greedy (LALCHI) kon hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greedy (LALCHI) kon hy
    the difference between greed and ambition is that greedy person desires that for which he is not prepared completely

    wo kehty hn k bus ka conductor wo wahid insaan hota hy k jis ko seat by seat bus b khali nazar ati hy
    kuchh aisa he hisaab kitaab lalchi trader ka hota hy usay jitna b profit mil jaye wo aour ziada ke tamanna karta hyClick image for larger version

Name:	images (8).jpg
Views:	1
Size:	32.0 کلوبائٹ
ID:	12461790Click image for larger version

Name:	images (9).jpg
Views:	1
Size:	27.3 کلوبائٹ
ID:	12461791
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan bhai aap ki baat bilkul theek hai greedy insan kabhi bhi khush nazar nahin ata aur uss kay pasnjitna zayada paisa ho ga woh uss ko khud per kharch nahin karay ga aur her waqt paisa hasil karnay kay baray mein hi sochta rahay ga aur zahir yehi karay ga kay uss kay pas tou kuch bhi nahin hai
    • #3 Collapse

      greedy(la-lachi) insan trading main vohi hota hai jis ko trades say profit to mil rha hota hai laikin ye sath main ander e ander say dill main mazeed hasil krny profit ko is ki umeed laga laita hai jis ki vaja say ye market main trade ko is tara say krna shuro kr daita hai kay ye market ka trend kay against main order ko laga daita hai or is say b ye umeed krta hai or ye profit vali trade ko b is or mazeed profit hasil krny kay liay close nahi krta hai or ik time is tara ka ata hai kay ye sara profit or sath main account b wash ho jata hai tb is ko samjh ati hai kay kia galti ki hai is nay
      • #4 Collapse

        greedy persons key bary me jaha tak mera knowledge hay esy persons forex business me long time key ley nahi reh sakty hey, bahot kam time key ley esy traders forex ko join karty hey aur greedy ban kar trading karny ki koshish me failure ho kar es business se hamesha key ley alag ho jaty hey
        greedy traders different types key hoty hey koch traders ko 1 din me agar bahot zeyda profit be ho jaye to wo aur be zeyda profit earn karny ka lalach dil me rakty hey aur koch traders esy be hoty hey jo apny traders ko huge profit me be close nahi karty, limit se zeyda trading karny ko be me greed hi samjta hon.
        • #5 Collapse

          g bhai ap ny boht achi post ki hai r ap ny boht achi traha expain kiya hai forex trading main bhi boht se tradors ayse hain jo aik rat main he ameer hony k chakar main hain or forex ko sikhny ki traf dehan nahi dety hain wo yah tray karty hain k hmain kuj he dinu main boht sara paisa mil jay tu bhayio forex main aysa kuj nhai hota hai kabhi bhi ap jitni mahnt karty ho otna he apko milta hai or jub ap llalach main he rahty howe trading karty hain tu hmary apss jo kuj hota hai wo bhi hmary ahath se chala jata hai es liye hmain es bat ko avoide karna chhyae
          • #6 Collapse

            lalchi wo hota hai jo kbhi bhi paisun se nahi bharta hai oski tlab har paisy k bad bhrti rhati hai or aysa insan har jagah par buri trah fail hota hai or ayh llalch ki type forex main bhi hai es main bhi boht se tradors ayse hoty hain jis ki kbhi bhi tlaab khtam nahi hoti hai wo mazeed k lalach main har wakt mahnt karta hai jub k aik enemy hai har insan k liye q k duniya main hum kisi bat par bhi lalalch karty hain tu hmain kbhi bhi zeyfa der k liye kuj nahi milta hai es liye hmain apny har kam main lalalch ko khtm karty howe life spend karni chhyae q k es se hmain kbhi bhi hmary mayar jitna nhai mil skata hai forex trdaing main bhi jo trador lalalch karty hain wo kbhi bhi kamyab nahi ho ksty hain
            • #7 Collapse

              yes dear you have give good picture of greedy man . because as we know that forex is risky but it is not as gambilng it always give us opportunity to look our decision . so we do not enter in trading when we are unable to understand it . further we never pass our limit as we have prepared while money management. simply hamain kabi b had se zyda risk lainy ki zaroorat nahe hai.
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: wisdom words پيغام ديکھيے
                the difference between greed and ambition is that greedy person desires that for which he is not prepared completely

                wo kehty hn k bus ka conductor wo wahid insaan hota hy k jis ko seat by seat bus b khali nazar ati hy
                kuchh aisa he hisaab kitaab lalchi trader ka hota hy usay jitna b profit mil jaye wo aour ziada ke tamanna karta hy[ATTACH]3619[/ATTACH][ATTACH]3620[/ATTACH]
                Traders wo hote hain jinko 1 reasonable profit ho raha hota hai lekin Woh Phir Bhi apni trade Karte nahi karte aur at the end on go loss he Hota Hai Aise traders Kabhi be successful nahi ho sakte isliye aap try Karenge Jab aapko Ek reasonable profit ho toh apni tradeco cut kar le aur Jyada profit Ke Chakkar Mein Na Pade Che aapke liye bahut nuksaan deh hoga
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: wisdom words پيغام ديکھيے
                  the difference between greed and ambition is that greedy person desires that for which he is not prepared completely

                  wo kehty hn k bus ka conductor wo wahid insaan hota hy k jis ko seat by seat bus b khali nazar ati hy
                  kuchh aisa he hisaab kitaab lalchi trader ka hota hy usay jitna b profit mil jaye wo aour ziada ke tamanna karta hy[ATTACH]3619[/ATTACH][ATTACH]3620[/ATTACH]
                  G Bhai him logo ko lalach still hamsa bachna Chaya or jtni zayada him log lalach krty ha to is ka nuksan bibitna hi zayada ho ga is leya is ki waja sy hmra account wash ho skta ha him logo ko bas mhnat krni chaya or jtni zayada hblog mhnat krty ha him logo ko itna hi zayada profit milta ha or him log is ma kamyab hoty ha him logo ko bas mhnat krni hoti ha
                  • #10 Collapse

                    Re: greedy (LALCHI) kon hy

                    Sexy picture I'm trading mobile par Karen ya FIR computer par usse Koi Jyada difference Nahin Hota Jaise computer traders coat cutting karna Aasan Lage unko Waise Hi trading Karni Chahi Mai to Forex trading Mein Ek Saal se kaam kar raha hoon Aur Main Hamesha trading mobile par hi Ki Hai Mujhe mobile setting karna bahut Aasan lagta hai Kyunki ispe market ke Chahat ko aasani se Samjha Ja sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: greedy (LALCHI) kon hy

                      je ap ne bilkul thek bat ki ha greedy man kabhi bhi khush ni reh sakta, aur forex trading aik aisa business ha jis ma har koi yeh chahta ha k woh profit earn karain lakin kuch log greed ki had tak chalay jatay hain un ko sirf profit hi chaye jis ki wajah se woh forex ma mistakes kartay hain aur loss kartay hain is lye greedy forex ko thek tarah se learn ni karta ha bas woh jaldi ma order place kar deta baghair soche samjhain is lye ambition aur greed ma boht farq hota h, ambition wala persion kuch banany k lye mehnat karta ha lakin greedy man dolat k lye sab kuch karta ha is lye agar ham forex ma success hasil chahtay hain to hamain greed se bilkul avoid karna chaye q k greed ma ham ak professional trading ni ban saktay hain aur greedy ki forex ma koi jagah ni ha
                      • #12 Collapse

                        Re: greedy (LALCHI) kon hy

                        Han g ap ny sahi kaha hai agar ap lalach kary gy to is me ap ka hi nuqsan hai agar ap lalach nahi kary gy to hi ap kamyaab ho gy lekin agar ap lalach kary gy to ap ko nuqsan ho ga.
                        Or agar ap ka koi goal hai to ap kafi achi trading kar ly gy q k ap ny goal hasil karna hai or us goal k liye ap mehnat kary gy or goal hasil kar ly gy.
                        Or lalch sy ap ko loss hoga agar ap achy trader ho to ap ko chahiye k lalach na kary agar ap lalch kary gy to ap kabhi b achy trader nahi ban sakty.
                        • #13 Collapse

                          Re: greedy (LALCHI) kon hy

                          G han dear ap ny bilkal tek kaha ha forex hi kya zindgi ka koi bi shoba ho chahy chota ho ya bara agr ham us m greedy ban jaty han to ye hamy profit k bjaiy loss hi dyta hy q k greedy insan kbi khush ni ry skta phly to wo greed ki wja sy loss m hi rahta hy agr phr b kuch profit hasil Kar ly to apny lalich ki wja sy kbi khush ni rahta q k wo chahta hy k is sy b zyada mily zyada k chakar m thory m b khush ni ry skta forex aik risky or profitable business hy mgr is m lalichi insan ki koi jga ni is m sirf hardworking logon ki jga hy jo dil lga kr kam Karan or thory profit m b khush ho kr thory thory sy ziada krty jain or bagar greedy hoay apni life ko successful bna skan or jo dreams ham dakhty han wo lalich sy kbi pory ni ho skty is liay lalich na karan lalich sy dor rahan or khush rahan
                          • #14 Collapse

                            Re: greedy (LALCHI) kon hy

                            apki bat bilkul thek kha forex menin bohat say log aysy hein jo kay forex say bohat he achi earning kar rhy hein lekin jabhi wo is mein acha or earning karnay ki koshish kartay hein or ek dam say sara kuch kamanay kay irada say forex mein work kartay hein to wo apni sari investment say hath dhoh behtty hein is liye forex mein agar to acha work karna ha or is mein hard work karna ha to is mein behtar say behtar earning kay liye lalich ko door karna bohat he zarori ha jesy kay forex ek bohat he acha or life time earning business ha jis mein hard work kar kay bohat he achi earning kari ja sakti ha or is mein life time earning apko easy success dilwa sakti ha so hard work to get success easy in forex work
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: greedy (LALCHI) kon hy

                              lalchi woh hota hy jo yeh kahy keh sara kuch mairy pass jamae ho jae yaeni jo chiz bhi kesi ky pass dikhy us ko yeh wahum paida ho jae us ki yeh cosh bun jae keh yeh chiz us ky pass ni honi chahy thi bulkeh mairy pass honi chahy thi yeh us ky pass qeyon hy mairy pass qeyon ni hy in sari chizon ka malek to mujhy hona chahy tha yeh log is ky qeyon malek hain or forex main lalchi woh hota hy jo har waqt paisy py nazar rukhty howey forex ky qwanin ko bhi samny na rakh sakhy or lalch main a kar nuqsan ka shikar ho yaeni paisy zeyada kmany ky nazrie sy aisa kaam kary ya aise gulti kar baithy jes wajjah sy bjae naffah ky nuqsan ka shikar ho jae kaam thora kary but paisa zeyada kmany ki soch rakhta ho umid rakhta ho us ko lalchi kehty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X