Jaiza: Brokers kiya hain aur in zarurat kyun pesh ati hai.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza: Brokers kiya hain aur in zarurat kyun pesh ati hai.
    Forex market mein aik aam shakhs/trader ko market tak access hasil karnay kay liye koi zariya ikhtiyar karna parta ha, jis ko Broker kehtay hain. Brokers aik trading platform faraham kartay hain, jis ko istemal kar kay trader forex market tak rasai hasil kartay hain. Forex traders apni trades se profit hasil kartay hain, jab kay Brokers apna profit 2 methods se hasil kartay hain. 1) Brokers currency pairs par Spread lagatay hain, spread currency ki Bid-Ask (Buying aur Selling price) kay darmiyan difference ko kehtay hain. For example, Eur/Usd ki buy price 1.1610 hai, to same time selling price 1.1615 hogi, jis se broker ko $0.005 pips ka profit hasil hoga. Dekhnay mein ye profit bohot small lagta ha, lekin daily isi spread ki madad se brokers Millions kama letay hain.
    2) Brokers transactions par fees charge kartay hain, jesay kay deposit/withdraw par tex etc.
    Last edited by ; 13-07-2018, 01:59 PM.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ehsan ullah khan پيغام ديکھيے
    Forex market mein aik aam shakhs/trader ko market tak access hasil karnay kay liye koi zariya ikhtiyar karna parta ha, jis ko Broker kehtay hain. Brokers aik trading platform faraham kartay hain, jis ko istemal kar kay trader forex market tak rasai hasil kartay hain. Forex traders apni trades se profit hasil kartay hain, jab kay Brokers apna profit 2 methods se hasil kartay hain. 1) Brokers currency pairs par Spread lagatay hain, spread currency ki Bid-Ask (Buying aur Selling price) kay darmiyan difference ko kehtay hain. For example, Eur/Usd ki buy price 1.1610 hai, to same time selling price 1.1615 hogi, jis se broker ko $0.005 pips ka profit hasil hoga. Dekhnay mein ye profit bohot small lagta ha, lekin daily isi spread ki madad se brokers Millions kama letay hain.
    2) Brokers transactions par fees charge kartay hain, jesay kay deposit/withdraw par tex etc.
    Brokerage on ko Kehte Hain Jo Hume Forex trading market Mein Intel Ho Garg trading karne ki facility dekhte hain aur uske Badle brokers kuch commodities supplied lete hain aur kuch bhi commodities Riya currency is Pay Commission be late Hain brokers hai ki wajah se hum Forex trading market Mein inter ho sakte hain aur bata Ne trading kar sakte hain
    FRD 07 TRADING JOURNAL
    • #3 Collapse

      Market Meerut road working karne ke liye apko broker ki jarurat Hoti Hai Itna Jyada broker achha hota hai aapki investment Itni Jyada Yahan Par save rehti hai aur aap ko nuksaan nahi hota hai
       
      • #4 Collapse

        JAIZA : BROKER KIA HE AUR ES KE ZARURAT :

        Forex trading market mein broker ke boht ahmet hote he aur broke he main role play krta he aur agr broker nhe ho ga to hm apne trading nhe kr skein ge aur hm apne lan dain jo hmare financial transactions hote hien woh sahih tareeqe se na ho skein ge es lie broker ke hmein zarorat hote he aur yeh bat to he keh jo bhe broker hota he woh chezon ko hmare zarorat ke mutabiq maintain krta he aur hmein trading mein pesh ane wale ya trading mein istemal hone wale sb chezon ko hmare lie asan bnata he aur broker jb aik big international level pr hmare sb lan dan mtlb keh transactions ke rkhwale krta he aur hmare sb investment aur hmare documens waghara ko secure rkhta he aur broker yeh sb kuch free mein to nhe krta he es lie broker aik international company hote he jo in sb chezon ko control kr rhe hote he aur broker ne apne employer rkhe hote hein broker apne company ke running process ko control krne ke lie aur sahih tareeqe se in sb chezon ko injam dene ke lie kuch fees rkhhe hote hein jo keh boht he small hote hein aur in fee ke cut jane se trader ko koi nuqsan nhe hota he aur yeh jo spread hota he yeh broker ka commission he aur yeh thora thora commission hr trader se broker charge krta he aur deposit aur withdrawal krne ke fee to ab aik to nhe hien agr hote bhe hien to woh boht he small hote hien.
        • #5 Collapse

          jaiza
          broker small investor kay liey aik bohat acha platform hain wo levrage kay zariey small investeor ko b forex market me trading ki saholat dety hain
          broker phr isi ki mad me kuch comitiion wasool kartay hain jo kay spread ki soorat me hota ha
          humainy trading karnay kay liey aik platform ki b zarorat hoti ha or small trader kay pass itni investment nehi hoti ha kay wo direct market kay sath attaach ho sakay to broker humainy market tak kay liey aik platform mehya karta ha
          • #6 Collapse

            brker wo hoy han ju ap ko market may kaam karnay k llye ap ko yahan par ak auchy walay plate forum provide karty han jis say ap ka kaam auchy o skta ha or ap kaam market ko samjhan ho t ah ju zayda auchy say samjhata ha wo zayda yahan say learning and earning kar skta ha
            • #7 Collapse

              Brokers ki ehmeyat forex business me bahot hi zeyda hay, brokers ki zarorat har trader ko ho sakti hay, koi trader asani se forex business me brokers ki help key baghir apni investment forex market me nahi laga sakta hay, brokers se hamary ley forex business ko bahot hi easy kar dia hay, ham asani se online payment method se forex business me invest kar sakty hey aur 1 advantage ye be hay key ham little amount se be es business me trading kar sakty hey agar brokers na hoty to traders 1 lot ki trading karny key ley 1000$ tak investment karta.
              • #8 Collapse

                My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma broker ki forex trading ma bhot hi zayada ihmeyat hoti ha or ya him logo ki help krty ha hmri withdraw my bi help krty ha or koi bi pershani ho to bi ya hmri help krty ha forex market ma her ek trader ka broker hota ha
                • #9 Collapse

                  Broker 1 online shops IIT Ropar kaam karte hain isme aap apna investment kar sakte hain isliye aapko market Mein investment karne ke liye aapko Ek platform provide Karte Hain Yeh platform 1 achha wala hota hai aur Market Mein Aapki easy Vespa access so jati hai aur aap easily working Karke is se investments kar sakte hai Original Sin ki help Se Aaram Se Le sakte hai
                   
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza: Brokers kiya hain aur in zarurat kyun pesh ati hai.

                    forex aik online business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain forex aik international business hain hamy is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote hum gar mai baht kar kam kar sakty hain forex east wast mai bohat taze sy famous ho raha hain hum is mai agar kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar gy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik international or legal business hain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X