greedy (LALCHI) kon hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: greedy (LALCHI) kon hy

    Laluch burri bala ha, ye kahawat hum bachpan main apni one class ki book main parhtay thay, or ye kaafi had tak theak bhi ha,
    Aap ne bhi ye kahani parhi hogi k aik kutty ko paani main apna shadow nazar aata ha or woh us shadow se bhi gosht ka piece lenay k liay bhonkta ha, or badlay main us ka apna meal piece bhi paani main girr jata ha,
    Same is the case here, jub tak hum thora bahut jo bhi earning karte hain us pe satisfy nahi hoon ge, us waqt tak ham sakoon main nahi reh sakte,. Dilli sakoon or cool mind rehney k liay laluch se bachao bahut zayada zaroori ha,
    Agar aik limit jissay hum positive greed limit keh sakte hain, tak laluch kia jae to woh theak ha, for example, aap zayada posts karte hain taa k aapka bonus acha aae to ge positive greed ha, or ye nuksaan dehh nahi ha,.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: greedy (LALCHI) kon hy

      Jo log forex market Mein laalach Karte Hain to is ka him logo ko bhot nuksan hota ha is leya himvlogo ko forex market Mein laalach nahi karni chahiye ager him log lalach nhi kre to him log kafi acha profit hasil kr skty ha
      Removed by Moderator.
      • #18 Collapse

        Re: greedy (LALCHI) kon hy

        gareed aik fact hai jo k boht bura fact hai or es ko hum apna dsuhman bhi kah skty hain or greed karny waly kbhi bhi khush nahi hoty hain un ko mazeed ki chahat he rahti hai wo kam par or zayda par donu sorton main he na shukry hoty hain jesy ap ny pictire k stah hmain explain kiya hai same yahi kuj hmari apni nature main bhi pya jata hai or es business main kam karny waly har dosry mambers ki nature main yahi fact hai es liye hmain khud smjhna chahye k yah actual main hmara dushman hai aghr hum es k sath apna kam karengy tu hum kbhi bhi na tu ALLAH ka shukar ada karengy or na he hmary kam main barkat faida hoti hai tu kbhi bhi lalach na karen q k alalch e apko ly dobta hai yah boht khtrnak chez hai apki nakami ka bais bnata hai yah
        • #19 Collapse

          Re: greedy (LALCHI) kon hy

          Jin Logon Ko Yahan Par trading start karne mein problem ko pesh karna padta hai UN logo ko chahiye market Mein original type kar solution nikala Jitna achha Woh Log Yahan Par Shuru Se Nikalte Hain technical analysis graph chart ki sabse kam Karte Hain Tum Logon Ko kabhi bhi yahan se nuksan nahin Hota confirmation ke saath kaam karna in logo ke liye Jyada achha aur test hota hai long time kam karne ke liye confirmation Kaho na lot Ni hai yahan se
          • #20 Collapse

            Re: greedy (LALCHI) kon hy

            Asalamu alaqum dear members of forex Ap n bhoot achi bt ki h greedy insan kabi bi kamyabi hasil ni krta h
            Kis jaga kis bi moqam or kamyab ni ho skta h forex m kamyabi hasil krny k ly ap ko parper planing or hardworking or determine se km krna ho ga is greedy inasan jaldnazi kam lata h tu wo kamyab ni ho skta
            • #21 Collapse

              Re: greedy (LALCHI) kon hy

              ji mere Bhai forexh mein jo log aate Hain vah yahi chahte Hain ki ismein hamen jyada se jyada profit hasil ho isliye bullet mein a jaate Hain galat re laga dete Hain jiski vajah se vah apna Sara Paisa Jaya kar dete Hain isliye hamen ismein knowledge mein nahin aana chahie Jahan Tak main giridih peoples ko jaanta Hoon vah ismein jyada se jyada Paisa kamane ki koshish karte hain aur vah long term nahin chal patewa jyada lamba sar ismein Kam nahin kar paate aur vah jald hi ismein apna Paisa best kar lete hain isiliye hamen ismein knowledge nahin karni chahie aur na he motions mein aana chahie balki apni natural trade karni chahie aur confidence ke sath kam karna chahie aur ismein mehnat karni chahie tab hi Amit mein kamyab ho gaya kya Ham ismein lalach karenge to Ham is male or uska samna karna pad sakta hai aur apna account bhi wash karva sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: greedy (LALCHI) kon hy

                Esy traders ko greed hi kaha jata hay jo profit earn karny key ley zarorat se be zeyada risk leny ki be koshish karta hay, profit key ley Forex market me lalach karna kesi be tarha se teek nahi, Forex market siraf profit hi nahi deti hay es me loss ka hona be yakeeni ho sakta hay, es ley agar lalach na ki jaye to etna hi profit earn karny key ley risk leya jaye jetny ka ham ne plan kia hota hay to mery khayal me greed na key jany ki waja se hamy loss be na ho aur profit earn karny ka muqa be mil saky, greed traders ko emotional es ley kar sakti hay key loss key bad koi be traders ka decision correct ho hi nahi sakta hay, jetna be ho saky khud ko greed se bachany ki koshish kia karen.
                • #23 Collapse

                  Re: greedy (LALCHI) kon hy

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wisdom words پيغام ديکھيے
                  the difference between greed and ambition is that greedy person desires that for which he is not prepared completely

                  wo kehty hn k bus ka conductor wo wahid insaan hota hy k jis ko seat by seat bus b khali nazar ati hy
                  kuchh aisa he hisaab kitaab lalchi trader ka hota hy usay jitna b profit mil jaye wo aour ziada ke tamanna karta hy[ATTACH]3619[/ATTACH][ATTACH]3620[/ATTACH]
                  Bhai jaan is Waqt To Duniya Mein Har Insan hi lalchi banaa hua hai koi bhi apne pass maujud rakam se Khush Nahin Hai vah Jyada Se Jyada ke bare mein hi hi Sochta hai lekin yah Soch bilkul galat hai Kyunki Agar Ham Forex trading business Mein kamyabi Hasil karna chahte hain to sabse pahle Hamen Apne Andar Se lalachi ko khatm karna hoga Kyunki Hamen is business Mein Jab hi nuksan Hota Hai Jab Ham lalach karte hain isliye Hamen money management risk management aur stop loss or profit ke use ke sath kam karna chahie tab hi Ham Balak Seva sakte hain
                  https://investsocial.com/ur/showthread.php...6#post10317876
                  • #24 Collapse

                    Re: greedy (LALCHI) kon hy

                    Iss mai koi shak nahi hai kay her trader Thora bohat greedy zarur hota hai kuch traders apnay greed ko qabu mai rakhtay hai aur aik limit tak he laalach kertay hain. Jaisay aik trader nay 5$ profit ka estimate rakha Hua ho aur trade 5 $ profit mai janay kay baad usay mazeed profit nazar araha ho tou woh trade close na Karey aur saath uss kay mind mai profit Kamm honay ka khatra bhi mandala raha ho laikin phir experience greed pay qaabu paa lay aur Kuch mazeed profit lay kay trade close ker lain chahay usay uss say bhi ziada profit nazar araha ho. Issi tarah greedy traders woh hotay hain jo 5 $ profit pay jaa kay mazeed profit ka wait kertay hain chahay mazeed movement nahi ho aur news aur analysis aur trends bhi reverse trend Bata rahey ho. Phir trade reverse ker rahi ho aur woh 5 $ ka wait kertay rehtay hain aur 5 $ bhi chalay jatey hain saath apna kuch na kuch balance bhi lay jatey hain. Ye aik greedy aur non greedy experienced trader ka mind set hota hai jo aik ko faida aur aik ko loss daita hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #25 Collapse

                      Re: greedy (LALCHI) kon hy

                      forex maai hamy lalach ko ktme kar ky kam karna ho ga pher he loss ko katem kar skay gy or hum kam kar ky ache earning gain kar sakay gy forex aik acha business han hum is mai raat mai be kam kar sakty hain hum is mai din mai b kam kar sakty hain hum is mai agtar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahai hota forex mai hum apny boss ap he hoty hain hamy mahnet sy or lagan sy forex mai kam karna ho ga pher he hum pasia kama saky gy forex aik wasee business hain hum is mai night mai be kam kaer sakty hain hum is mai day mai be kam kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik world wide business hain is mai harma koi be boss nai hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X