker ky trade open kerain aur stop loss aur take profit laga ker same trade ko continue rehny dain aur apna meta trader close ker lain so agar ap daily basis per trade kerty hain tou sirf aesy time main dobara meta trader open kerain tab apko sure ho jaey ky ab tak stop loss ya take profit hit ker chuka hoga tou agar profit main hit Kia ho tab bhi aur agar loss hit Kia ho tab bhi ham emotional nehi hoty aur next trade open kerny ka sochty hain so yeahi aik best tareeqa hai during open trade emotions ko control kerny ka warna bar bar market open kerny sy control nehi reh sakta
            • #7 Collapse

              Jnb aap nain bilkul sahi kaha hai k emotion ko control kesay karen darasal agar aap trading jar rahay hain to aap ko emotion bilkul show ni karnain chaye tb hi aap kamyab hungay yeah barhay buisness mans ki nishani hoti hai k woh emotion ko trade k doran control kartay hain is ko control karnain k kaafi tariqay hain jo k main aapko bata deta hun umeed hai aap ki behtari ho gi
              PROFIT AND LOSS ARE PART OF BUiSNESS
              G han jnb bilkul profit loss donon trading ka hissa hain agar aap koi bhi trade lagatay hain to aap ko donon side daikhni chayen trading ki k is main kitna profit ho sakta hai aur agar markeet opposite chalay to kitna loss ho sakta hai agar aap k mind mqin pehlay hi loss or profit donon hon gay to phir aap k sath masla ni banayga jub aap ka loss ho ga aur next trade main aap ko kaafi help bhi karayga yeah kaam ...aur jub profit ho tb bhi ziada excited nan hun q k woh bhi kaafi muqsan deh hai agar aap ziada khush ho k ghalat trade laga bethain gay to woh phir aap ko pareshan honain pr majboor kar day gi.
              Cool mind
              Dosto jesay k main bata chukka hun k jub bhi aap tenshion main hun trade bilkul nan lagyen q k yeah aap ko nuqsan hi phonchayegi nan k faida day gi hamesha trading k doran cool mind rahen aur ziada ghussa ya tenshion lenain ki zaroorat ni hai jis din aap ko lag raha ho k aap ka mood ni theak us din trade nan karen aur thora sa wait kar lain jub relax ho jayen us k baad hi koi trade lagayen .
              Sabar say kaam lain
              Hamesha trading k doran sbaar say kaam lain kbhi bhi jaldbaazi nan karen aur apni stretgy ko time dain tb hi acha prpfit gain kar sakaingay aur sabar k yeah bhi faiday hain k jub bhi koi trade losa main ho to insan cool rehta hai ziada tense ni hota is liye sabar ko apni adat bana lain tb hi aap kamyab ho sakaingay..
              Trading say pehlay analysis
              Hamesha trade laganain say pehlay achi tarah soch lain aisa nan ho k aap trade laga k sochain jo k fazool hai is liye trade laganain say pehlay achi tarah analysis kar lain ta k baad main pachtanan nan parhay ...
              Environment for trading..
              Trading k doran mahol bht assar rakhta hai jub bhi aap trade karain aik araamdeh aur sukoon walau mahol main bethain ta k koi disturb nan karay aur aap sukoon say trade kar lain kbhi bhi rush aur shor wali jagha pr trade nan karan q k woh aap ko ghalat trade laganin pr majboor kar dain gay aur aap jaldi main trade phansa k beth jayengay aur phir un ko nikaltay nikaltay kaafi time lag jayega ...
              Aur meray bhai sb say akhir main khud ko relax rakhnain k liye ibadat kiya karen yeah aapko fresh rakhaygi aur doosra cool mind rakhaygi aur sabar payeda karaygi
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
                Trading kay doran emotions ke wajha sy mujhy bht nuqsaan hota hai, ma aisa kiya karun k ma trading main emotional ho k faisly na karun?
                Forex trading me aap jo soch rakh kar order lagaen gay apka emotions waisy hi apki trading ko effect kary ga. Suppose, 100$ pe aap ne sirf 0.05$ order lagaya tu aapko pata hoga kay apka volume itna hai kay aap usko two days tak laga rehny de saktay hain or aap ne ye chez bhi noti ki hogi kay wo order profit me bhi aa jata hai. Magr agar aap 100$ 5.00 ka volume laga den gay tu aapky emotions automatically high ho jaen gay or aap isko profit me close karna chahen gay. Yehi hai over volume or over trading.
                • #9 Collapse

                  Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                  Teachers Hamari trading karne mein sirf help kar sakte hain Jab Ke demo account Hamare trading karne mein practically help karta hai aur Hamein market ke accident hone ka bhi Pata Chalta Hai isliye mere saath mein to demo account sabse best teacher hai
                   
                  • #10 Collapse

                    Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                    Forex market main trading kernay ka aur emotion ka control kernay ka aik hi trika hay wo trading plan aur trading strategy hay. ager trader kay pas acha trading plan ho ga aur wo achi trading strategy use keray ga to wo achi trading keray ga. trader apnay emotion main tab hi perta hay jab us ko koe idea nahi hota aur us ka pas koe rules nahi hotay na trading kay aur na hi analysis kay. is liye trader emotional trading kerta hay. jab trader apnay rules per sakhti say amal kerta hay to wo kabi bhi emotional trading nahi keray ga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                      har bandy ko yeh pata hy keh jo kaam bhi emotios main a kar kia jae to us main aksar logon ko nuqsan uthana parhta hy to hamishan jo kaam bhi kia jae aram sakon or bary hi hosly ky sath soch sumjh kar kia hy but swal yeh hy keh juzbat ko trading ky dowran qabo kaisy rukha jae to us ko kabo karny ka tariqah main is trah sy mashwrah don ga keh jub bhi ap trading kar rahy hon or markit ap ko naffy ky chans bata rahi ho usmain ap sub sy pehly forex ki sabqah tarikh ko dikhin or parhin or us haalut main ap logon ko jo nafy howy un naffon ky sath sath jo logon ko nusan howy un ko bhi samny rakhin to umid mhy keh jub ap trade karty waqt in chizon ka khayal rakhin gy to nuqsan sy buch kar ap trad kar sakin gy or hosly ky sath trade kar paen gy
                      • #12 Collapse

                        Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                        Forex k andar aik trader ki success maen us k emotions boht he important role aik trader ki success maen play kerty Hain ager app ko apny emotions k oper control nahe Hy to pher app ko us business maen loss he ho ga app kabhe bhe acha profit earn nahe ker pair gay app ko success tb he milay get jab app emoyko control ker sago gay
                        App forex maen emotions ko the he control ker sagty haen jab app apni her trade small lot k sath our money management k mutabik lain gay over trading nahe karea gay free margin acha ho ga pher he app k emotions app k control maen Hoon gay pher he kamyaabi app ko forex maen hasel hoo gee
                        • #13 Collapse

                          Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                          dear ap emotion ko control karnay ka farmula he yehi ha jabhi ap ek achy trader ho to ap market mein enter honay ky bad lalich chore do kiyon kay lalich he apko nuqsan day gi is liye forex mein agar ap achi earning karna chahty hein to hard work or acha experience hona bohat he zarori ha or us kay sath sath apkay pass market mein girift hona zrori ha jabhi ap risk free trading kareen gay to ap apny emotion ko control easy kar sakty hein kiyon kay jitna zyada laich itna he zyada loss is liye loss say bachny kay liye forex mein basic ko read krna or us mein behtar earning kay liye acha deposit hona zarori ha tabhi ap apny emotion ko control mein rakh sakty hein or acha profit earn kar sakty hein
                          • #14 Collapse

                            Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                            Hum Apny Emotions ko trading ky doran is sorat me control rkh skty hain ky humara mind bilkul fresh ho . Hum apni Trading ko dosro ky signal par insahar na kryn. Hum apni skill ky sath Trading kryn . Hum apni har trade me Stop Loss ka istamal Lazmi kryn . Hum ayk se zada over trading kabhi na kryn. hum big volume ky sath kabhi trading na kry. is sorat me hum emotions par control pa skyt hain.
                            Mehnat Me Azmat hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Hum apnay emotions ko trading kay doran kaisay control kar saktay hain ?

                              Ji bhai jan Forex trading main sab say mushkil kam apnay emotions ko control karna hay jab k emotions ka control hi Forex trading kay liay bohat zarori hay emotion hay kia Forex main trader kay woh jazbat jo us main profit and loss dono ki soarat main paida hotay han jin ki waja say woh Forex trading main koi na koi bari mistake kar leta hay jo kisi baray nuqsan ka sabab banta hay aksar aisa hota hay k trader ko trading main profit howa to woh bara khush howa aor emotion main a kar juld bazi ki aor mazeed profit kay lalach main bina market ki movement judge kiay big trade laga di aor jaldi main trade ghalt time lag gai aor usay jis taran profit howa tha aor woh emotional ho kar wrong time trade laga betha tha isi taran usay loss bhi ho gia ab loss ko lay kar woh dis hart ho gia aor emotional ho kar trade chor di jo k us kay liay bohat bara loss hay in dono soorton main apnay emotions ko control karna chahiay yehni profit ki soorat main dobara trade lgatay howay jald bazi nahen karni chahiay aor soch samajh kar trade lagani chahiay jab k loss ki soorat main apni mistakes ko identify karna chahiay aor next main in mistakes say avid karna chahiay.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X