Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

    Dear Aisa zaroori Nahi Ki Hai timeframe hi aap acchi trading kar sakte hain jaise ki agar aap kam timeframe we use karen to short term trading kaafi acchi kar sakte hain Kyunki long term trading ke liye aap hi time frame use kar sakte hain Kyunki Bade time frame mein aap long term trade ko Talash kar sakte hain aur Market ko achi Tarah analyse kar sakte hain isliye log jyadatar time frame 4 ghante ka car yard FIR Ek Din ka use karte hain Jo ke long term trading ke liye best hai aur Agar Dikhaye to 30 minute ke time frame a short term trading bahut hi perfect Kari Ja sakti hai isliye a experience Hona jaruri hai aap Kisi bhi time frame main acchi ring kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

      اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
      Time Frames:

      Jab aap chart par analysis karty hain to us main aap kay pass options hoty hain kay aap kitny time frame main price ke movement ko dekhna chahty hain. Maslan chart main aapko 1min, 5min, 15min, 30min, 1H, 4H, 1D ya 1W waly options milty hain. Jin par aap analysis kar skty hain.

      Why i prefer High Time Frames:

      Main jab bhe analysis karta hun high time frames maslan 4H ya phr 1D ka option select karta hun. Jis ke sirf 3 simple wajohaat hain.
      1. High time frame main aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time frame kay.
      2. High time frame main support or resistance clear nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time frame main aksar fake breakouts hoty hain.
      3. High time frame aapko zayda behtar moky fraham karta hay aur aap lami trade ya zayda pips wali trade comfortably kar sakty ho aur high time frame aapko over trading se bachaata hai.
      dear friend aapane bilkul sahi kaha hai ki Hamen 40 Forex trading mein analysis karne ke liye high time frame istemal karna chahie Jaise Hamen jyada prapt ho sakta hai aur confirm moment Ka Pata Chal sakta hai jab tak proper analysis Nahin Karenge To Hamen Las ho sakta hai isliye Hamen main proper analysis karne chahie aur Bade timeframe mein Main analysis Karke a acchi trade Lagani chahie Jaise Hamen main Jyada profit ho aur last chance bilkul Bhi Na Ho Jitna time frame bada hoga utna analysis acche kar Sakenge Chhote timeframe mein analysis acche nahin kar sakte aur Chhote timeframe mein Hamen movement confirm Nahin Hoti Hai isliye Ye 4h aur one day Chahat Mein Main analysis karne chahie Jaise a moment confirm ho sakti hai Zyada Behtar tarike se aur ham acchi trading kar sakte hain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

        Trading terminal MT4 pay bohat si cheezain aisi hain jo trader ko bohat help kerti hain. Forex mai trading terminal ko he trading platform bhi kaha Jata hai. Kiyu kay tamaam trading yahi pay hoti hai. Trading terminal pay degar bohat si cheezoo kay saath time frames bhi kaafi ziada banaey gaey hain. Time frames ka Matlab hai kay trading market ki live market iss waqt kiss price pay move ker rahi hai. Time frames ki madad say traders ko uss waqt ki current movements aur saath saath previous movements bhi pata chal sakti hain. Time frames ko expert hamehsa big range mai analysis kernay kay liye prefer kertay hain. Issi tarah trends nikaalnay kay liye bhi big time frames ko use kia Jata hai. Jo traders scalping kertay hain unn kay liye small times ziada achay results daitay hain kiyu kay scalping mai trades ko ziada lot size kay sath short time mai close kerna hota hai takay acha profit secure kia jaa sakey.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
          Time Frames:

          Jab aap chart par analysis karty hain to us main aap kay pass options hoty hain kay aap kitny time frame main price ke movement ko dekhna chahty hain. Maslan chart main aapko 1min, 5min, 15min, 30min, 1H, 4H, 1D ya 1W waly options milty hain. Jin par aap analysis kar skty hain.

          Why i prefer High Time Frames:

          Main jab bhe analysis karta hun high time frames maslan 4H ya phr 1D ka option select karta hun. Jis ke sirf 3 simple wajohaat hain.
          1. High time frame main aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time frame kay.
          2. High time frame main support or resistance clear nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time frame main aksar fake breakouts hoty hain.
          3. High time frame aapko zayda behtar moky fraham karta hay aur aap lami trade ya zayda pips wali trade comfortably kar sakty ho aur high time frame aapko over trading se bachaata hai.
          Long time frame Mein market ke analysis karna isliye Jyada Baithe Hota Hai Kyon K Market Ko Agar long time mein dekha Jaaye to vah ek side per bhi maaf kar rahi hoti hai lekin long term trading karne ke liye aapke pass account mein balance Bhi Jyada Hona chahie aur trading ka experience bhi achcha Hona chahie Agar aapke pass balance Jyada nahin hai aur aap long-term trading karne ka samajhte hain to aap long term trading nahin kar sakte long term trading karne ke liye aapke pass balance aur trading ka experience donon hi jyada hone chahie agar aap ka experience Jyada Nahin Hoga yani aapka trading ka experience thoda hota hai aur aapke pass balance bhi kam hai to aap long term trading nahin kar sakte FIR aapko short term trading Karni Hogi
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: High time frame main analysis kun behtar hain.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: NawazAwan پيغام ديکھيے
            Time Frames:

            Jab aap chart par analysis karty hain to us main aap kay pass options hoty hain kay aap kitny time frame main price ke movement ko dekhna chahty hain. Maslan chart main aapko 1min, 5min, 15min, 30min, 1H, 4H, 1D ya 1W waly options milty hain. Jin par aap analysis kar skty hain.

            Why i prefer High Time Frames:

            Main jab bhe analysis karta hun high time frames maslan 4H ya phr 1D ka option select karta hun. Jis ke sirf 3 simple wajohaat hain.
            1. High time frame main aapko sahe trend ka pata chalta hay aur aap ko achi trade milte hay banisbat low time frame kay.
            2. High time frame main support or resistance clear nazar aati hay aur aap market kay breakouts ko zayda clear daikh sakty hain, Jab kay small time frame main aksar fake breakouts hoty hain.
            3. High time frame aapko zayda behtar moky fraham karta hay aur aap lami trade ya zayda pips wali trade comfortably kar sakty ho aur high time frame aapko over trading se bachaata hai.
            Long term time frame for trading karna Jyada experienced or professional traders ko hi suit Karta Hai Kyunki long-term time frame per aap use time kam kar sakte hain Jab aapke pass trading karne ke liye balance jyada ho aur aapka trading ka knowledge or experience bhi Kafi jyada ho tabhi aap long term trading kar sakte ho Agar aapke pass trading karne ke liye balance Jyada nahin hai aur trading ka knowledge or experience bhi Itna nahin hai to aap long term trading nahin kar sakte FIR aapko short term trading hi Karni Hogi lekin Hamen yah try Karni chahie ki Ham Achcha balance banaen aur accha knowledge or experience Hasil Karke kam Karen isase Hamen for fayda Hoga aur long term trading Karke Jab Ham kam Karenge To Hamen iska thoda vate karna hoga lekin Hamen FIR trading karke bahut hi jyada profit hoga isliye try Karen ke long term trader banne ki koshish karen aur long term trading Karen

            اب آن لائن

            Working...
            X