Forex trading mein kuch currencies bohat strong hoti hai or ye is wajah se k wo well developed countries ki currencies hoti hain in countries ka current account deficient hota hi ni hai yani k unki imports un ki exports sy bohat kam hoti hai is k ilawa un countries mein job producing rate bohat high hota hai aur unka inflation rate b bohat kam hota hai aisi countries ki currencies stable or unka interest rate kabhi kabhi change kiya jata hai jab aap Kisi country ki economic conditions ko carefully study kerty Hain tou yeh bohat hi important role play kar rahi hoti hai aur kisi country ki currency per bohat zeada negatively or positively affected ho rahi hai
is liye aap ko humesha currency ki value calculate kerny k liye US country ki economic conditions ko bhi carefully study kerna chahiye Political stability bohat he important role play kerti hai aur kisi country ki currency ko strong karny ky liye bohat hi important hoti hai agar Kisi country ki politicians perfect hain to wo currency ko strong karny mein bohat ziyada help ho sakti hai is liye aapko political condition se related bhi properly updated rehna chahiye aur jab aap Kisi specific country ki currency ko calculate kar rahy hoty hain tou is mein political stability ko bhi include karna chahiye is k sath humen kisi country ki GDP par bhi focus kerna chahiye

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим