Time Frames:
Jab aap chart par analysis karty hain to us main aap kay pass options hoty hain kay aap kitny time frame main price ke movement ko dekhna chahty hain. Maslan chart main aapko 1min, 5min, 15min, 30min, 1H, 4H, 1D ya 1W waly options milty hain. Jin par aap analysis kar skty hain.
Why i prefer High Time Frames:
Main jab bhe analysis karta hun high time frames maslan 4H ya phr 1D ka option select karta hun. Jis ke sirf 3 simple wajohaat hain.
1. High time frame main aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time frame kay.
2. High time frame main support or resistance clear nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time frame main aksar fake breakouts hoty hain.
3. High time frame aapko zayda behtar moky fraham karta hay aur aap lami trade ya zayda pips wali trade comfortably kar sakty ho aur high time frame aapko over trading se bachaata hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим